Hello everyone agar aap market ke against the trading order lagate hain to kia wo future mein kuch waqt baad profitable saabit ho sakte hain ya nhi for example market up move kar rahi to buy ki trend start hoti sab log buy ke order lagana shuru kar dete hain uss waqt agar koi sell ka bhi order laga de and pending mein rakh de for future ya few day ke jab tak again market down ho to kia ye strategy sahi hai and iss se faida hoga ya nahi.
تبصرہ
Расширенный режим Обычный режим