loss ko achy sy manage karna

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    loss ko achy sy manage karna
    forex mai loss ko manage karna be ana chahey forex mai hamy mistakes ko avoid kar ky cote cote trade open karne chahey pher he hum kam kar ky paisa kama saky gy forex aik legal business hain hum gar mai bath kar is mai kam kar sakty hain hum is mai agar lalachi ban ky kam kary gy to hamy loss ho jy ga is mai market ka ya brokers ka koi qasur nahi hota
    "The mind is everything, What you think you become"
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: loss ko achy sy manage karna

    Assalm-o-Alaikum gee haan dear friend ap nay bilkul theek kaha hai hamain forex mein loss ko achay sy manage karna aana chahiye hamain chahiye k hum choti choti trades k through loss ko recover karain Orr hamaisha mistakes sy guraiz karain taa k loss k chances Kam hon Orr hum kaamyaab ho sakain Orr acha profit gain Kar sakain
    • #3 Collapse

      Re: loss ko achy sy manage karna

      Ji aapne theek Kaha Forex main hamen loss ko hamen manage karna Aana chahie loss se Hamein ghabrana nahi chahi balke is se rcover karna na chahiye Insaan apni galtiyo Se Hi sakta hai Jab Tak Hum Apne loss ko recover Nahin Karenge tab tak Hum profit nahin kar sakten ge Forex 1 risky business hai is Mein Hamein bahut Soch Samajh Kar kaam karna chahiye
      • #4 Collapse

        Re: loss ko achy sy manage karna

        g han bhai jan apny loss sy bachny kaily achi startegy btaye hai ager ham trades choti choti open kreren to ham loss sy bach sakty hain.is k illawa hamen chye k ham ahista ahista loss ko reduce kren aor kam prfoit bhi bny to bhi hamen chye k ham ham ussi per iktafa kren ager ham tory prfoit per iktafa kren gy to ho sakta hai k ham bhot bhry loss sy bach jain.
        • #5 Collapse

          Re: loss ko achy sy manage karna

          my dear brother aap ki baat bilkul thk hai ham ko chaye k ham apne loss ko ache se manage karen aur ham ko chaye k ham loss ko coti choti trade se cover karna chaye bare trade se ham ko loss bhee hota hai ham ko chaye k ham peehle apne loss ko coxver karen phir ham kamyab ho sakte hain
          • #6 Collapse

            Re: loss ko achy sy manage karna

            aslam o likukm my dear freinds kesy ho umed ha pa sab theek hi ho gay me apny bhi logo ko ye batna chahta hu kay loss ko bhi wo hi members achy say mange kar saky gay jo is business kay bary me boht zayda knowledge rakhty ho gay jo members loss ko achy say mange karna janta ha or wo phr is me profot hasil karna bhi janta ho ga asy members is business me kamyab hoty ha wo bhi jadli
            • #7 Collapse

              Re: loss ko achy sy manage karna

              1st bat jub hm trade open kar rahy hoty hn usi time hi hmary pass option hota hy keh hm ketna loss manage kar pain gy aur ketna profit hmari trade open karty time hmen cahiya hm loss aur profit ko fix kren jetna profit hm afford kar sakty hn utna tak profit set kren aur jtna loss afford kar sakty hn utna stop loss afford kren simple aur loss any ky bad apna loss recover karna bhi manage kren
              • #8 Collapse

                Re: loss ko achy sy manage karna

                forex aik esa karobar he jis main hum loss ko be achy se manage kar paty hain agr hum apna time table set kar len gey to is tarhan se hum apna loss manage kr len gey forex ke karobar main 24 ganton main se kisi be waqat or kahen be bet ke hum kam kar sakty hain is tahan se hum market main behtar tarriqy se run kar sakty hain or zeada se zeada kam paty hain
                • #9 Collapse

                  Re: loss ko achy sy manage karna

                  dear forex amrkeet main har new aur old ko lose hota hay aur jo traders lose k baad apni feelings ko change nai krta hay wahi sab say big minded trader hay aur kamyaab bhi ham usko keh saktay hain aur jo lose daikhtay he markeet pay blame lagana start krta hay asal main wo koi trdaers tha he nai usay kisi nay kaha tha k forex main bahut ziada profit hay isay har haal main join krlo is baat ko sun kr us nay isay join kia tha.
                  • #10 Collapse

                    Re: loss ko achy sy manage karna

                    G han sir bilkul thek kaha ap ny humain chaiye k hum iss main jab be kam kariye toh humain iss main loss be hota hain or profit be hota hain Q k forex aik aisa business hain joh profit k saat saat loss be data hain or loss humain iss main apni mistakes k waja sy hota hain agr hum iss main loss sy sabak hasil kar k iss main trading kariye toh bhot he jald hum iss main loss ko clear kar k bhot he ahca profit be earn kar sagta hain
                    • #11 Collapse

                      Re: loss ko achy sy manage karna

                      Dear user forex aik online busness ha jis ma markeet ki movment upser nechay hoti rhti ha r hum kbhi loss b ho jaty hain to ya koi badi bat nhe ha es lia hun ko apna loss aik achy trader ki trha pora karna chaheya us k lia hum ko apni mistake sa door rhna xhahey jo hum na pagly ki ho.
                      • #12 Collapse

                        Re: loss ko achy sy manage karna

                        Dear forex trading main loss to hota hi rehta hy lkn hamen apny acount ko manage karna chahy bhi zeada lot ki ya phr zeada pair py aik hi dafa trade ni lagani chhay.apna lot size chota rakhna chahy aur zeada k lalch main ni parna chahy.
                        • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                        • #13 Collapse

                          Re: loss ko achy sy manage karna

                          Gee han forex main agar loss ko manage nai kar sakte phir kamyabi ki umeed b na rakhna na hi account ko safe samjhna forex main asal kamyabi tab milty hai job loss ko manage karna aata ho agar loss ko manage nai karo ga phir account wash hi ho ga q k zaida loss ho jay phir kisi time account b wash ho sakta hai jis ne loss ko manage karna sikh liya samjho us ne forex main paisa kamana start kar diya

                          اب آن لائن

                          Working...
                          X