1440 minutes Ka message Kion aata he

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    1440 minutes Ka message Kion aata he
    Dear all members khass un logon k liye jo New he. Pakistan Forex Forum per jab hum log posting kerte he to hamen ye baat zehn me rakhni hogi k hum ne 50 comments kerne he is se jab aap cross karenge to aapke saamne 1440 minutes ka message show hoga phir aap ne us din mazeed posting nahi kerni. Jab hum threads create karte he jo k Questions type hota he wo sirf 4 hi kerne he is se ziada karenge to ho jaenge lekin baad me delete ho jate he to threads only 4 hi kerne he.
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: 1440 minutes Ka message Kion aata he

    aaslm o alikum my dear friends kesy ho umeed ha ap sab theek hi ho gay me apny dosto ko ya batna chahta hu jo is business me new ha kay 1440 ment ka message is ley ata ha kay jab ap nay aik account par 50 posts kar lei ho os zayda posting ap nhi kar sakty jis ki waja say 1440 ment ka message ap ko ata ha is ka matlb ya bhi ha kay ap wo ho account par 1440 ment bad new post kar sako gay phly nhi
    • #3 Collapse

      Re: 1440 minutes Ka message Kion aata he

      Bilkul 1440 minit ka messge osi waqt ata he leken ek bat or bata dun k 1440 minit har post k alehda alehda count hote hen.or har post k 1440 minit pure hone tak ap new post nhn kar sakte or 1440 minit k baad bhe ap sara din post nhn kar sakte.es liye koshish kren k post ki daily limit cross na kren.
      • #4 Collapse

        Re: 1440 minutes Ka message Kion aata he

        G han brother ap thek kah rahay hain, 1440 minutes ka message us wakt ata hay jab ham posting ki limit cross kartay hain aur agar ham limit main reh kar posting karain to hamain 1440 minutes ka message nai aay ga aur ham easy ho kar posting kartay rahen gay.
        • #5 Collapse

          Re: 1440 minutes Ka message Kion aata he

          bhai jan apki bat thk hai k ager ham apni posting time aik he nh rhkty to ham phir istrah ki situation ko face rhkty hain.aor is k illawa jab hamri 50 posts ki limit poori ho jati hai to hamry pass ye wala option a jata hai.ager ham aik khas waqt trteeb bna len to hamry pass ye option nh aye ga.isliye k hamen chye k ham posting kaily aik time table set ker len.
          • #6 Collapse

            Re: 1440 minutes Ka message Kion aata he

            dear friend aisa hota hy keh jub hm posts karny sy pehly 4 threads open kar dety hn tu es ky bad jaisy hi hm 10 posts crose karty hn usi time hmari limit a jati hy 1440 mints ka agar hm pehly kuch posts kren aur es ky bad hi hm apni threads open kren es sy hmari limit nh ati 1440 mints ki
            • #7 Collapse

              Re: 1440 minutes Ka message Kion aata he

              Assalm-o-Alaikum dear friend jab daily posting ki limit 50 sy above ho jaati hai tou 1440 minutes ka message aa jata hai Orr uss k baad hum posting nahi Kar saktay next time phr hum dubaara still start Kar saktay hain
              • #8 Collapse

                Re: 1440 minutes Ka message Kion aata he

                that good swal dear .bht hi achi bat ki hy apny k 1440 mint ka messge q ata hy iss ka mtlub ye hy bhai jaan k ap mzeed posting ni kerty ,oer aop apna day target achieve ker sakty hein .bhai forex aik inernational business hy jis mein rules bhi hein or usko jion kerny k liy iss k rules ko follow krna bht zrori hy or yeh forex ka aik rule hy k ham aik din mein iss mein maximum 50 post our 4 thread kr sakty hein .ham iss sy ziada ni ker sakty .
                • #9 Collapse

                  Re: 1440 minutes Ka message Kion aata he

                  Ye message of error tab hi aata hai jab 24 hours ke time period ke andar 50 posts ki limit ko reach kar jaate hain and us ke baad agar koi post ya thread aap lagayege to wo yehi error show karega iss liye hum logo ko chaye ke hum limit ke andar reh ke hi material posting karen and information wali kren jiss se aap ko acha bonus milne ka chance increase hota hai.
                  • #10 Collapse

