Trade lagatay waqt hi loss ko mind men rakhen tu bahd men tension nhi hoti?

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #16 Collapse

    Re: Trade lagatay waqt hi loss ko mind men rakhen tu bahd men tension nhi hoti?

    Business mein Hamein profit bhi ho sakti hai aur nuksaan bhi ho sakta hai ya job to nahi hai ki aap ko ek fix amount monthly mil Jayegi Aisa bilkul Bhi Nahi Hai Ya Ek job hai aur job ka jaise ki aapko pata hai ki job Mein Kabhi profit ho jati hai aur Kabhi nuksan Ho Jata Hai is wajah se kaha jata hai ki is business ko karne ke saath saath aap apni Koi job bhi Karon Taake Jab is business Mein profit Na Ho To aap ka Gujara ho sake aapko Kisi Ki Shaam Ka masla Na Ho
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #17 Collapse

      Re: Trade lagatay waqt hi loss ko mind men rakhen tu bahd men tension nhi hoti?

      agr hum start main he ye baat mind main rakh laain k loss b part ye hai forex k jesy profit hai to hum phr itni tension nahi laain gay kyu k agr ye baat hum phly smajh laain gay to trade karty waqat loss b ho jaaye to hum us ko bardasht kr skaty hain aur himaat se us k samna b kar sakty hain liken agr ye bat phly hr hum nahi smajhain gay to hum loss k waqat tension main chaly jaain gay aur ulta account he wash karwa laain gay.
      • #18 Collapse

        Re: Trade lagatay waqt hi loss ko mind men rakhen tu bahd men tension nhi hoti?

        agar ap trade lagaty time hi loss ko mind me rakhe gey to phir ap kabi bi acha profit earn nahi kar pay gey so agar ap apne mind me profit ko mind me rakhe gey to IN SHA ALLAH ap ko profit hi earn ho ga or ap loss se bach sake gey lakin us k liye ap ko chahiye k ap forex market ko achi tarah se analysis kar k trade ko open kare ta k ap profit earn kar sake or loss se bach sake.
        • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
        • #19 Collapse

          Re: Trade lagatay waqt hi loss ko mind men rakhen tu bahd men tension nhi hoti?

          ye hum sab jante hain k froex trading asa work hain k is main log jitni b trading kare loss kuch time hota hain loss or profit sath sath hota hain bas achi tara anaysis karna hota hain forex trading main jitni achi tara analysis kiya jyga itna he loss k chances kam hote jygy loss unko milta hain jo bina learn kiye and bina Experience Or Knowledge k sath trading start kar dete hain trading k liye hamre pas chahiye hota hain Experience Or Knowledge jis k pas ziyda Experience Or Knowledge hain wahi forex trading main kaaam kar skta hain forex trading main kaam karne k liye risk lazmi lena hota hain loss ko mind main rakh k he trading ki jati hain bina loss k forex trading nhe kar skte hain hum

          اب آن لائن

          Working...
          X