Dear ap ne agar analsis kiay ho k ais market mai jab bhi account wash hota hai to aus mai ap ki profit wali kafi zayda trades hoti hai jin par ap ko profit hota hai magar kuch trade hoti hai jin par ap ko loss hota hai aor ap ka account wash hota hai agar ap ne ais mai stop loss use ni kia to ap ko ais mai account wash ho jata hai kun k loss zayda hota jata hai aor account bardast ni kar sakta.
تبصرہ
Расширенный режим Обычный режим