Analysis kya chez hai ??
No announcement yet.
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Analysis kya chez hai ??
    Kisi bhi pair me trader krny sse pehly ANALYSIS krna bhot zarori hai . Ankhyn bnd kr ky Trades nahi krna chahey. sab se pehly chart dekhna chahye . ky wo kiya bata raha hai market UP ja rahi hai ya Down , koi news to nahi jis country ki currency Trade krni hai is mulk ky halaat kahan ja rhy in sab chezon ko check krny ko Analysis kehty hain .
    Analysis Mukhtalif Type ky hoty hain. Technical aur fundamental . Technical me frame work hota hai mukhtalif chezo ka andaza lgaya jata hai aur ye ayk hi chart hota hai aur us par kuch profit bna rhy hoty hain aur kuch log loss kr rhy hty hain. Fundamental me kisi bhi mulk ky Halat siyasi iqtasadi har lehaz se dekhna prta hai . Fundamental chart ko saminy rkh kar agr Trading ki jae to profit ky chanse bhot zaiyada hain.
    First LEARN Then You Can Remove The "L"
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Analysis kya chez hai ??

    Assalamu Alaikum bhai jaan aap ka Sawal achhah hai ager ham nay pakistan forex foem main kam karna hai to ham ko markeet ko sahmhajna ho ga os kay bad markeet main kam kary gay to acha profit hasil kary gay ham
    • #3 Collapse

      Re: Analysis kya chez hai ??

      bohat acha sawal ha ager hum koforex sa achi earning hasil karni ha to per hum ko lot of hard work karnaa hoga q ka ager hum lot of hard work kartaa ha to per hum ko achi profit hotee ha or ha hum ko chaheya ka hum analysis ko discuss karaa analysis basically market ke movement ko kataa ha es ka three types hotaa ha .............
      • #4 Collapse

        Re: Analysis kya chez hai ??

        Dear friend forex market main acchi trade open karne ke liye analyses Kiye Jate Hain aur Kitco Mulki situation main samajh Kar trade open karna analysis Kehlata Hai analysis karna market ko bahut hi Jaroori Hai analysis karke hi acchi trading kar sakte hain analysis ke bagair achhi trading Nahi Ki Ja sakti
        • #5 Collapse

          Re: Analysis kya chez hai ??

          forex mai analysis ke bohat value hain yai kamyabe ky hatyar hain hamy in ko use kar ky kam karna chahey pher he hum kam kar ky paisa kama saky gy forex aik interantional business hain hum is mai part time be trading kar sakty hain hum is mai full time be trading kar sakty hain forex kabe be band na hony wala real busienss hain
          • #6 Collapse

            Re: Analysis kya chez hai ??

            forex k karobar main trading market ko samjhny k liye analysis techniques ka istmal kiya jata ha or wo ananlysis techniques ye han sentimental techniques and fundamental techniques in ka istmal kr k hm trading market ko analyiz krty han or trade lgaty han in techniques ki wja se hm trading main profit hasil krty han forex karobar ek legal karobar ha
            • #7 Collapse

              Re: Analysis kya chez hai ??

              analysis ke forex mai bohat value hain hamy inhy kabe be ignore nahi karna chahey hamy in ko learn karna ho ga hamy mahnet sy forex mai kam karna ho ga pher he hum paisa kama saky gy forex aik amm business ke nisbat acha business hain hum gar mai bath kar is mai kam kar sakty hain forex pakistan mai legal ban cuka hain
              • #8 Collapse

                Re: Analysis kya chez hai ??

                analysis aik qisam ke technic hain hamy mahnet sy or lagan sy kam karna ho ga pher he hum pasia kama saky gy forex aik wasee business hain hum is mai part time ya full time kam kar sakty hain hamy apne har aik mistake ko avoid kar ky kam karna ho ga forex aik international business hain is mai hmara koi be boss nahi hain
                • #9 Collapse

                  Re: Analysis kya chez hai ??

                  اصل پيغام ارسال کردہ از: zia74 پيغام ديکھيے
                  Kisi bhi pair me trader krny sse pehly ANALYSIS krna bhot zarori hai . Ankhyn bnd kr ky Trades nahi krna chahey. sab se pehly chart dekhna chahye . ky wo kiya bata raha hai market UP ja rahi hai ya Down , koi news to nahi jis country ki currency Trade krni hai is mulk ky halaat kahan ja rhy in sab chezon ko check krny ko Analysis kehty hain .
                  Analysis Mukhtalif Type ky hoty hain. Technical aur fundamental . Technical me frame work hota hai mukhtalif chezo ka andaza lgaya jata hai aur ye ayk hi chart hota hai aur us par kuch profit bna rhy hoty hain aur kuch log loss kr rhy hty hain. Fundamental me kisi bhi mulk ky Halat siyasi iqtasadi har lehaz se dekhna prta hai . Fundamental chart ko saminy rkh kar agr Trading ki jae to profit ky chanse bhot zaiyada hain.
                  Assalam Walekum analysis kya chij hoti hai meri knowledge ke mutabik andaza Lagane ko analysis Kahate Hain Jab aap market Mein trade kar rahe Hote Hain to aapane Aksar Suna Hoga Ki market ki movement ka analyses Sahi Taur per karna chahie matlab yah ki market ki movement ka aapane acche Se andaza Lagana Hota Hai aapke Andaz Se Hi lagenge experience badhega Shukriya
                  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                  • #10 Collapse

                    Re: Analysis kya chez hai ??

                    Dear analysis aik trading ki term hay aur yeah business main bhi use hoti hay. is say murad apnay kam main ghour aur fikar ker kay us ko mazeed acha kernay ki koshish kerna aur ghaltion ko khatam kerna. forex main yeah prediction aur forecasting kay liye bhi use hota hay. is main trader apnay knowledge ki bina per chart main anay wali possible move kay baray main idea deta hay.

                    اب آن لائن

                    Working...
                    X