Market se related knowledge aur information
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Market se related knowledge aur information
    Demo account me practice karna be traders key experience me ezafa kar sakta hay magar me samjta hon key key trading practice key sath traders ko market se related knowledge aur useful information be us key experience ko increase kar sakta hay, traders ko market se related har esi information aur knowledge ka hasil karna zarori hay jo us ko kamyab trader banny me help de saky.
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Market se related knowledge aur information

    Yes brother forex trading mein demo pr practice krny se kuch nahi hota jb tk aap k pas forex market ka knowledge aur information na ho agr aap success hasil krna chahty hein tu practice k sath market ki movement ko bhi learn krein kionkeh phr market ki movement ko dekh k hi order place kia jata hai.
    • #3 Collapse

      Re: Market se related knowledge aur information

      G Han ap ki bat bilkul theek hay aur main ap ki bat se agree karti hun k forex main jab Tak ap k pass acha knowledge aur acha experience nai ho ga ap kabhi bhi is business main kamiab nai ho sakte aur nai hi achi earning Kar sakte Hain aur apna experience barhane k liay humare pass demo account ain best opportunity hay humain is business main agar success hasil karni hay tou us k liay boht zarori hay k hum knowledge gain Kare aur apna experience barhain
      • #4 Collapse

        Re: Market se related knowledge aur information

        G han brother ap nay bahut achi bat ki hay, agar forex ka knowledge na ho to practice say zayada faida nai hota aur agar trading ka knowledge ho to phr practice karnay say acha experience hasel hota hay aur achi trading k kabel bana ja sakta hay.
        • #5 Collapse

          Re: Market se related knowledge aur information

          bhai jan ager ap knoelge chaty hain k ap ko knwoledge milly to apko aik achy trader sy rabta kerna ho ga.kun k jo knowledge ap aik trader sey seehken gy to wo apko trader koi gunnha bhot acha sihka sakta hai.aor ager ham aisa nh kren gy to hamen kafi waqt lag jaye ga or phir bhi ham us myar tak nh ponch payen gy jahan tak hamry liyye zroorri hai.
          • #6 Collapse

            Re: Market se related knowledge aur information

            my dear friend hamara demo per practice karne ka koi faida nahi hai ager hamare pass markete ka knowlage aur imformation nahi ho ga es k bageer ham kamyab nahi ho sakte ager ye nahi hai to hamare pass aur knowlage aur expirirance ka faida nahi hai
            • #7 Collapse

              Re: Market se related knowledge aur information

              Bhai njan humko chhaye k hum news par bhi dhiayn sde qk hum is mein ache kam kar skate hian ur is mein humko mehnat s ekam karna chahye aur is mein market se related se is mein kam karte rahna vhhayea aur humko is men sabar se kam karna chaye
              • #8 Collapse

                Re: Market se related knowledge aur information

                bhai ham jub bhi koi businesss krty hein to ham uss mein ziada sy ziada promotion or strong earning kerna chahty hein .aisa hi forex aik business hy jis mein hmein work kerny per acha bonus milta hy to apny bous ko bhrhany k liy ham uss per treding kerty hein .ham treding apni earning k izafy k liy hi kerty hein or ager hmary pas acha knowledge or acha experince hy to ham acha proft hasil ke sakty hein .isi liy achy profit k liy achy knowledge or achy experince ka hona zrori hy jo hamin demo account sy pravctise krny per milta hy isi liy iss per ham market se related knowledge or information bhi demo account sy or senoirs ki post or thread sy hasil ker sakty hein or kamiyab bhi ho sakty hein treding kerny mein.
                • #9 Collapse

                  Re: Market se related knowledge aur information

                  bohat acha sawal ha ager hum ko forex sa achi earning hasil karni ha to per hum ko chaheya ka hum market ke related knowledge our information lanaa start kardaa q ka ager hum ya knowledge lataa ha to per hum ko achi profit hotee ha laken ager hum ko koyee knowledge or experience nhi ha to per hum ko forex trading nhi karni chaheya q ka per hum ko loss he hoga.........
                  • #10 Collapse

                    Re: Market se related knowledge aur information

                    Market sy related knowledge or information k lae bhae agr ham seniors k pass tora time ly k bethy gy to jo tricks hamy wo batayn gy wo or kahe sy etani asani sy ni melti or demo account sy b ham self learning ma madad ly sakty hai
                    • #11 Collapse

                      Re: Market se related knowledge aur information

                      G han Sir hum iss main tabh he success hasil karta hain jab hum iss main apna knowledge or experince bana kar kam karta hain humain cahiye k hum iss main zada sy zada mehnaar kariye or market k related sub knowledge ko apna mind main include kariye joh humain iss main aik successfull trader bana sagta hain humain iss main market main acha knwledge bana kar trading karni chaiye jis k waja sy humain iss main success mil sakiye
                      • #12 Collapse

                        Re: Market se related knowledge aur information

                        g ham logo ko is ma sirf trading ka bara ma hi knowledge aur experience hasil karna chahye balka ham logo ko is ma market ki movement ka bara ma knowledge aur experience bi hona chahye aur ham logo ko chahye ka ham log is ma demo account pa practice kara ta ka ham logo ko is ma zayda knowledge aur experience bi ho aur ham log is ma kamyab ho sakhta han
                        • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                        • #13 Collapse

                          Re: Market se related knowledge aur information

                          G ha bro me app ki bat se agree kerta ho k kamyab trader honi ki aik waja ye b he k wo market ko study kerta he or is k her useful information se bakhber rehta he or isi knowledge or information ko use ker k wo kamyab hojata he

                          اب آن لائن

                          Working...
                          X