forex mn kam karny waly daren mat , mehnat karen

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    forex mn kam karny waly daren mat , mehnat karen
    asalamu alaikum ma umeed karta hun ap sab theak hun gy ma ya kehna chahta hun ky forex mn kam karny waly ko darna nhi chahiye ku ky bht sy log apko kahen gy ky esmn kam karna fazol hy ,magr humy darna nhi chahiye balkeh mehnat karni chahiye mujhy bhi tora daraya gya hy to ma seniors se es ky bary mn janana chahta plz mujhy advise den
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: forex mn kam karny waly daren mat , mehnat karen

    Dunya k har kaam men risk to hota hai ap koi b business shuru karen gay to us men risk to lazmi ho ga. Isi tarah Forex trading b ek risky business hai islye log samajhtay hain k ap is men nakam ho jao gay. Lekin agar ap nakami k dar se shuru he nahin karen gay to phir to bilkul b kamyab nahin ho saktay Q k ap ne shuru he nahin kya. Kamyabu k lye zaruri hai k kaam ko shuru kya jaye.
    • #3 Collapse

      Re: forex mn kam karny waly daren mat , mehnat karen

      g ham logo ko is ma kam karta rahna chahye is ko bhot sa log fazzol business khata han aur is sa darta han ka ham logo ko is ma loss ho ga ham log agr is ma soch samaj ka kam kara gay aur bhot mehnaat kara gay to hi ham log is ma kamayab ho sakhta han aur is ma ham logo ko himaat sa kam karna chahye is ma kabhi bi tension nahi lani chahye kyu ka har business ma risk lana parta ha
      • #4 Collapse

        Re: forex mn kam karny waly daren mat , mehnat karen

        G Han dear friend ap nay bilkul theak kaha hai Pak forex aik online or risky business hai jis main ap darr Kar nahe balkay zyada say zyada mehnat Kar Kay kamyaab ho saktay Han or achi trading Kar Kay zyada say zyada profit b Pak forex say gain Kar saktay han
        • #5 Collapse

          Re: forex mn kam karny waly daren mat , mehnat karen

          G han dear aisa he hai forex mai kam karna hi tu humain darna ni chye baljay mhnet aur lagan kay sath himat rakh kay he kam karna chye kiyu kay forex mai jo dar gaya wo mar gaya wali bat hai
          • #6 Collapse

            Re: forex mn kam karny waly daren mat , mehnat karen

            Jab ham ny forex market main trade earning ky liay kerni hai tou phir hamain forex market main trade open kerty huey darna nehi chahiay jab ham trade bhi bonus account sy ker rehy hain tou beshak hamara account bhi wash ho jata hai tou phir hamain bonus next month ka dobara hasil ho jata hai phir trade continue ker lety hain
            • #7 Collapse

              Re: forex mn kam karny waly daren mat , mehnat karen

              Assalamualaikum dear Forex member aapne bilkul sahi kaha hai ki Forex mein jo kaam karte hai Tuze Chaha keyboard Arena Kyunki Jo Dar gaya wo Mar Gaya bulke Hame Apne mehnat Ko Gari Rakhna chahiye
              Visit My Profile
              • #8 Collapse

                Re: forex mn kam karny waly daren mat , mehnat karen

                hamy dar ko apny dil sy katem karna ho ga pher he hum loss sy bach saky gy forex all world mai bohat taze sy famous hony wala business hain agar hum dar dar ky kam kary gy to hamy loss ho jy ga forex aik legal business hain hum is mai out off balnce account bana kar be kam kar sakty hian hum is mai apny boss kud ap he hain
                • #9 Collapse

                  Re: forex mn kam karny waly daren mat , mehnat karen

                  G bilkul sahi kaha ap ne Forex ne agar ap dar kar kaam kare ge to apko nakaami he hogy dar ke kaam karne walo ko kamiyabi nahi milty kamiyabi un ko milty ha jo mehnat karta ha aur bahadury se apna kaam karta ha mehnat karna to kisi bhi kaam me kamiyabi hasil karne ke liye zaroori hota ha AP tab Tak kamiyab nahi hoge jav Tak AP mehnat nahi Karo ge
                  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                  • #10 Collapse

                    Re: forex mn kam karny waly daren mat , mehnat karen

                    Assalamu Alaikum my dear friend main ap se mutafiq hun ap ne bilkul sahe kaha hae forex main sab members darte hain ke hamen loss na ho jae to main un members ko kehna cahta hun ke wo trade lagate howe bilkul na daren balke ache se trading karen agar Allah na kare loss ho bhe jata hae to wo loss recoverable hae gum use recover kar sakte hain

                    اب آن لائن

                    Working...
                    X