*Mistakes can teach a lot*

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #106 Collapse

    mera to yehi khayal hai k mistakes ham ko bohat zayada teach karti hain. kyu k mistakes ki waja sy he ham ko loss hota hai aur ham next time trading mai purani mistakes sy avoid kar k dobara loss sy bach jaty hain.
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #107 Collapse

      forex trading mai aise bhot say loag hai jo trading mai loss hone per learn karte hai kiu k humari galtio ki he waja say humay learn karne ka moqa milta hai and us say experience humay easily hasil hosakta hai agr trading mai humay loss horaha hota hai tw humay chaiye us per theak say samje ye humare liye zarori hota hai
      • #108 Collapse

        Is bat men koi shak naheen kay forex ek online business place hai jahan hum online trading kartay hen aur agr hum se mistakes ho jaye to humen chaheye hum depressed na hun kyo k mistakes bhi humen bahot kuch sekhati hen
        • #109 Collapse

          Experience or knowledge forex trading k ley bohat hi zruri hai lekin ye dono chizen har ksi ko ek satah nhi mil jati har ek step by spep isko sikhta hai or experience get karta hai is trah jo is business mai profit chahta hai sucess chata hai wo zrur ye dono chizen hasil kar leta hai.
          • #110 Collapse

            ji han mistakes ham ko bohat kuch sikha deti hain agar mistakes ko kam kar ke trade ko proper better tarikay se kiya jata rahe to is business me kamyabi bohat tezi se hasil ho sakti hai or ham ko is business se zyada se zyada faide milne shuru ho jate hain .
            • #111 Collapse

              yes we should learn through our mistakes in Forex busienss it is the way in which we can understand this platform therefore if you loss in this business then you should must forget it and get experience and knowledge from your mistakes then you become a perfect Forex trader in this business.
              • #112 Collapse

                g han bhai jan humain apni mistakes se bht kuch seekhny ko milta he jub hum is main koi b mistake kerty hain to humain is main se loss hota he or huain apni ghalti ka ehsaas ho jata he lakin humain is main apni ghalti ko accept kerna chahiye lakin aghr hum is main apni ghalti ko accept nahi kerty to humain is main se loss hony se b koi faida nahi hota
                • #113 Collapse

                  G han bilkul forex ma loss hone k baad mistakes ka analysis karna chayhe aur mistakes se lesson hasil karna chayhe ta k forex trading ma profit earn kar saken..demo pe ache tarah practice kar sakte han aur apne mistakes ka analysis kar sakte han
                  • #114 Collapse

                    Assalam u alikum friend jee haan hum apni mistakes se bohat kuch seekh sakty hain trading me har tarah ki situation aa sakti hai kabhi loss kabhi profit to jab loss ho to humein un mistakes se sekhna chahiye, iss se hum trading skills ko improve ker sakty hain.
                    • #115 Collapse

                      mistakes hum jo bhe jahan pai bhe krte hain wo waqi he humey bht kuch sikhate hain laiekn mistakes ka asal benefit tab hah jb hum un se saikhna shuru karain ye nai k jo hum ne mistakes ko bus kr k bhol jaye balke un ko dor karain ta k wo dbra na ho sakain
                      • #116 Collapse

                        Assalam u alikum friend jee han mistakes se humein bohat kuch seekhne ko milta hai or next time trading k liye hamra experience barhta hai or hum us mistake se bachty huy trading kerty hain or profit me jaaty hain, iss liye mistakes se hamesha learn ker k trading continue rakhni chhaiye.
                        • #117 Collapse

                          Hamain mistakes sey pareshan honey ki bajey in sey kuch seekhney ki koshish krni chaheye. Mistakes sey hamain yeh andaza ho jata hy keh hamari trading kis had tak perfect hy aur hamain acha profit lenay key leye kon konsey step uthaney hon gey. Jo log mistakes ko ignore krtey hain, woh always loss uthatey rehtay hain.
                          • #118 Collapse

                            Yes ma ap ki bt sy agree krta ho ky jab be hum kisi kam ma mistake krty hain r hamy loss ho jata ha tab phr hamy apni mistake ky bary ma pata chalta ha ky hum ne kis jaga mistake ki ha jis ki eaja sy hamy losss howa ha phr wo mistake ko thk krty hain r dobra usmistake ko ni krty
                            • #119 Collapse

                              gee haan bhai mistakes se hmein leanring milte he kion keh jb trader mistakes krta he to woh dobra mistake na krta he aur apne trading ko acha krne ke sochta he es trah se trading mein woh expert ho jata he aur ache trade kr ke succesful trader bn jata he
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #120 Collapse

                                ji ap ki baat bilkul theak hai mistakes sy hamain bohat kuch seekhny ko milta hai aur is sy ham apny ap ko lalch sy bacha lete hain is main ziada tar log yahi mistake karty hain k lalch kr lete hain aur apna paisa ganwa beth'ty hain.
                                 

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X