Forex ko chor dena
No announcement yet.
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Forex ko chor dena
    Han bhai jan forex ko chor dena achi baat nahi q k hamain us see mehnat main hamain mehnat ka phal milta hai
    Click On Name And Visit My Journal
    Naseer953 Trading Journal
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Forex ko chor dena

    Aik dafa forex trading ko join kar len aur phir acha knowledge aur experience hasil kar k forex ko chor dena sub se bari bewakoofi hey kiun k her banday ko acha knowledge aur experience hasil nhi hota iss liay aesay log nakam ho jatay hen aur trading chor detey hen lekin jan boojh kar forex trading ko chorhna nhi chahiay
    • #3 Collapse

      Re: Forex ko chor dena

      Dear friends hum ko caheyh k hum forex ko rasty ma na choor dain aur dil laga kar forex karin ta k hum ko profit hoo aur jo forex trader forex ko choor dayta ha wo kabi be kamyab nahe hota bulkay ruswa ho jata ha
      • #4 Collapse

        Re: Forex ko chor dena

        g ham logo ko forex ko nahi chorana chahye kyu ka ya iak acha business ha aur is ma ham logo ko mehnaat karni parti ha aur ya bikul bi stressful job nahi ha is ma ham log time table bana ka kam kar sakhta han aur ham logo ko is ma din pora kam karna ki zarorat nahi hoti ha is ma ham log mehnaat karta han to is ka phal milta ha
        • #5 Collapse

          Re: Forex ko chor dena

          G han bilkul theek kaha hai aisa he hai forex trading aik bohat he acha business hai is ko kisi bhi reason ki wajah se chor dyna bohat he galat baat hai humen agar loss ho jae to humen us ko recover krny ky liye koi acha solution dhondna chaheye agar humen trading men koi problem a rhe ho to us ky liye humen apny seniors se contact krna chaheye forex ko chor dyna koi solution nahi hai.
          • #6 Collapse

            Re: Forex ko chor dena

            Agar chorna he to start hi na kren.kyunke jab start kren ge to start ma loss to ho ga.pher loss kar k chorna he to start hi na kren.ya pher thore loss ma hi chor den.agar loss zeada kar lea to choren mat.balke demo pe aa jaen.or mehnat kren.ap ka zeada loss jo forex ma hua ose forex hi wapas kre ga.es liye mehnat kren choren nhn.
            • #7 Collapse

              Re: Forex ko chor dena

              Forex ak online business hai. Es business ko jion krnaa hai tou ko phely learn krey. kyu k learn krney key bad ap market mai profit hasil kr sakty ho. Forex market mai learning key bad ap es market mai achi earning hasil kr sakty ho.
              • #8 Collapse

                Re: Forex ko chor dena

                forex business ka sath hamen kabhi bhi nahin chorna chahiye kion keh is business ke through ham apne liye aik shandar future bana saktey hein aur yeh business hamen bohot hi ziada agey tak le ja sakta hey is business ko hum dunia ke kisi bhi kone mein beth kar kar saktey hein yehi is business ki sab se bari kamal hey aur isy wjha se isko kabhi bhi nahin chorna chahiye.
                https://t.me/pump_upp
                • #9 Collapse

                  Re: Forex ko chor dena

                  g is ko chorana itna asan nahi ha kyu ka is pa ham log mehnaat karta han aur is ma ham logo ko zayda time dana ki zarorta nahi hotia ha aur ya iak acha business ha log is ma kam kar ka mehnaat kar ka is ma expert ban jata han aur wo log is ma easily acha bonus kama raha hota ha is liya is pa mehnaat karta rahan chahye
                  • #10 Collapse

                    Re: Forex ko chor dena

                    Dear friend forex business mn jab app is form mn aa jata han app losses hon ya porfet app is dil bardesta ho kais form chor Dana achi bat nhn
                    • #11 Collapse

                      Re: Forex ko chor dena

                      dear friend mn ap ko btana cahon gi keh kes wajh sy log Forex ko chor jaty hn 90% aisy traders hn jo fail hn nakaam hn aur un mn sy 50% aisy hn jo khus mistakes karty hn rules ko follow nh karty hn aur ziyada baar fail hony ki wajh sy Forex ky work ko chor jaty hn aur aisa chorty hn keh phir kabhi name lena gwara nh karty
                      • #12 Collapse

                        Re: Forex ko chor dena

                        Loss Forex trading ka hissa hai jo bhi new trader is business Mein aata hai to usko loss Jarur Hota Hai loss Ho Jane Se Hamein Pareshan Nahi Hona chahie balke Hamein ya dekhna chahiye ke Hamen nuksan Kyon Hua Hai Hamein apni galtiyon ko note karna hai aur dobara wahi Galti Nahin Karni aur Hamein proper Forex trading co learn karna hai uske baad hum real trading Mein profit Hasil kar Sakenge
                        • #13 Collapse

                          Re: Forex ko chor dena

                          Bhai jan forex ko first ma to ap chory hi ni g agr ap ko smjh ni ati na es k bary ma to us k asan hal ha youtbe ap youtbe py jay pak forex k bary ma malomat hasl kry us k bd ap dekhy k kia ap ko us k bavjod b smjh ni ati to ap kse seniounr k pas smjhy kia pta wo ap ko achi thra sy gati kry to ap lo asani sy smjh ia sky ku k hr insan k dimag taiz b ni hota aur zhaen b ni hota kuch log hoty hn jo koi bt jldi pic up krty hn aur log hn jo dhair sy bat ja k smjhty hn aur hmy pak forex ko chorna ni chaia
                          • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                          • #14 Collapse

                            Re: Forex ko chor dena

                            Ji haan bhai jaan aap ne bilkul theek Kaha so Rahe ko chod dena Ek bahut badi galti hai agar Hum Forex ko leave Karenge To Hum Kabhi Kamyab Nahin ho sakte

                            اب آن لائن

                            Working...
                            X