Month ka start sa he hard work start kardo

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #16 Collapse

    Re: Month ka start sa he hard work start kardo

    G haan month ka shuro hay koshish karo janab abhi se well try kaero abhi sey achi sey achi trading ko tarteeb do apna time zaya na karo takey month k akhir mei zyada posts ka load na ho shuro mei he maximum posts kr leni chaye takey kaam ap ka pehe he kaafi zyada ho jay last days mei tension he na ho
    :1f60e: 𝙂 𝙖 𝙈 𝙚 𝙍 :1f60e:
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #17 Collapse

      Re: Month ka start sa he hard work start kardo

      ji han dear month ky start me hi hard work shuru krna chaye tabhi apko next month good bonus mily ga aur aap ko pora month sahi se information aur knowledge bhi mily ge. hard work me posting aur demo par pratice hai . demo par practice kryn gy to next month aap ko jo bonus mily ga ap us se posting kr skyn gy.
      First LEARN Then You Can Remove The "L"
      • #18 Collapse

        Re: Month ka start sa he hard work start kardo

        اصل پيغام ارسال کردہ از: khansb606 پيغام ديکھيے
        Dear member ager hum ko forex sa achi earning hasil karni ha to per hum ko chaheya ka hum month ka start sa hee hard work karna start kardaa q ka ager hum month ka start sa he hard work kartaa ha to per hum ko achaa bounce meltaa ha laken ager hum last week kartaa ha to per hum ko achaa bounce nhi meltaa ha.
        Yes sir hmen time west nai krna chaye blky is month k start se hi posting work start kr daina chaye.hm jitni jyada mehnt krn gy utna hi hmen acha bonus b mily ga.Or yaad rahy k likes b jaror leny hen or achi quality posts b krni chahye taky bonus increase ho sky or Ye k useful knowledge b share krn taky dosron ko kuchna kuch learn krne ko mily.is trhan mehnat krne se hi faida hota hai.
        • #19 Collapse

          Re: Month ka start sa he hard work start kardo

          ji haan bhai jaan aap ne bilkul theek kaha hai Sabse pahle Hamar ismein hard work kaam karna Hota ja kar Hamesha hard work to Fir Hum itne jaldi Kamyab ho Jate Hain Kyunki Agar Jo log isne hard work karte hain Wohi jaldi Kamyab hote hain Agar Hum isme Aasan kaam Karenge to Fir Hum Bahut Der Se isme Kamyab Honge isliye Hamesha hi kahan iss mein agar Kamyab jaldi hona Chahte Hain To Hamein bahut jald se Agar kam Hona Chahte Hain Hame hard work karna hoga
          • #20 Collapse

            Re: Month ka start sa he hard work start kardo

            Good Afternoon Friends
            Month k start main ham ko hard working start kar dena chahye aor is mein ahm ko mehnat karna chaiye qk is mein jo member kamyb hote hauin wo mehnat ki waja se hi is mein success full hote hain aur is mein ah ko aur agar hum mehnat nahi karte hain to hum is mein suuccess nahio ho skate hain aur humko forex mein zada mehnat se hi is mein kam karna parta hain auir forex mein earning karna bohat hi zroori hota hain aur humko is mein zada greed nahi karna chahye aaur mehnat jk begair success nahi ho skate hain success hasil karni hain to mehnat se kam kare aor ham ko chaiye k ham is mein mehnat kare tab ja kar ap is mein kamyb ho sakte hain aur is meine arn akr saklte hain.
            • #21 Collapse

              Re: Month ka start sa he hard work start kardo

              ji haan sir aapne bilkul theek kaha hai agar koi new member hai aur woh Pakistan Forex ko join kiya hai Tuze chahi kya hua pahle he dilse hardworking karna Shuru kar de Kyunki Agarwal hardwork Karega tuva Pakistan Forex ke bare mein bahut jyada knowledge Hassan kar payega aur use achha profit bhi Milta rahega thanks
              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
              • #22 Collapse

                Re: Month ka start sa he hard work start kardo

                g han bhai jan aap ki baat bilkul theek hai ha ko chaye k ham abhe se mahnat karna shuru ker den ager ham abhe se mahnat karen ge to ham ziada posting ker payen ge aur ham ko acha bonus mile ga aur ham ko chaye k ham mahnat k saath ache quality wale posts bhee karen

                اب آن لائن

                Working...
                X