Long time trading may TP zaroor lagaaye.
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Long time trading may TP zaroor lagaaye.
    Dear friends AAP logo ko agar long time trading karne ho tho is may TP zaroor lagaaye kionka agar aap dakay tho long time trading walay members aksar trade op Kar k osay ignore karthay hay lekin agar aap nay TP lagaaye ho tho per aap ko fikar nahee hothe ke agar wo aap k TP Jo touch be karay tho aap ke trade auto par close ho jathe hay.
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Long time trading may TP zaroor lagaaye.

    Dear trading chahyea aap short term mein kerain ya long term mein aap ko donoun qisam ki trades mein TP lagani chahyea aur koshish kerain kay zayada lambi lambi TP na lagain aisa na ho kay aap aik bari TP laga kay uss kay hit honay ka 10 12 din intezaar hi kertay rahain
    • #3 Collapse

      Re: Long time trading may TP zaroor lagaaye.

      g ha aapki baat say main agreee karti ho long time trading k liye humhain zaorri hain k haar pair main stop loss and take profit ko use kare bina ttake profit kabi b trade nhe karna chahiey trading k liye jitna big balance hota hain itna he humhain fiyda hota hain lot of Experience Or Knowledge k sath big lot k sath big accoutn main hum trade kar skte hain bas hamre pas achi Experience Or Knowledge hona chahiye agar stop loss hi ho jata hain tu pher b hu apne Experience Or Knowledge k sath he loss ko recover kar skte ahin
      • #4 Collapse

        Re: Long time trading may TP zaroor lagaaye.

        Gee dear brother aap ki baat bilkul droost hay ky forex main trading kerty hoay aap mehnaat kerty hain too aap ko achi planning ky sath trading kerain gay too aap zaroor kamyab hoty hain Long time trading may TP zaroor lagain.
        • #5 Collapse

          Re: Long time trading may TP zaroor lagaaye.

          forex mai hamy take profit ko use kar ky long term trading karne chahey pher he hum kam kar ky paisa kama saky gy forex aik unique business hain hum is mai out off cost account bana kar be kam kar sakty hain hum is mai kam karty howe agar koi mistake kar dety hain to hamy kuch be hasial nahi hota forex aik legal business hain
          • #6 Collapse

            Re: Long time trading may TP zaroor lagaaye.

            bhai jaan aapne bilkul theek Kaha Hai Ke Jab Hum long type reading karte hain toh hamein chahiye ki hum Har Waqt market ko Dekhte Rahen Kisi bhi waqt Hamein To Phir ho sakta hai
            • #7 Collapse

              Re: Long time trading may TP zaroor lagaaye.

              forex ke karobar mein long time trading mein take profit zaror lagaen kunk ager hum jaldi mein trade open keren gey or jaldi mein he trade ko close karen gey to human loss a he is mein zeada ter traders trade laga ke achy profit ka wait nae kerty hein or jaldi mein trade ko open ker ke loss ker bety hein forex aik international karobar he jis mein hum earn kerty hoy soch samj ke feasala len
              • #8 Collapse

                Re: Long time trading may TP zaroor lagaaye.

                اصل پيغام ارسال کردہ از: Haiderafzal پيغام ديکھيے
                Dear friends AAP logo ko agar long time trading karne ho tho is may TP zaroor lagaaye kionka agar aap dakay tho long time trading walay members aksar trade op Kar k osay ignore karthay hay lekin agar aap nay TP lagaaye ho tho per aap ko fikar nahee hothe ke agar wo aap k TP Jo touch be karay tho aap ke trade auto par close ho jathe hay.
                Assalamu Alaikum Maa Har Bimari ko ye Jaan Lena bahut jyada Jaroori Hai Ke Forex trading business Ek bahut hi critical business hai agar Hamein is Mein kamyabi Hasil karni hai aur accha profit Hasil karna hai to Hame apni Har trade Mein stop loss aur take profit ko use karna hoga tab hi hamm is business ke risk se bache sakte hain
                • #9 Collapse

                  Re: Long time trading may TP zaroor lagaaye.

                  Ji bilkul , long term trading mein TP aur SL dono hi zarori hain , kiu k markete ka trend jis taraf b jaye , trader ki gairmajoodgi ki soorat mein trade TP ko b touch kar sakti aur trend reverse ki soorat mein SL zyada loss se b bacha sakta ha , isi liye mere to ye kehna ha k , apni har trade mein TP aur SL ko lazmi use karain
                  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                  • #10 Collapse

                    Re: Long time trading may TP zaroor lagaaye.

                    tp stand for take profit yai kamyabe ka aik acha tool hain hamy is ko use karna ho ga pher hamara account safe rahy ga pher he hum kam kar ky pasia kama saky gy forex aik wasee business hain hum is mai raat mai ya din mai kese be wakt ka time table bana kar kam kar skaty hain forex all world mai bohat taze sy famous ho raha hain

                    اب آن لائن

                    Working...
                    X