importance of stop loss??
No announcement yet.
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    importance of stop loss??
    dear seniours member and all juniors members kia ap stop loss ko impotance dety hein apni treding kiya stip loss mein ham aik ache trede lgaa sakty hein iss k liy hmein kitni limit hoti hy or iss ko apni trede mein use kerny sy ham kiya kiya benifits istmaal kerty hein .or stop loss ko apni treding mein lazmi use kerna chahiy ya iss ka istmaal zrori ni hy..
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: importance of stop loss??

    Dear brother stop loss ko use karna bahut zaruri hota hay es say hamara account safe rehta hay aur wash nai hota q kah jab trade loss main jati hay to kuch loss k bad trade khud say close ho jati hay aur stop loss ki limit market ki condition dekh kar set karni parti hay.
    • #3 Collapse

      Re: importance of stop loss??

      bohat acha sawal ha ager hum koo forex sa achi earning haisl karna ha or hum ko apna account wash hona sa bachana ha to per hum ko chaheya ka hum stop loss ko use karna start kardaa q ka ager hum stop loss use kartaa ha to per hum ko ak limit ma loss hotaa ha .............
      • #4 Collapse

        Re: importance of stop loss??

        Forex trading men stop loss ki bahut ziyada impotence hey kiun k yeh bahut acha option hey jo kisi aur business men nhi hey stop loss ko use kar k account ko safe rakh saktay hen aur trade men agar acha profit nah milay tu ziyada loss bhi nhi hota aur thora loss jaldi recover bhi ho jata hey
        • #5 Collapse

          Re: importance of stop loss??

          Dear friends hum ko caehyh k hum stoploss zaroor use karin ta k hum ko zada say zada loss na ho aur hum ek acha profit genrate kar sakin aur hum ko cashyh k jo be trading karin sooch samj kar he karin
          • #6 Collapse

            Re: importance of stop loss??

            Sto loss ki bohtt importnacee hai bestt traderr jo hotaa wo apnii khar trad mAIn stop loss ka istmal kartaa hai stop loss syy ap apnaa accountt save rhk sktyy ha mangee kar kyy account ko.chal.sktyyy hai jitnaa account loss bardsht kar sktaa outnaa stop loss rhknaa chiyeee ...
             
            • #7 Collapse

              Re: importance of stop loss??

              dear brothers umeed karta hon sb theek thak hon ga mara aziz dostu importance of stop ko use karna bhot zarori hy agr ham es ko use karin ga to hmra account safe rehta hy our to our wash hony sa buch jata hy
              • #8 Collapse

                Re: importance of stop loss??

                Good Morning friends
                Ham ko is main stop loss zaror set karna chahy aor agar ap is mein stop loss use kar te hain to apka account wash hone se bach jata hain uar ham ko is mein stop loss use kar te hain to ham ko is mein kamyb ho skte hain aura agar ham is mein stop loss use nahi kar te hain to hamara account wash hone se bach jata hain is liy ham ko is mein stop loss use karna chaiye is mein ham ko stop loss ihtyt se use karna chaiye stop loss k baghir ham ko is mein tarde nahi karna chaiye aur ham ko is mein ache se lagan chiye tab ja kar a is meuin kamyb ho sakte hain aur is mein earn kar sakte hain.
                • #9 Collapse

                  Re: importance of stop loss??

                  Sto loss ki bohtt importnacee hai bestt traderr jo hotaa wo apnii khar trad mAIn stop loss ka istmal kartaa hai stop loss syy ap apnaa accountt save rhk sktyy ha mangee kar kyy account ko.chal.sktyyy hai jitnaa account loss bardsht kar sktaa outnaa stop loss rhknaa chiyeee ...
                   
                  • #10 Collapse

                    Re: importance of stop loss??

                    Dear my brother aap ki baat bilkul right hai stop loss Hamare liye bahut Thi faydemand Churaya Hai jisse Hum Apne lot ko kam se kam karte hain aur use recover vs unke sath kar lete hain isliye Jab Bhi trade Lagaye stop loss ke tools ko Jarur istemal Karen aur aur ek profit ke tujhko bhi istemal karna na Bhule Kyunki se aap apne Lala ko control kar Payenge
                    • #11 Collapse

                      Re: importance of stop loss??

                      Bhai jan bilkul improtance stop loss hota hain aor ham ko is main mehnat karna cahhye ham ko is main acche stop loss use karna chhaye is main ham ko ache se mehnat karna chahye aur is main stoip loss better method se kam karna chahye aor ham is main kamyab ho skate hain oar is mein ham earning kar skat hain
                      • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                      • #12 Collapse

                        Re: importance of stop loss??

                        Forex trading business mein stop loss ki buht ziada ehmyeet hy stop loss ko laga kar trading karne ka faida ye hota hy k is se hum ko ziada loss nhi hota aur stop loss se hum loss ko Kam kar saktay han aur stop loss se account wash nhi hota stop loss ko lazmi lagana cahaiye is ka faida hi hy nuqsan Koi nhi Hy

                        اب آن لائن

                        Working...
                        X