forex trdaing main margin kiya hota hai?

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    forex trdaing main margin kiya hota hai?
    mera ap sinors se sawal hai k trading main margin kiya hota hai or es main margin ki defination kiya hoti hai jis ko hum apni trdaing main use karty hain tu hmain kis trha margin ka pta lgna hota hai k ab hmary account main kotna margin rah gya hai yah k rahta hai
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: forex trdaing main margin kiya hota hai?

    Margin hamain balance per trade kerny ki facility hoti hai ky agar margin decrease hota jaey tou ham apny remaining balance per trade nehi laga sakty ky agar hamari already kuch trades chal rehi hon tou mazeed trade open kerny ky liay hamara margin zyada hona chahiay ho balance to trade ration hoti hai ky apky accounts main balance Kitna hai aur trades kitni open hain
    • #3 Collapse

      Re: forex trdaing main margin kiya hota hai?

      Assalamu Alaikum dear Forex member Mere Khayal Se margin level nahi hoti hai jo Humne profit aur bonus Kiya hota hai wahi margin level Hota Hai Mere Khayal Se
      Visit My Profile
      • #4 Collapse

        Re: forex trdaing main margin kiya hota hai?

        agar hum forex main new hain to hamy margin ky bary main knowledge hasil kar ky kam karna chahey hum margin free account bana kar kam karty hain hum forex main account ky bagar kam kanhe kar sakty hamy account banany ky liey document ky har level ko verify karwana chahey forex aam jo ke nisbat bohat ache job hain
        • #5 Collapse

          Re: forex trdaing main margin kiya hota hai?

          hamy margin free account bana lena ho ga hay analysis ko use kar ky kam karna ho ga pher he hum market mai run kar saky gy or hum acha profit gain kar saky gy forex ak asa busines hain jo hamy learning be deta hain or hamy earning be deta hain hum is mai agar bager learning ky kam kary gy to hamy siraf loss ho jy ga
          • #6 Collapse

            Re: forex trdaing main margin kiya hota hai?

            jab forex per trade ker rahy hoty han to humy blance k sat sat margin b show ho raha hota ha forex treding ma margin ki bhot importance hoti ha jab tak ap ka margin leve zaida ho ga ap zaida say zaida trade laga sakty han but jab ap ka margin leve kam say kam ho ga to ap mazaed trade ni ker sakty so is bat ka khass khail rakhay .
            • #7 Collapse

              Re: forex trdaing main margin kiya hota hai?

              forex aik acha business hain hum is mai live kam karty hain hm is mai pasia be invert kae sakty hain hum is mai abger bager pasiao ky account bana kar be kam kae sakty gain hamy margin free account bana kar kam karna ho ga pher he hum pasia kama saky gy forex mai stdents be kam kar sakty hain is mi hamara koi be boss nahi hain
              • #8 Collapse

                Re: forex trdaing main margin kiya hota hai?

                Asalamu Aalikum to all forex member kesay hain ap sub janab . Achi thread hain knowledge wali mujy bhi forex trading m margin ka nahi pata because i am new member .so thank you soo much ap ki thread say mujy aj margin level ki knowledge bhi mil gae pori tahra to nahi laken thora bht clear hoa hain once again thank you
                • #9 Collapse

                  Re: forex trdaing main margin kiya hota hai?

                  hamy margin free account banana ho ga ham mahnet sy kam karna ho ga pher he hum pasia kama saky gy forex jasa koi or business nai hain hum is mai free accunt be bana sakty hain hum is mai agar greedy ban ky kam kary gy to hamy loss ho jy ga is mai market ka balm nahi hota forex business paksitan mai legal ban cuka hain
                  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                  • #10 Collapse

                    Re: forex trdaing main margin kiya hota hai?

                    forex aik online business hain hum is mai night mai be kam kar sakty hain hum is mai day mai be kam kar sakty hhain hum is mai margin rah ky kam kar ky ache earning gain kar sakty hain hamy market ke movement ko samj kar kam karna ho ga pher he hum paisa kama saky gy forex ak international businss hain
                    ᴍᴇʀɪ ᴘᴏsᴛs ᴋᴏ тнαикѕ ᴢᴀʀᴏᴏʀ ᴋᴀʀᴇɴ

                    اب آن لائن

                    Working...
                    X