overconfidence nahi hona chahye during trade

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    overconfidence nahi hona chahye during trade
    Forex trading business my humain overconfidence nahi hona chaye during trade Chahe humre pass lot of experience knowledge hi ku na ho humain chahye ky hum bohat hi dihan sy forex py trade kare or kam sy kam risk py koshish kare ky acha profit earn kiya jiye
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: overconfidence nahi hona chahye during trade

    G forex trading business mein confidence ka hona zaroori hy lakin over confidence nhi hona cahaiye kiok agr hum over confidence ho kar trading karain gay tu is se hum lazmi Koi mistake karain gay js se buht ziada loss ho sakta hy is liye confidence se trading karain over confidence nhi hona cahaiye
    • #3 Collapse

      Re: overconfidence nahi hona chahye during trade

      g han ap ny bilkul sahi bat ki hai or main apki bat se sehmat krta hun forex trdaing main jub hum trdaing karty hain tu hmain kbhi bhi overconfidence nahi hona chahye ayse hmain loss hony k chaces zyda hoty hain jis main hum khud he koi na koi galti kar jaty hain jis se hmain loss ho jta hai tu kbhi bhi apni trdaing main overconfidence na hon aghr ap ny kamyb hona hai tu
      • #4 Collapse

        Re: overconfidence nahi hona chahye during trade

        Assalm-o-Alaikum gee haan dear friend ap nay bilkul theek kaha hai hamain trading k doraan over confident nahi ban'na chahiye kiun k agar hum over confidence k saath kaam kartay Hain tou iss trha hamain loss ho jata hai Orr hamara account bhi wash ho jata hai lehaza hamain chahiye k hum hamaisha sabar sy kaam karain Orr over confidence sy door rahain issi mein hamari kaamyaabi hai
        • #5 Collapse

          Re: overconfidence nahi hona chahye during trade

          bohat acha sawal ha ager hum ko forex sa achi earning hasil karni ha to per hum ko chaheya ka hum kabhi be over confidence ka sath trading naa karaa q ka ager hum over confidence ka sath trading start kartaa ha to per hum ko lot of loss ho sakta ha laken ager hum without over confidence ka sath trading start kartaa ha to per hum ko achi profit hoge...........
          • #6 Collapse

            Re: overconfidence nahi hona chahye during trade

            hi dear friends umeed hai kk app loog sab theek hun gee, ap ny bilkul sahi bat ki hai or main apki bat se sehmat krta hun forex trdaing main jub hum trdaing karty hain tu hmain kbhi bhi overconfidence nahi hona chahye ayse hmain loss hony k chaces zyda hoty hain jis main hum khud he koi na koi galti kar jaty hain jis se hmain loss ho jta hai tu kbhi bhi apni trdaing main overconfidence na hon aghr ap ny kamyb hona hai tu
            • #7 Collapse

              Re: overconfidence nahi hona chahye during trade

              Jab bhi ap business karta hain tab ap ko sab sa pahla loss hota ha laikan jab jab ap experience gain kar laita ho tab ap profit ke tarf ata ho insan jab bhi over confidence hota ha q ka wo ya samjata ha ka Sirf ma he hn aor usa business ma pore tarah sa loss hota ha aor wo zindgi ma bhi kamyab Ni hota
              • #8 Collapse

                Re: overconfidence nahi hona chahye during trade

                Thek kaha trading ke duraan overconfident nahi hona chahiye overconfidence me log bohat sare mistakes kar dete ha aur jis ki wajah se un ko loss ho jata ha trading ke duraan small mistake se bhi apko loss ho sakta ha confident ho kar trade karna achy baat ha lekin overconfident hona bilkul achy baat nahi agar ap overconfident ho kar kaam kare ge to apko bohat bara loss bhi ho sakta ha
                • #9 Collapse

                  Re: overconfidence nahi hona chahye during trade

                  G bilkuk bhai trading hamesha achay confidence k sath aur full aitmaad k sath karni chahiay forex trading asal main aik aisa karobaar hai jis main ghalti k chances nahi hotay thori c mistake humain chance nahi deti aur hamara account wash kardeti hai lihaza trading main ziada overconfidenc bhi acha naahi hai.
                  • #10 Collapse

                    Re: overconfidence nahi hona chahye during trade

                    Over confidence he loss deta ha kabi ya samjho k ap over hogey to ziada earning hogi asa nahi hota ha learning ziada k chakar mey over trades hojati hayen ap over confident hogey to loss k siwa ap ko koch khasil nahi hota ha haesha perfect trader wohi hota ha jisnay over confidence ko khatam kea.
                    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                    • #11 Collapse

                      Re: overconfidence nahi hona chahye during trade

                      Gee dear friend aap ki baat bilkul theek hay ky forex main trading kerty hoay aap mehnaat kerty hain too aap ko achi planning ky sath trading kerain gay too aap zaroor kamyab hoty hain jiss say aap ko achi earning hoti hay iss liay aap ko over confidence nahi hona chahye during trade aapny aap per control hona chahay.

                      اب آن لائن

                      Working...
                      X