main iss trading main apanay bachay ko apnay sath rakhta hoon aur uss ko iss ki poori training day raha hoon kunkeh aanay walay waqt main woh kissi nokri ki taklash ki bajay issi trading main earning kar sakkay ga aur apnay paon pay kharra ho jay ga aap bhe apnay bachhon ya bhaion ko iss trading main join karnay ka mashwarah dain takeh woh bhe earn kar sakkain
تبصرہ
Расширенный режим Обычный режим