New traders ko gold aur oil pe trade nahe karna chaye
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    New traders ko gold aur oil pe trade nahe karna chaye
    Dear dosto assalamualaikum jaisa ke ham sab jantai Hain ke gold aur oil aik risky metal aur commodity hai trade karnai kelye.ye appko Kam time Mai zyada profit be dai sakta hai aur zyada loss be new logo to chunkai market ka itna pata nahe hota ISS leye unko chaye ke shuro shuro Mai sirf currency ke uper trade karai in cheezo pe na karai aur jab seek jay to pir in cheezo pe trade karai.
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: New traders ko gold aur oil pe trade nahe karna chaye

    New traders hum jantay hain less experience hota hay inko gold aur oil pe trade sey side pe rehna chahye gold aur oil ki movement hum sab jantay hain kitni risky hay so loss mei janay sey bohat he best hay bad trading se side way pakrra jay currency mei trading karain new traders but oil aur gold se bach k rahain.
    • #3 Collapse

      Re: New traders ko gold aur oil pe trade nahe karna chaye

      g bilkul new traders ko shro mn gold aur crude oil pa trade naen krni chayay keun k new traders k pass forex trading k baray mn knowledge aur achha trading experience naen hota to loss k chance ziada hotay hn keun k forex trading mn crude oil aur gold donon bahot dangrous pair hn
      • #4 Collapse

        Re: New traders ko gold aur oil pe trade nahe karna chaye

        Gold aur crude oil dono new traders k liye risky hein in dono ki movement fast hoti hai aur traders ko samjh nahi ati k sell krein ya buy krein in dono mein account wash ziada hoty hein new traders k pas itna capital nahi hota is liye risk nahi lena chahiye.
        • #5 Collapse

          Re: New traders ko gold aur oil pe trade nahe karna chaye

          Dear friend forex business mn trading kaa Duran market mn gold or oil ke movement ka app ko zaida malumat na hona ke waja sa teared mn losses hona kaa zaida chances hota han is lia new member ko is par risk nhn lana chia
          • #6 Collapse

            Re: New traders ko gold aur oil pe trade nahe karna chaye

            New traders hum jantay hain less experience hota hay inko gold aur oil pe trade sey side pe rehna chahye gold aur oil ki movement hum sab jantay hain kitni risky hay so loss mei janay sey bohat he best hay bad trading se side way pakrra jay currency mei trading karain new traders but oil aur gold se bach k rahain. , new traders ko shro mn gold aur crude oil pa trade naen krni chayay keun k new traders k pass forex trading k baray mn knowledge aur achha trading experience naen hota to loss k chance ziada hotay hn keun k forex trading mn crude oil aur gold donon bahot dangrous pair hn
            • #7 Collapse

              Re: New traders ko gold aur oil pe trade nahe karna chaye

              Jee hain sir humain iss main pata ho ga k market bhot he zada tez movement karti hain gold aur oil per humain chiaye k hum agr iss main new trade hain toh humain khoish karni chaiye k hum iss main trading kabi be na kariye humain sirf or sirf trading currecy per karni chaiye joh humain iss main acha profit daa sagti hain or kam risky be hoti hain new trader ko sirf or sirf currecy per trading karni chaiye jab un k pass acha knowledge or experince aa jaye toh phir woh iss main gold or oil per be kam kar sagta hain
              • #8 Collapse

                Re: New traders ko gold aur oil pe trade nahe karna chaye

                G Han dear ap ki baat theek Hai new traders ko gold aur oil par trading nahi krni chaheye kyun KY gold aur oil dono he fast pairs hain in par tradopen krna bohat zayada risky hai aur new traders ko markeet ka sahi tarha se andaza nahi hota hai Un KY liye behter yehe Hai ky start men wo currency pairs par trading kren aur jab acha experience hasil ho Jae to phir risky pairs par trading kren.
                • #9 Collapse

                  Re: New traders ko gold aur oil pe trade nahe karna chaye

                  g ha bilkul thek kaha haina pne jitne b new tradr hain unk pas experience nhe hota hain gold an na he oil ka is liye new trader ko chahiye k sab say phly currancy main trading kare gold and oil risky pair hain jis main loss ho ksta hain or small capital py tu bilkul b nhe karna chahiye trading gold and oil main gold py trading k liye acha experience chahiye hota hain new trader k pas experience nhe hota hain is liye vo apna bousn b wash kar dete hain or jaab experience nhe hain gold main trading k liye tu pher kabi b gold and oil main trade nhe karni chahiye hard work kar k experience hasil karna chahiye demo account main
                  • #10 Collapse

                    Re: New traders ko gold aur oil pe trade nahe karna chaye

                    G hain bhai jan apne bilklu hi sahi kah ahain humko is mein chahye k humko gold aur oil par trade nahi karna chahye agar hum is mein gold par tyrade karte hain to hum is mein profit haasil kars akte hain aur humko is mein mehnat se kam karte haain
                    • #11 Collapse

                      Re: New traders ko gold aur oil pe trade nahe karna chaye

                      G hn bilkul oil aur gold ki trade ki movement bahot ziyada fast hy aur new traders oil aur gold sy preshan hony gy kiunkeh gold aur oil loss ziyada dy sakty hn new traders currency pairs par trade open karni cahiya takeh learning bhi ho aur loss bhi ziyada nh ho
                      • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                      • #12 Collapse

                        Re: New traders ko gold aur oil pe trade nahe karna chaye

                        G apnay bilkul sahi kaha oar main apki bat say mukammal itefaq karta hon ke new traders ko oil oar gold pay trade nahi karna chahye que ke oil oar gold bhot risky pair hain oar ic main market ki movement bhot zyada hoti hai jou new traders ke lye smjhna mshkl hti hai oar baaz oqaat hum dekhtay hai ke new traders in pairs pay trade kar ke apna account wash kar bethtay hain

                        اب آن لائن

                        Working...
                        X