Scalping trading kia profitable ho sakta hay?

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Scalping trading kia profitable ho sakta hay?
    Trading ki technique me se 1 scalping trading be hay kia bahot se members ye sawal karty hey key scalping trading profitable hota hay ya nahi, scalping trading profitable zaror hota hay magar risky be bahot hay, asani se koch trades me ham profit to scalping trading me earn kar sakty hey magar scalping trades koch esy be hoty hey jes me loss be ho jata hay aur ye loss etna zeyda hota hay jes ki recovery trader key ley hard ban jati hay.
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Scalping trading kia profitable ho sakta hay?

    Dear friend Jis Ke Paas accha experience aur knowledge hai wahi scalping Karke achha profit nikal sakta hai khar waqatt scapling nahi ho sakti market ki situation ko dekhna padta hai kabhi kabhi market scpaling ki situation Mein Aati Hai is Waqt scapliang ki Jaaye to achha profit nikala Ja sakta hai...
    • #3 Collapse

      Re: Scalping trading kia profitable ho sakta hay?

      Scapling say profit to milta ha lekin aik trade aisi bhi lag jati ha jo baqi 10 trades jo profit mn clsoe hue hoti hain us pay bhari ho jati ha aur account zero ho jata ha. Scalping expert traders nai krtay bal k wo long term trading ko prefer krtay hain. Me khud bhi Scapling ko itna like nai krta. Long term say acha profit mil jata ha.
      Kinza789 Trading Journal
      • #4 Collapse

        Re: Scalping trading kia profitable ho sakta hay?

        Dear friend Jis Ke Paas accha experience aur knowledge hai wahi scalping Karke achha profit nikal sakta hai khar waqatt scapling nahi ho sakti market ki situation ko dekhna padta hai kabhi kabhi market scpaling ki situation Mein Aati Hai is Waqt scapliang ki Jaaye to achha profit nikala Ja sakta hai...
        • #5 Collapse

          Re: Scalping trading kia profitable ho sakta hay?

          Dear jaha tak Meri information hay us k mutabik forex market Nina far hum khud ko save rakhna chate Hain tou us k liay humain chaiay k hum scalping nai Kare balke normal trading Kare kiu k scalping main jaha humain acha profit hota waha humain is main kafi loss bhi ho sakta hay scalping karna kafi riski hota hay aur is k liay humain kafi zada experience ki zarort bhi hoti hay tab ja kar hum scalping se acha profit gain Kar pate hain
          • #6 Collapse

            Re: Scalping trading kia profitable ho sakta hay?

            g han forex trdaing mains clping aik best trading technique hai jis main hum aghr soch msjh kar trdaing karen tu hum bari achi trdaing kar skty hain tu zyda zarori yah bat hai k ap apni trading main sclping karna chahty hain tu apko es technique ka pora pora knowlege hona zarori hai jub apko acha knowledge hota hai tu ap har technique ko use kar skkty hain
            • #7 Collapse

              Re: Scalping trading kia profitable ho sakta hay?

              اصل پيغام ارسال کردہ از: aamir370 پيغام ديکھيے
              Trading ki technique me se 1 scalping trading be hay kia bahot se members ye sawal karty hey key scalping trading profitable hota hay ya nahi, scalping trading profitable zaror hota hay magar risky be bahot hay, asani se koch trades me ham profit to scalping trading me earn kar sakty hey magar scalping trades koch esy be hoty hey jes me loss be ho jata hay aur ye loss etna zeyda hota hay jes ki recovery trader key ley hard ban jati hay.
              Assalamu alaikum bhai jaan hai Forex trading business Mein Sab Hi strategies bahut acchi hoti hai aap ne scalping strategy ke bare mein Pucha Hai To Mai Aap Ko Bata Dunn Kii Ye Ek bahut difficult strategy Hai Is Se Hum accha profit Hasil kar sakte hain lekin Main Nahi Naat Jyada karna padegi
              • #8 Collapse

                Re: Scalping trading kia profitable ho sakta hay?

                i thing k scapling usy b khet hain k small time main big lot ko use karna matlb k small agar big lot hum use karte hain kisi b pair main and kisi b time fream main tu hum ko mushukil ka samna karna hota hain k accoutn wash na ho jy 10 pips tp rakh lete hain or 10 pips stop loss use karte hain jis say hum kafi kuch loss b kar skte hain scalping wahi trader kar skte hain jin k pas Experience Or Knowledge hain agar acha Experience Or Knowledge hoga tu acha earn kar skte hain warna sirf loss ka samna karna hota hain
                • #9 Collapse

                  Re: Scalping trading kia profitable ho sakta hay?

                  G bilkul Bhai scalping Thora riskey hota hai kiun k is main Bari lot use ki jati hai aur bohat Kam pips ka risk Lia jata hai is Doran ager trad ghalat ho Jaye to loss ka bhi utna he dar hota hai jitna k profit ka hota hai so scalping kartay waqat dhian se trading karni chahiay.
                  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                  • #10 Collapse

                    Re: Scalping trading kia profitable ho sakta hay?

                    Gee dear brother aap ki baat bilkul droost hay ky forex main Scalping trading profitable ho sakta hay jab aap scalping ka isstamail kerna achay threeky say aata ho yani Kam waqat main bari lot ka isstamail kerna aak risk hay ager aap kamyab hoty hain too good warna bara loss ho jata hay.

                    اب آن لائن

                    Working...
                    X