tecnical analysis ka ismtal or kamyabe a

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    tecnical analysis ka ismtal or kamyabe a
    agar hum technical analysis ko use kar ky mahnet sy kam karna chahey pher he hum kam kar ky paisa kama saky gy forex aik legal business hain hum is mai 24 ganty mai sy kese be wakt ka time table bana kar kam kar sakty hain hum is mai agar kamyab hona chatey hain to hamy technical analysis ko ignore nahi karna chahey forex mai is ke bohat value hain
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: tecnical analysis ka ismtal or kamyabe a

    g bhai jan dunya men kul 80 fesad trader aisy hain jo tecnical per trading kerty hain kun k tecnical men kafi sari startegy hoti hain jo big trader bnaty hain.isliye hamen chye k ham tecnical ko bhi seehken laikin is sy bhter ye ho ga ham funda mentle bhi zroor seehken kun baz o qat aisy ho jaya jhai k markete fundmentle ki wjha sy crash ho jayi hai.
    • #3 Collapse

      Re: tecnical analysis ka ismtal or kamyabe a

      Him logo ko technical analysis ka used kr k kam krna karna chahey pher he hum kam kar ky paisa kama saky gy forex aik legal business hain hum is mai 24 ganty mai sy kese be wakt ka time table bana kar kam kar sakty hain hum is mai agar kamyab hona chatey hain to hamy technical analysis ko ignore nahi karna chahey forex mai is ke bohat value hain
      • #4 Collapse

        Re: tecnical analysis ka ismtal or kamyabe a

        G dosto assalam o alaikum dosto Kia hal ha ap ka technical analysis boht common cheez ha forex trading mn is ki ahmiat se koi trader b inkar ni kr sakta aik he chart hota ha usi kuch log profit le rahe hote han aur kuch loss kr rahe hote han to dosto market ka 100 fesad to kisi ko b pata ni chalta lekin technical analysis se kafi had tak market ka andaza ho jata ha is ko lazmi seekhain
        • #5 Collapse

          Re: tecnical analysis ka ismtal or kamyabe a

          Assalamu Alaikum Ji Bhai Jaan Aap Ke Baat bilkul theek hai agar humne Forex farmer ki market mein Kamyab hona hai tu Hamein technical analisis ko samajh Na Hoga aur Market ke bare main Pura information asalkar na Hogi Jaise Hum profit hassil kar sakte hain
          • #6 Collapse

            Re: tecnical analysis ka ismtal or kamyabe a

            Assalamu Alaikum dear friend kaise kya aap Jante Hain technical analysis ka istemal aur kamyabi Ek Baje Jo Hamein Pakistan Forex Neha sultani chahi ya sirf ek tarike se ho sakti hai Hamesha main Jyada Se Jyada kam Karen aur Zyada Se Zyada Prophet Hasan Karen
            • #7 Collapse

              Re: tecnical analysis ka ismtal or kamyabe a

              Assalm-o-Alaikum gee haan dear friend ap nay bilkul theek kaha hai agar hum forex mein technical analysis ka istimaal Kar k mehnat sy kaam kartay Hain tou iss trha ham zaroor kaamyaab hotay Hain Orr iss trha ham acha profit gain Kar saktay Hain lehaza hamain chahiye k hum hamaisha technical analysis use karain
              • #8 Collapse

                Re: tecnical analysis ka ismtal or kamyabe a

                analysis 2 type ky hoty hain dear ayk tecnical aur dosra fundamental . leking fundamental ki taleem agr hasil ki jae to trader profisional bn jata hai . jis ko hum advance taleem bhi keh skty hian. . tecnical analysis me humary pas srif ayk chart hota hai jis par hum draw krty ahin aur support and resistance ky sahary aur indicator ky sahary order lgaty hain.lekin fundamental me hum us pair ky currency ki qadar aur mulk ky mahashi aur sehanti kardar pr ghor krty howy trading krty hain.
                First LEARN Then You Can Remove The "L"
                • #9 Collapse

                  Re: tecnical analysis ka ismtal or kamyabe a

                  اصل پيغام ارسال کردہ از: Naila پيغام ديکھيے
                  agar hum technical analysis ko use kar ky mahnet sy kam karna chahey pher he hum kam kar ky paisa kama saky gy forex aik legal business hain hum is mai 24 ganty mai sy kese be wakt ka time table bana kar kam kar sakty hain hum is mai agar kamyab hona chatey hain to hamy technical analysis ko ignore nahi karna chahey forex mai is ke bohat value hain
                  Trading Mai technical analysis bahut jyada useful Hote Hai Lekin jitne aapko fundamental analysis se profit ho sakta hai itna technical analysis se bhi nahi hota lekin aapko trading mein jyada help technical analysis se lena padti hai
                  FRD 07 TRADING JOURNAL
                  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                  • #10 Collapse

                    Re: tecnical analysis ka ismtal or kamyabe a

                    Gee dear brother aap ki baat bilkul theek hay ky forex main trading kerty hoay aap mehnaat kerty hain too aap ko achi planning ker ky achi earning kerty hain tecnical analysis ka ismtal or kamyabi Jo log technical analysis kerty hain too aap ko kamyabi hasail hoti hay.

                    اب آن لائن

                    Working...
                    X