Successful trader kabhi lalich nahee karthay.
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Successful trader kabhi lalich nahee karthay.
    Dear fellow's forex trading may hamay hamesha apnay ziada lalich ke Waja say loss hotha hay agar hum dakay tho jithnay be kamyaab traders hay wo ziada lalich nahee karthay bas wo achay moqay me talash may hothay hay our ose say he faida utathay hay.
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Successful trader kabhi lalich nahee karthay.

    g han bhai jan ap ny bilkul sahi bat ki hai or main apki bat se sehamat krta hun forex trdaing main jitny bhi kamyb trdaor hoty hain wo kbhi bhi lalach nahi karty hain q k jub lalach ki jati hai tu har trador ki skills mar jati hai jis se wo aik bar tu profit mil jta hai laken bar bar loss hota rahta hai tu apko chahye k kbi lalach na karen apni trading main aghr kamyb hona hai tu
    • #3 Collapse

      Re: Successful trader kabhi lalich nahee karthay.

      Dear successful traders ko lalach kernay ki kya zaroorat hai aur forex mein lalach ki wajah sae kaun si kamyabi hasil hoti hai aur iss baat ko kamyab trader achi tarah samajhtay hain iss lye woh aisa kaam hi nahin kertay jis sae unn ko forex mein kuch nasil na ho
      • #4 Collapse

        Re: Successful trader kabhi lalich nahee karthay.

        ji han bhai jaan ap ki bat bilkul theak hy ma ap ki bat se agree karta hun or just itna izafa krna chahta hun ky agr humy forex business mn kamyab hona hy to humy lalach nhi karni chahiye ku ky ap ny to suna hoga ky lalach buri bala hoti hy forex mn jitny bhi kamyab treader hain wo kbhi lalach nhi karty or jo lalach karty hain wo kbhi kamyab treader ban he nhi sakty ku ky lalach karny se humy kbhi to profit aa jata hy magr aksar loss hota hy thanks
        • #5 Collapse

          Re: Successful trader kabhi lalich nahee karthay.

          Experience Or Knowledge hasil kar k kamyab hone wale trader un main lalach nhe hoti hain vo entrly k liye wait karte hain vo trader jaab koi b trade lagate hain sab say phly stop losss use akrte hain kamyab trader loss b accpcet akrte hain jaab k new trader asa karte hain k jaab stop loss hit hone k pas ata hain tu vo stop loss ko mazeed up ya down kar dete hain ji ssay lalach aa jati hain par Experience Or Knowledge say kaam karne wale member asy hain k is main kamyabi k sath trading karte hain or kamyab trader lalach kabi b neh karte hain
          • #6 Collapse

            Re: Successful trader kabhi lalich nahee karthay.

            Gee dear brother aap ki baat bilkul theek hay ky forex main trading kerty hoay aap mehnaat kerty hain too aap zaroor kamyab hoty hain Successful trader kabhi lalich nahee kar thay oor aapny knowledge oor experience say aap success ful trader ban sakhty hain.
            • #7 Collapse

              Re: Successful trader kabhi lalich nahee karthay.

              Dear friend forex mn Jo successful business man hota han wo forex ko bht achi Tara smjhta han un ko market ki smjh hoti ha wo kabhi bhi lalach mn ni parta kun ka un ko pata hota ha ka Ak achi earning ka sa karni ha
              • #8 Collapse

                Re: Successful trader kabhi lalich nahee karthay.

                Successful traders Gola lunch karne ki jarurat hi nahi hoti Kyunki Unka target unke account ke hisab se Chhota Sa hota hai aur woh Apna target Delhi pura Karke Apna profit withdrawal kar lete hain isliye wallach Nahin Karte Kyunki Hua har roj Thoda Thoda Paisa, kama Rahe Hote Hain.
                • #9 Collapse

                  Re: Successful trader kabhi lalich nahee karthay.

                  G bilkul dear friends may ap ke bat say agree karta ho k ek sucessful trader kabi be laluch nahe karta kau k wo rules k sath mil kar trading karta ha aur us ko market k rules ko reguation k pata hota ha k market nay next move kider karna ha es leyh wo rules k sath rah kar he trading karta ha ta k us ko zada say zada filda hoo
                  • #10 Collapse

                    Re: Successful trader kabhi lalich nahee karthay.

                    forex aik online business hain hum is mai kam kar ky paisa kama sakty hain hum is mai kam kar ky pasia kama sakty hain hum is mai agar tukky laga kar kam kary gy to hamy loss ho jy ga is mai market ka balm nahi hota forex east wast mai bohat taze sy famous hony wala business hain hum is mai apny boss kud ap he hoty hain
                    • #11 Collapse

                      Re: Successful trader kabhi lalich nahee karthay.

                      G haan dost jo ache or expert traders hote he wo kabhi bhi ziada profit ka lalach nahi karte or hamesha sabar or tahmul se kaam kerte he jald bazi se koi kaam nahi hota us se mitakes hoti he or phir loss ho jata he is liye forex trading me lalach na kare or thore profit per bhi hamen agree hona chhaiye kuch trades me hamen trade ko chalne dena chahiye agar market k trend ki achi information ho to phir ache profit tak wait kia jai lekin agar market ka opposite jane ka andesha ho to phir trade close ker dena chahiye.
                      • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                      • #12 Collapse

                        Re: Successful trader kabhi lalich nahee karthay.

                        G haan bhai jaan hamen as main greed se darana chahye hai aor hamen chahiy hai keee ham as main kabi na hi greed kare aor na hi as main risk lee agar ham as main greed kare gee tu ham as main kabi bi kamyab nahi ho sake gee q k hamen as main loss ho jay gaa as liy hamen chahiy hai kee ham as main ache se kam kare aor hamen as main lot size bi km rkhna chahiy q k lot size hi aik greed hi hai as liy hamen as main greed nahi karna chahiy hai greed hamen as main nakami ki tarf le jaty hai as liy hamen greed ki koi zarorat nahi as liy hamen as main greed nahi karna chahiy ta kee ham as main kabi bi nakam na ho aor ham as main hamesha kamyab rahe tu hamen as main greed ko chorna ho gaa tu hi ham as main kamyab ho sake gee aor hamen chahiy hai kee ham as main nakmi se bachna chahiy aor hamen as main greed se bchna hai agar ham greed se bch gaye tu ham as min loss se bach jay gee yani as main hamen nakami se bchna chahiy hai agee ka ye hi soch lo ke ham as main greed na kare lalach hame tabah karty hai

                        اب آن لائن

                        Working...
                        X