Mistakes se ki gai learning life time traders ko acha lesson de sakty hey
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #16 Collapse

    Re: Mistakes se ki gai learning life time traders ko acha lesson de sakty hey

    g bilkul theek keh rahy hain mistakes hume life time k liye sabaq deti hain kyu k jab hum apni mistakes se kuch learn krty hain to wo hume kbhi b nahi bhoolta hai aur jab b hum wapis agr wohi mistake karny jaa rahy hun to khud ko rook lety hain itna hum wesy acha learn nahi karty hain jitna mistale hume seekha jati hain is liye her mistake se kuch na kuch zaroor seekhain.
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #17 Collapse

      Re: Mistakes se ki gai learning life time traders ko acha lesson de sakty hey

      Forex trading mein jo experience loss se hota hai use se jo learning hoti hai mery khayal mein woh life time lesson hota hai jisko trader apny mind mein save kr leta hai phr her trade mein us mistake se bachny ki koshish krta hai traders isi tarah kamyab hoty hein jo apni mistakes se learn krty hein.
      • #18 Collapse

        Re: Mistakes se ki gai learning life time traders ko acha lesson de sakty hey

        g han ap ny bilkul sahi bat ki hai or main apki bat se sehamt krta hun forex trdaing main jub hmain hmari apni galti se loss hota hai tu wo hmain aik sabak de jati hai or es se he hum apni trading ko sikhty hain es liye apko chahyre k ap apni trdaing main jo aik bar galti karty hain wo bar bar na karen q k jub bar bar aik he galti karty hain tu ap apni trdaing se kbhi bhi sikh nahi skty han
        • #19 Collapse

          Re: Mistakes se ki gai learning life time traders ko acha lesson de sakty hey

          G bilkul dear es bat mein tu koi shak ni k jb ap koi mistake krty haen tu ap ko agr loss ho jaye tu ap ko wo apni mistake yad rehti ha next jb bhi aisa koi moqa atta ha ya waisi satuation banti ha tu ap ko yad hota ha k ap ne kiya kiya tha aur kiya howa tha es liye ap wo ghalti dohrany se Bach jaty haen.
          • #20 Collapse

            Re: Mistakes se ki gai learning life time traders ko acha lesson de sakty hey

            اصل پيغام ارسال کردہ از: irfankhan786 پيغام ديکھيے
            Agar apni hi mistakes se learning ki jaye to es ka faida traders ko life ho sakta hay, life time hi esi mistakes lesson ka kam deti hey, es ki waja ye hay key traders ko apni mistakes ki waja se loss howa hota hay es ley traders ko mistake life time yaad be rehty hey aur es se ki gai learning us ko life time acha experience provide karty hey.
            Traders trading karte hue Jo mistakes karte hain sabse Jyada unhi se learn kar sakte hain Agar trailers apni mistake se learn karne Lag Jaaye to Wah bahut acche traders Ban sakte hain isliye
            FRD 07 TRADING JOURNAL
            • #21 Collapse

              Re: Mistakes se ki gai learning life time traders ko acha lesson de sakty hey

              Gee dear agar forex ki bat ki jaey to forex ma learning bohat ahmiyyat ka rule ada karti ha r forex ma jo galti sa ki gai learning yabi wrong analysiis ho r us sa jo hmara loss ho wo hmay life time yaad rahta ha es lia forex ma galti ki koi gunjaish ni ha.
              • #22 Collapse

                Re: Mistakes se ki gai learning life time traders ko acha lesson de sakty hey

                Bilkul Bhai bohat achi baat ki hai aap be ager hum apni Roz Roz ki ghaltion ko note kartay jayen aur next wo ghalti na dohrayen to aik waqat to aisa aye ga jab hum koi ghalti he nahi krain gain aur expert ban chukay hon gain.
                • #23 Collapse

                  Re: Mistakes se ki gai learning life time traders ko acha lesson de sakty hey

                  Gee han aap nay bilkul darust kaha or main aap kii baat say mukammal tor par itefaaq karta hun kay insaan jo apnay tajarbay say seekhta hay wo insaan may nikhaar lata hay or insaan sari zindagi kay liye wo sabaq girah say bandh kar wo ghalti kabhi nhyn duhrata bl kay apni ghaltion say seekh kar nayi nayi cheeson ko seekhta or behtar tareeqay say karny kii koshish karta hay..bus ye mumkin banana chahiye kay apni ghaltion par dil bardashta na hon or mehnat kar kay apny trading may nikhar lany ki koshish kary..
                  • #24 Collapse

                    Re: Mistakes se ki gai learning life time traders ko acha lesson de sakty hey

                    is bat me koi shaq nahi hai k mistakes se bi bohat achi learning hoti hai lakin agar hum apni mistakes se achi tarah learning kare gey to hi hume faida ho ga nahi to agar hum without learning k mistakes ko chor dey gey to phir hum kabi bi forex me ek ache trader nahi ban pay gey or na hi hum forex se achi earning kar pay gey so hum sub ko hamesha forex me apni mistakes ko note karna chahiye or un se lesson hasil karna chahiye.
                    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                    • #25 Collapse

                      Re: Mistakes se ki gai learning life time traders ko acha lesson de sakty hey

                      Gee dear friend aap ki baat bilkul theek hay ky forex main trading kerty hoay aap mehnaat kerty hoay aap mehnaat kerty hain too aap zaroor kamyab hoty hain Mistakes se ki gai learning life time traders ko acha lesson de sakty he y iss liay hamain forex main mehnaat kerni chahay.

                      اب آن لائن

                      Working...
                      X