G han dear aisa he hai hum jub bhi trade ko open kartye hain tu bina socha samjhaye he kar daitaye hain per asal mai humain aisa hargiz ni karna chye balkaye bhut soch samjh kay he trade ko open karna chye aur mai tu khaita hun kay kisi kay mashwarye kay sath kiya jaye tu aur bhi faida ho jata hai beshak manye apni he per dusro ki sunain zaroor kiyu kay ager dusro ki sunain gaye tu hum us mai kamyab zaroor ho jatye hain
تبصرہ
Расширенный режим Обычный режим