*Do you trade when you are sick?*

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    *Do you trade when you are sick?*
    Do you trade when you're there during the current condition of your health decreases or when sick? please write down your own experiences here.
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Fe naji jab ma bemar hota ho to ma trade nahi kerta jab mara brain zada masroof hota ha us waqat be ma trade nHi kerta gulti ho sakti ha
    • #3 Collapse

      ni. bemari ki halt me me trade kr k risk ni leta.. me trading k liye tbi bethta hon jb zhn fresh ho or us wqt kisi qsm ki koi preshani na ho.. take me apni pori twaju trading pe lga k acha proft hasil kr skon....
      • #4 Collapse

        For insta forex need must be verified for real trading. I think verification process is easy only 2 step verification one is National id card or passport scan copy both side and second is utility.
        • #5 Collapse

          yes many time its happend that if we have fever ..so after medicine i do my work regular online job ... because its not hard working job .. even i feel fresh my self when i do work .
          • #6 Collapse

            bemare hote ho tu us time main main Forex nahi karte ho but asa ha ka main Forex market zaror watch karte ho kuch time ka bad.
            • #7 Collapse

              bhai aisa moka to Allah ka shukar hai k abhi tk nahi aya aur dua karon ga k na aey agr to main is kabil ho saka k trading kr sakon to karonga warna nahi karonga wesay is main koi physical exercise to hoti nahi hai
              • #8 Collapse

                nahi bhai jan amain nahi krta is main trade lakin sb ko b yehi kehna chahta houn k aghr aap bimaar hain ya koi prblem he to is main trade nahi krni chahiye or aapko aghr is main koi tension b he to is main trade nahi krni chahiye q k is main humain fresh mind ki zroorat hoti he wrna humain is main se loss ho jata he jo k acha nahi he kisi k liye b
                • #9 Collapse

                  jb hum ko yaha pay her kam ko karnay me maza ata hai to trade ko karnay me koi aesa masla nahi hai hume chahye k hum khud he yaha pay kam ko karty chalay jae aur sath sath me he samjhe aur dekhen.
                  • #10 Collapse

                    agr ap bemar hen aur trade kerthy hen to is men koi aisi bat nahe lekin baz auqat ap ki trade phans jati jis ki wajah sy ap ko bhot ziada wait kerna parh jta hy
                    • #11 Collapse

                      nahi dear jab main bemaar hota hun to trade nahi karta blkeh main jab main bilkul fit hota hun toi iss busienss par kaam nahi karta so mera khiyal hay k trade karne k liay pehlay apko apna mind fresh rakhna parta hay or bilkul fit hona chahiay.
                      • #12 Collapse

                        bimri mai ager benda bed pay late jaey ga or bimari ko apne per hawi ker ley ga to mazeed bemar ho jae ga or waise bhi forex ko estamal kerna koi mushkil nahen h. han ager flu ho or ankh s pani or nak s bhi pani beh raha ho to mushkil hoti h fever m koi mesala nahen h. insan khud ko active rekhe ga juldi theek ho ga.
                        • #13 Collapse

                          ASSALAM O ALAIKUM ///////////
                          bhi aissi halat main trading nai karni chayie bhi jan insta forex bara zabardast online bussiness hai ye saray online jobs se behter hai i love this bhi ap isse tarah is par kam karte rahen keep working on forex and soonyou will become a very good trader
                          • #14 Collapse

                            my dear jb mein bemaar b hoon to muje trading kene mein koi tension or masla nahi hota q k forex trading ek best easy home base business hai but yeh ho sakta hai k buht se traders jb bemaar hoon to trading na krte ho but trading relax mind k sath hi krni chahiye
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #15 Collapse

                              forex trading ko mere khayal se jb apki tabiyat sahi nhi ho tb nhi krna chahiye kyu k forex mein ek hi decision se apka profit ya loss hota ha. agr ap sick hoon gy zahir si baat ha k loss ho skta ha.

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X