Hrdging Kia Hy
No announcement yet.
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Hrdging Kia Hy
    Main apko bata ta hun k hedging kia hota hy hedging wo hota hy jab ap k paas account 2 hun aur ap is main aik account ko buy aur aik account main sell laga dy is hisaab sy aik account sy apko profit aye ga aur aik sy loss to is ka mujhy nahi lagta k faaida ho sakta hy
    Click On Name And Visit My Journal
    Naseer953 Trading Journal
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Hrdging Kia Hy

    hedging forex trading me aik hi time per same lot size se buy b kar lena or usi time usi lot size per sell b kar liya jaye is ko hedge karna kahte hai agr hedge karne se ya hota hai ke apko aik hi time me profti ho raha hota hai or sath sath loss b ho raha hota ya yani no profit no loss per apki trade chalti rahe gy.
    • #3 Collapse

      Re: Hrdging Kia Hy

      Dear hedging ka Matlab hai aik account men profit aur aik account wash lekin Agar hum apni strategy ko follow krty hwe trading kren ge to hmara koi account wash bhi nahi ho GA aur hum acha profit bhi Hasil kr Lyn ge is liye mere khyal se hedging jaise fazool tareeky par na he focus Kiya Jae to he acha hai ye sirf aur sirf wastage of time ha.
      • #4 Collapse

        Re: Hrdging Kia Hy

        Dear hedging kanmatlab hai ky apny aik account par sell ki trade open ki jae aur apny he dosre account par buy ki trade open ki jae ta ky agar aik account loss men jae to dosra itna profit dy jae ky humen los men jane waly account ki koi tension na ho aur mere khyal se aisa krna galat hai humen mehnat se he acha profit hasil krna chaheye aur proper strategy ky according kaam krna chaheye ta ky is profit ko zayada time tak possible bnaya ja sake.
        • #5 Collapse

          Re: Hrdging Kia Hy

          hum forex mai hedging be kar sakty hain hamy experience ko best bana kar hedging kar ky kam karna chahey pher he hum kam kar ky paisa kama saky gy forex aik legal business hain hum is mai part time be trading kar sakty hain hum is mai full time be trading kar sakty hain forex busienss ko hum apna profesional career be bana sakty hain
          • #6 Collapse

            Re: Hrdging Kia Hy

            اصل پيغام ارسال کردہ از: naseer953 پيغام ديکھيے
            Main apko bata ta hun k hedging kia hota hy hedging wo hota hy jab ap k paas account 2 hun aur ap is main aik account ko buy aur aik account main sell laga dy is hisaab sy aik account sy apko profit aye ga aur aik sy loss to is ka mujhy nahi lagta k faaida ho sakta hy
            Hedging usko Kahate Hain Jab traders ek hi time par market ko buy or sell kar lete hain ya traders ki ek trading strategy Hoti Hai jisse traders market ke trend ka andaza Lagane Ki Koshish Karte Hain
            FRD 07 TRADING JOURNAL
            • #7 Collapse

              Re: Hrdging Kia Hy

              forex mai hedging karna risky hota hain is liye hamy isy avoid karna ho ga forex aik online business hain hum gar mai bath kar is mai kam kar sakty hain is mai kam karny ky liye hamy kise be office mai jany ke zarorat nahi hote forex all world mai bohat taze sy famous ho raha hain is mai dunya ky bary bary mumalik sahmil hain
              • #8 Collapse

                Re: Hrdging Kia Hy

                forex aik legal business hain hum is mai hedging kar sakty hain hum acha bonus gain kar sakty hain agar hum forex mai new hain to hamy hedging ko avoid karna ho ga forex all world mai bohat taze sy famous hony wala business hain hum is mai apne marze sy time table bana kar kam kar sakty hain is business mai hamara koi be boss nahi hain
                • #9 Collapse

                  Re: Hrdging Kia Hy

                  forex aik international business hain hamy is mai hedging soch samj kar kam karna chahey forex aik wasee business hain hum is mai apne marze sy time table bana kar kam kar sakty hain forex mai students be kam kar sakty hain forex aik world wide busienss hain hum is mai bager pasiao ky account bana kar be kam kar sakty hain
                  • #10 Collapse

                    Re: Hrdging Kia Hy

                    sawal kia he k hamin apni trading kis pair mein kerni chahiye to bro ap trading to her pair per ker sakte he lekin kuch pair per trading boht riski he or ap currency pair sab pairs se best hai iss per new user achi trading ko ker saktey hain aur iss per hum safe reh ker trade ker saktey hain iss par mein tou apni trading ko enjoy forex pe new ho aur demo acount pe trading sekh raha hoo aur practis kr raha hoo aur knowledge
                    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                    • #11 Collapse

                      Re: Hrdging Kia Hy

                      agr ham hrdging karna chahty hain to hamy best knowledge or experience hasil karna chahey hamy market ki movement ko samajna or is ky mutabiq is main meahnat sy kam karna chahey pher hi ham successful ho sakty hain or acha profit hasil kar ky apni zarorto ko pora kar sakty hain ham is main 24 gantho main din yai raat main kisi be waqt kam kar sakty hain

                      اب آن لائن

                      Working...
                      X