*Mistakes can teach a lot*

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #61 Collapse

    dear friend jb bi hm koe mistake krty hn tu dobara osi mistake ko dorahna nae chahiya os sy kuch seakhna chahiya trading me mistake kafi kuch seakhny ko milta hia so tradiring soch smj k krni chahiya
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #62 Collapse

      ji mere bhi ap ki baat teek ha hum forex par trading kr k bhot kuch learn krte han hume chaye k hum forex par trading k liye hard wokr karn apni he ghalti sy learn karn
      • #63 Collapse

        jee haan bilkul aap ne sahe baat kari hai k mistakes teach us alot lekin m ne bohut se log aisay dekhay hain jo log mistakes kartay hain aur kartay he chalay jaatay hain n a kay woh us ghalti se kuch sabaq haasil karin aur
        • #64 Collapse

          jee bhai app ne bilkul theek kha hai hum sab se zyda apni mistakes se sekhte hai aur unhe ki waja se loss kerte hain ager hum apni mistakes ko as a teacher lain lai aur is se sabaq sekh ker us ko dubara kbhi be repeat na kery to phir hum akk ache trader ban sekte hai :)
          • #65 Collapse

            yes dear mistakes hamko boht kuch lesson deti hen jab hamkmo loss hota he toh hamko pata chlta he ke ham ne agar kam lot size use ki hoti toh loss kam hota or agar market ko samaj kar kia hota toh may bhe loss na hota is lie mistakes hamare lie ak best way hota he
            • #66 Collapse

              wese ham ko mistakes se seekhne ko kafi kuch milta hai agar ham mehnat ke sath is me chalty hain to yeh business hamari life me bohat tabdeeli la sakta hai or ham ko kafi profits hasil karne me help kar sakta hai or ham bohat kama sakte hain .
              • #67 Collapse

                Learn Forex can not easily see that forex learned a very difficult and needs to experience success and can not be where it is easily one of the best existing business is good business
                • #68 Collapse

                  Ji han bhai ap nay bilkul theek kaha hai AGR bnda seekhnay wala hai toa iski mistakes usko bht kuch sikha sakti hain lakin us k lye apko apna analyse karna part ga
                  • #69 Collapse

                    g ha bhai mai ap ki bat sy agre ekrta ho ap ny bht achi bat kli ha kbi kbi galtean bht kch shekha jati ha is leye galtean aqsr zarri hoti ha in sy hm bht kch seekh lyty ha
                    • #70 Collapse

                      is main koee shak nahain hai k jo hum mistakes kertay hain wo huamain bohat kuch seekhati hain achay ttader is say sabaq layaty hain.
                      • #71 Collapse

                        forex main hamain saikh kar k hi kaam karna bahoot zaroori hai .than ham is main say faidah hasil kar lain gain and mistake say lesson hasil kar saktay hain
                         
                        • #72 Collapse

                          aap jab Forex trading main kaam kar rahay hoatay hain to aap ko khud trading karni chaheay takeh agar aap say koe ghalti ho jay to woh aap kay leay learning ka sabab banay aur aap ayanda koe ghalti nah karrain
                          • #73 Collapse

                            This is not a fact that we've made mistakes & loss profits. so Forex should be avoided. Actually we should try to learn the reasons for losing profit from mistakes.
                            • #74 Collapse

                              g hain bilkul app ki bat 100% true hain insan apni galtiyou sa hi sikta hain ager ham mistake nahi karanga to pir sikaga kasa forex trading ma bilkull ham apni glati sa hi sikta hain to har galti hama khuch na khuch sik sika ka jata hain...
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #75 Collapse

                                G jab ap tradding mein koi mistake karty han tu us mistake ki waja se loss tu hota hy likn ek acha trader wo hi ban sakta Jo apni galti se sekheen aur wo galti phr na Karen is traha ap apni mistake se learn karen aur profit hasil Karen.

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X