* Internet speed is important..*

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #91 Collapse

    bhai interent speed bas itni ho ke ap trade kar skaen baki koi masla nahi he or jo pakistani interent hen agar usme ap 1mb ka connection be rakhte hon toh ap asaani terminal me kam kar skate hen istrah internet ka koi masla nahi he koi be speed ho kam ho jay ga
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #92 Collapse

      G ha dear feiend ao bilkul theek hai mein ap ki bath se agtmri ho g ha jub tak humrye pass forex trading me interbet ki speed nhi ho gy to hum trading forex trading me sahi nhi kar saktue hai aur humye lose bhi ho sakta hai
      • #93 Collapse

        Internet speed is most important in forex trading. As forex trading is risky and in news timing the market movement gradually increases very much so in this time internet speed plays important role and with better DSL speed we can open and close the trades quickly otherwise we can lose money due to slow internet speed.
        • #94 Collapse

          Aray yar ye buhat problem hay k yahan per net ki speed achi nahi hote ager achi ho to is me buhat hi aasani ho jate hay ........ lykn mujhy lagta hay k myre speed ziyada hay aur net ki speed kam ........
          • #95 Collapse

            g han bhai aap thk khty hy k pak roram me tradding krty wqt internet ki speed ki bht zrurat hoti hy agr aap ki internet speed achi nai hy to posting krne me prblm hoti hy or enjoyment nai milti to pak foram me posting krty wqt internet speed bht zruri hy..............
            • #96 Collapse

              ge haa janab ap ka sawal acha hay k forex main trading karne k lye internet ki speed ka fast hona bohat aham hay kion k is main trad kar k ap ne apna time ki bhe bachat karni hoti hay or tabhi ho sakta hay jub ap ki internet ki speed achi hoo
              • #97 Collapse

                ye baat app ki durast hay app kay net ki speed teez hoonee chaye.kiyuon kay thooree deer pehley main ne 10 point ki ek trade ki t/p lgaaey main dekh rahaa tha kay main 8 point t/p par agia hoon main kaatney lgaa lekin pehley he wo hit hoo gayee tanee mujay 10 mil gaye ye speed tez honey ki wjaah se howa hay .ice trah loss bhee hoo sakata hay
                • #98 Collapse

                  G han dear agr ap k pass expericne ha to is k sath sath ap ko internet ki speed b high level i chaiye is ka b poara bandobast hopna chaiye warnha apko kafi time lag sakhta aha thansk
                  • #99 Collapse

                    Ao dost aapna take kaha hy q ka ya ak aahsa masla hy jis kiwaja sa insaan kabi loss ma jata hy balke her time loss ma jata hy is sa bachna ka liya net ki speed ku ziyzda sa ziya high karna chaya
                    • #100 Collapse

                      yes brother you are right internet ki speed bhi depend karti hai taez honi chahye lekin apki typing speed bhi taez honi chahye ye dono chezain depend karti hen.
                      • #101 Collapse

                        ha g jnab.....app ki baat bohat he achi hay jnab,,trading aik bohat he acha business hay jnab.,,,trading aik boat he acha business hay jaanb.,,is mai kaam karna bohat he acha hay jnab...t is very important,,,
                         
                        • #102 Collapse

                          g han is me internet ki speed bhi bhot zarore he q k agar ap k net k speed fast he to ap fast se posting kar k achi bonus kama sakty ho aur agar ap k net ki speed fast nai he to ap ki post bhi kam se kam hoge aur ap ko bonus nhi kam mily ga
                          • #103 Collapse

                            g han bhai main apki baat say agree karta hun k is main humain tradin k doran internet ki speed ko control rakhna hota hay is main aik constant speed chahye humain takky hmari trade is main waste na ho or stop bhi na ho takky hum loss say bach sakeen is main
                            • #104 Collapse

                              g han bhai agar internet speed achi ho tau ham internet per searching wagaira jaldi kar letay hain aur forex trading kartay hue b hamain koi problem nahi hoti kyn k jab internet speed achi ho tau hum apna work jaldi khatam kar letay hain.
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #105 Collapse

                                جی ہاں بھائی آپ بالکل ٹھیک کہہ ایک روزہ انٹرنیٹ کنکشن بھی اس کے لئے بہت اہم ہے ...! ہم نے ایک تیزی سے انٹرنیٹ کنکشن ہے تو ہم fastly آپ کا تبصرہ پوسٹ کیونکہ

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X