Loss ko avoid karny ki koshish nahi karni chaye
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Loss ko avoid karny ki koshish nahi karni chaye
    Agar trading me every time ham loss ko avoid karny ki hi koshish karen gey to es ka nuksan ye ho ka key ham musalsal hi loss face karen gey aur agar loss ko avoid na kia jaye to traders es loss hony key reason ko base bana kar es ko khatam karny ki koshish kar sakty hey aur yahi cheez traders ko Forex business me kamyab trader bana sakta hay.
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Loss ko avoid karny ki koshish nahi karni chaye

    bohat acha sawal ha ager hum koforex sa achi earning hasil karni ha to per hum ko chaheya ka hum lot of hard work start kardaa or ager hum ko loss hotaa ha to per hum ko chaheya ka hum us ko recover karna ke koshush karni start kardaa es saa hamara experience or knowledge ma ezafaa hoga..........
    • #3 Collapse

      Re: Loss ko avoid karny ki koshish nahi karni chaye

      hi dear friends umeed karta hun app sab loog theek hun , aap Log Yahan Se Kuchh kar sakte hain management ke saath saath baat bhi bahut jyada important hoti hai ki Jab log thread create Karte Hain To vava Chhota create karte hain is limited words Nahin Lagte Hain aur naahi Apna Moti Bhishma clearly brief karte hain hamein chahiye ki hum Apna Moti Apna Raga samasya par thread Mein acche se brief Karen
      • #4 Collapse

        Re: Loss ko avoid karny ki koshish nahi karni chaye

        Assalm-o-Alaikum gee haan dear friend ap nay bilkul theek kaha hai loss ko avoid karnay ki koshish nahi krni chahiye kiun k jab loss ho ga tou hamain iss trha bohat kuch seekhnay ko milay ga Orr hum loss ko recover karnay k liye bhi mehnat karain gy iss trha ham kaamyaab hon gy Orr hamaray knowledge mein orr zayada Izafa ho ga Orr ham bohat kuch neyaa bhi seek sakain gy
        • #5 Collapse

          Re: Loss ko avoid karny ki koshish nahi karni chaye

          Ji ha dear aapne bilkul theek kaha hai apne last ko kam karne ki koshish Karni chahiye Forex trading business Mein planning ke saath chalenge Tu Hi isme proper kaam kar Sakenge Apne loss ko manage Karen kam se kam Las Ho Jo trade Meri cover bhi ho jaaye aur Mazeed d kuch profit bhi nikal Aaye...
          • #6 Collapse

            Re: Loss ko avoid karny ki koshish nahi karni chaye

            forex ke karobar mein hum loss ko dill se nae mind se sochna chahy forex aik acha or human loss ko avoid ker ke kam karna chahy forex mein profit us waqt hota he jab full experience or knowlege ke sath kam kea jata he forex aik esa platforum he jis hum learning ke sath earning be karty hein forex aik international karobar he is mein hum mehnat se success ke taraf barty hein
            • #7 Collapse

              Re: Loss ko avoid karny ki koshish nahi karni chaye

              Apki bat ma kese kaho k muje achi lagi bhae kon ho ga jo los ko avoid karny ki khosis ni kary ga or kis ko loss acha lgta hai kese ko b loss acha ni lgta es lae mere bhae ham try to profit ki karty hai mgr hamy loss ho jata hai to hamy or try karni chahe kiu k forex ik acha business hai
              • #8 Collapse

                Re: Loss ko avoid karny ki koshish nahi karni chaye

                forex ke karobar mein human loss ko dill se nae lagna chahy mager avoid be nae karna chahy forex aik international level ka karobar he is mein hum apni needs ko pura karty hein forex aik life time karobar he is mein hum apni trading ke level high karty hein or kamyab trader banny ke ley human din rat mehnat kerty hein kabi na kabi achy trader ban he jaty hein
                • #9 Collapse

                  Re: Loss ko avoid karny ki koshish nahi karni chaye

                  forex ke akrobar he is mein human loss ko kabi nazer andaz nae karna chahy forex aik esa karobar jis mein loss humari galtion se loss hota he forex aik iternational kartobar hony ke waja se humry ley rozgar ka zarya he forex mein hum din rat mehnat se apni zarorton ko pura karty hein forex aik online karobar he jis mein usa china new york shmail shamil hein
                  • #10 Collapse

                    Re: Loss ko avoid karny ki koshish nahi karni chaye

                    ji haan apNe bilkul theek kaha hai agar Hame Pakistan Forex Mein accha trader banna hai to Hame kabhi bhi nuksan nahin karna padega Kyunki jo bhi nuksan karta hai aur Jisko bhi loss hota hai vah kabhi bhi Kamyab tredar Nahin pata Hamein main market ko achi Tarah Se analyses karti hai aur Har Waqt market mein online Reh Kar trading Karni hoti hai thanks
                    • #11 Collapse

                      Re: Loss ko avoid karny ki koshish nahi karni chaye

                      dear traders bilkola sa hi hai hum sab traders ko chahye kay ziyda sy ziyda practice karain trade ki or kabi bhi loss kay dar sy jaldi sy trade ko ko close na karain wait kar lyn or full confidence sy trade karni chahye ta kay humain diffenent situation ko face karne my asaani ho or humra experience gain ho or next time hum or achy sy try karain trade karni ki jis my ziyda sy ziyda profit generate ho saky.
                      • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                      • #12 Collapse

                        Re: Loss ko avoid karny ki koshish nahi karni chaye

                        Jee bilkul aap ne thik Kaha Jab Hamen loss ho raha ho to Hamein foreign hi rate close nahin kar dena chahiye Hamen Kuch der ke liye apne aap ko control karna chahie Jab market Wapas aa Jati Hai To Java trade band kar dete Hain To is Hamein nuksan hota hai aur Aisa Hamein nahi karna chahiye aur Hamein Sabar aur bardasht karna chahie

                        اب آن لائن

                        Working...
                        X