Overconfident na hon.....

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Overconfident na hon.....
    Agar kuch din apko profit ho jaye to overconfident ho kar zyada trades mat open karen. Ye chez bohat dangerous hoti hai main ne isi waja se pichlay haftay apna account wash karwa lya hai.....
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Overconfident na hon.....

    bohat acha sawal ha ager hum koo forex s achi earning haisl karni ha to per hum ko chaheya ka hum jab be koye trade open kartaa ha to per hum ko over confidence nhi honaa chaheya q ka ager hum over confidence ma trading kartaa ha to per hum ko loss he hotaa ha esleya hard work start kardaa .............
    • #3 Collapse

      Re: Overconfident na hon.....

      Assalm-o-Alaikum gee haan dear friend ap nay bilkul theek kaha hai hamain kbhi bhi trading mein over confident nahi bnna chahiye balkay hamain sabar sy Orr soach samajh kar kaam karna chahiye taa k hum kaamyaab ho sakain Orr acha profit gain Kar sakain
      • #4 Collapse

        Re: Overconfident na hon.....

        sah bat kar rahy hain bhai jan ap forex trdaing main boht se tradors yah smjhty hain k humain forex ka pora knowledge hai or hmain ab mazeed mahnt kiz arort nahi hai es se wo apni trdaing main lloss kar bethty hain tu forex main apka confidence apk k liye bahtr rahata hai laken overconfidence he apko marta hai ap nakam bhi tab hoty hain
        • #5 Collapse

          Re: Overconfident na hon.....

          umeed kRTA hun k app log theek hun gy ab ma asal bat pe ata hun k ap forex trdaing main boht se tradors yah smjhty hain k humain forex ka pora knowledge hai or hmain ab mazeed mahnt kiz arort nahi hai es se wo apni trdaing main lloss kar bethty hain tu forex main apka confidence apk k liye bahtr rahata hai laken overconfidence he apko marta hai ap nakam bhi tab hoty hain
          • #6 Collapse

            Re: Overconfident na hon.....

            اصل پيغام ارسال کردہ از: jmqadri580 پيغام ديکھيے
            Agar kuch din apko profit ho jaye to overconfident ho kar zyada trades mat open karen. Ye chez bohat dangerous hoti hai main ne isi waja se pichlay haftay apna account wash karwa lya hai.....
            Overconfident hokar trading karna traders ke liye bahut dangerous hota hai Kyunki Jab traders overconfident hokar trading karte hain tuva apni trading ki proper planning Nahin Karte Jiski wajah se Unki trading achchi Nahin Hoti
            FRD 07 TRADING JOURNAL
            • #7 Collapse

              Re: Overconfident na hon.....

              Forex main kam kerte hue humain kam ko soch samj ker kerna chahiay ke market main kis cheese ka rujhan zeyada ha kis se humain zeyada profit hasil ho ga aur kis se kam hasil ho ga kisi senior se mashwara le ker kam kerna chahiay ke jo hamare liay behter mashwara de khud se hi overconfidence ho ker kam nai kerna chahiay
              • #8 Collapse

                Re: Overconfident na hon.....

                Exactly right bro, bhaly ap consistent trader bhi ban jae tab bhi overconfidence nuksan deta hai. Ap jab bhi trade lagae to ache se market ka jaiza lene ke bad lagana chahiye aur kabhi bhi apne profit ya analysis pe overconfident nhi ho na chahiye.
                • #9 Collapse

                  Re: Overconfident na hon.....

                  ji han bhai jaan ap ny bht he achi bat ki hy jab bhi hum kese bhi field mn over confident hoty hain to humy es ka hamesha he nuqsan hota hy esy trah agr hum tread karty howe ocer confident ho jaye gy market ko analysis kiye baghair he tread laga dyn gy to humy loss he hoga
                  • #10 Collapse

                    Re: Overconfident na hon.....

                    Dear friends umeed ha k ap sub theak hoo gay friends hum ko caehyh k hum kabi be over confidance k sath trade na karin kau k jub be hum over confidance k sath mil kar trade karty hain to hum ko zada say zada loss hota ha aur hub kabi be kamyb nahe ho sakty es leyh over confidance k sath hok trade na karin to theak ha
                    • #11 Collapse

                      Re: Overconfident na hon.....

                      Jihad year aapne bilkul theek kaha hai overconfident hokar market Mein kaam nahi karna chahi Forex trading risky business hai is Mein Jab Jazbaat Mein Aate Hain Tu Kahin na kahin mistake ho jati hai forex market Main Chhoti Se mistake se bhi lost ho jata hai FIR loss ko recover karna Mushkil ho jata hai isliye overconfident Na Ho confidence Hona achi baat hai lekin overconfidence Hona Thik Nahin Hai...
                      • #12 Collapse

                        Re: Overconfident na hon.....

                        g ha sir ap nay bilkul right kha me ap ki is bat par full agree hu kay hum ko khbi over confidence nhi hona chahy me apny dostyo ko ye batna chahta hu kay agr humry pas pak forex trading ka jetna marzi knowledge or experience ho agr hum is business me over confidence kary gay to hum ko loss hi hoa ga dunia ka koi bhi kam ho agr humis os kam me over confidence kary gay hum nkam hi ho gay
                        • #13 Collapse

                          Re: Overconfident na hon.....

                          Over confidence ki waja se apko kisi bhi business me baht zyada loss ho sakta he kabhi bhi overconfidence nahi hona chahye hamesha present mind hona chahye jis se ap loss se bach sakte he or forex trading me to bahot mohtat hona chahye is me apki choti si mistake ya jald bazi ki waja se apka account wash ho sakta he.
                          • #14 Collapse

                            Re: Overconfident na hon.....

                            Gee haan brother aap ki baat theek hai forex mein humain over confident nahin hona chahyea hamesha zahen sae kaam kerain jub aap over confident hoon gay tou aap jo kaam bhi kerain gay uss mein aap kay ghalti kernay kay chances barh jatay hain iss lye forex mein tou bilkul bhi over confident nahin hona chahyea
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #15 Collapse

                              Re: Overconfident na hon.....

                              Good noon all friends and my sweet members of pakistan forex forum umeed karta hoon k ap sab theek hoon gay....
                              jab bee ham ko as mien kaam karna hota hai tu ko as mien aa kr her bar her trade k sath stop loss ko use karna hota hai or hamain as ko right place per lagana hota hai agar hum in ko right jaga per laga dety hien tu hum as mien aa ker earning hasil kar sakty hain as lye hamain as men her bar kaam karna hota hai or hamain as mien aa ker stop loss or take profit say trading mien big profit hasil karna hota hai.

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X