                    Re: 1440 minutes Ka message Kion aata he

                    Dekhen dear jab bhi hmari postings ki limit poori ho jati hai aur hum us limit se opar postings krny ki koshish krty hain to tab ue 1440 minutes wala a jata hai ta ky hum limit se zyada postings n kren aur hnara account ban na ho jae is liye jab bhi ye limit aye to postings ko stop kr dyn.
                    • #11 Collapse

                      Re: 1440 minutes Ka message Kion aata he

                      Sir jab hum iss main posting karta hain toh jab humeri post k limit pori ho jatye hain toh iss main spam kah option aa jata hain jis k bad hum us main us din posting nahi kar sagta or next day hum iss main posting akrta hain or yeh message be usi waqat ata hain jab humeri post 50 ho jaye yeh iss sy above ho jaye humain chaiye k hum iss main jab be posting kariye toh post k quality ko increase kar k kam kariye toh acha profit be tab he milti hain
                      • #12 Collapse

                        Re: 1440 minutes Ka message Kion aata he

                        Jahan tak mujhay knowledge ha ic baray mn agr hum 24 hours mn hum 50 post say ziyada krtay hain to 1440 wala msg a jata ha. Mera khayal ha maximum post jo 24 hours mn allow hain wo 50 hain. Ic say ziyada posting par yeh msg ata ha. Hmain ziyada post nai krni chaheay koshish krni chaheay k achi post krain bjye k ziyada post krain. Jb yeh msg a jaye to us k bad posting stop kr deni chaheay.
                        Kinza789 Trading Journal
                        • #13 Collapse

                          Re: 1440 minutes Ka message Kion aata he

                          اصل پيغام ارسال کردہ از: Daheri1984 پيغام ديکھيے
                          Dear all members khass un logon k liye jo New he. Pakistan Forex Forum per jab hum log posting kerte he to hamen ye baat zehn me rakhni hogi k hum ne 50 comments kerne he is se jab aap cross karenge to aapke saamne 1440 minutes ka message show hoga phir aap ne us din mazeed posting nahi kerni. Jab hum threads create karte he jo k Questions type hota he wo sirf 4 hi kerne he is se ziada karenge to ho jaenge lekin baad me delete ho jate he to threads only 4 hi kerne he.
                          Yeah message isliye aata hai Kyunki Humne 24 ghante Mein 50 posting Karni hoti hain isse Jyada post se hum nahin kar sakte isliye is message par Pareshan Na Ho Aur bus 50 posts Karle uske bad day are posting nahin kar sakte
                          FRD 07 TRADING JOURNAL
                          • #14 Collapse

                            Re: 1440 minutes Ka message Kion aata he

                            Ji Haan sarap Ki Baat bilkul sahi hai ghar Hamein Pakistan Forex Mein limit ka message aa jata hai to Hame aur post Nahin Karni hoti Kyunki ya Mara padeka limit hota hai agar Hame School Jyada Se Jyada Karne Ki Koshish Karenge aur apne poster ko Jyada Karne Ki try karte rahenge To Aise humare account ko bhi Khatra ho sakta hai
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #15 Collapse

                              Re: 1440 minutes Ka message Kion aata he

                              log member 24 hour main 50 say ziyda positng karne ki koshish karte hain un ko he 1450 wala erro aata hain phly mujhy b bhot aata tha pher main ne admin say rabta kiya unho ne b kaha hain k agar apne raat 8 bajhy positng start ki hain ek din chor kar du aapko raat 8 bajhy tak he apni posting puri karni hogi 50 8 bajhy k bad aaap ka new hour start ho jata hain is liye main ne aaab asa he kiya hain or mujhy abi tak koi b error nhe aya hain qk 24 hour main 50 post kar skte hain or ek din ko chor kar aap kisi b time posting start kare next day us time k bad he aap posting start kar skte hain

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X