Dear Members, Jo bhi yahan par new hein ya seniors hein woh apni Raaye ka izhaar karen..
Aur mein new members ko bataun keh Risk Ratio hota kiya hey..
Risk Ratio basically hum jo bhi trades lagatey hein to us mein Hum Stop Loss aur Take profit jo rakhtey hein Us mein hum istamal kartey hein.
For Example: Agar hum koi trade open kartey hein aur agar hum us mein 30 PIP Ka Stop loss lagatey hein to Hamen apna Take profit 90 Pip ka lagana chahiye, is se yeh hota he keh agar hamara TP wala point hit hota hey to phir hamarey agar 4 Stop loss hit hongey to tab jakar hamen just 30 point ka loss hoga.
Agar hum 30 Point SL aur 90 PIP Tp rakhtey hein to isko hum 1:3 Ki nisbat se dekhengey..
Is tarah agar hum 50 Point SL aur 100 Point TP rakhtey hein to phir isko hum 1:2 ki nisbat se dekhengey.
Is barey mein mazeed bhi aap sab traders ko chahiye keh aap internet par search karen to apko is bhi better method mil jayengey jis se aap asani se samjh jayengey Mene apka Main concept jo hey wo Clear kar diya hey..
Shukriya...

تبصرہ
Расширенный режим Обычный режим