Risk reward ratio
No announcement yet.
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Risk reward ratio
    Forex trading business me risk aur reward esy elements hey jes ko traders bahot importance dety hey, traders risk ko reduce karny key ley hi market ko apni mehnat se analysis be karty hey aur news update be hasil karty hey, profit earn karny key ley hi market ki analyzing nahi ki jati aur na hi news update hasil ki jati hey, risk ko control karny key ley be ye sab zarori hey.
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Risk reward ratio

    Forex trading mein risk reward ki boht importance hai aisy traders pehly market ko analyze kr k risk ko kam krny ki koshish krty hein aisy traders kam risk ly k big profit earn krty hein risk to reward pe sirf kuch traders hi amal krty hein.
    • #3 Collapse

      Re: Risk reward ratio

      Risk jitna ham kam lain tou hamain faida hota hai agar ham risk to reward ratio ko achi terha manage ker ky trade open kerty hain tou hamain profit zarur hota hai ky beshak thora profit sehi lekin bary loss ya account wash sy behter hota hai isliay koshish kerain ky kam sy kam risk lain small lot size use kerty huey
      • #4 Collapse

        Re: Risk reward ratio

        agar ham risk to reward ratio ko achi terha manage ker ky trade open kerty hain tou hamain profit zarur hota hai ky beshak thora profit sehi lekin bary loss ya account wash sy behter hota hai isliay koshish kerain ky kam sy kam risk lain small hai aisy traders pehly market ko analyze kr k risk ko kam krny ki koshish krty hein aisy traders kam risk ly k big profit earn krty hein risk to reward pe
        Click On Name And Visit My Journal
        Naseer953 Trading Journal
        • #5 Collapse

          Re: Risk reward ratio

          Dear risk to reward ratio ka Matlab hai ky jab bhi trade open kren to koshish kren ky kisi aise point par open kren ky jahan stop loss kam aur take profit zayada ho Matlab Agar loss ho to Thora ho itna jy jis ko hum easily recover kr saken aur Agar humen profit ho to acha ho is liye Agar safe trading krni Hai to risk to reward ratio ko Lazmi follow kren is se ap ko ache kamyabi hasil ho sakti hai.
          • #6 Collapse

            Re: Risk reward ratio

            business to business hai isme aap ko profit bhi ho sakta hai aap ko nuksan bhi ho sakta hai yeh Baat Main Jahan Mein rakhni chahiye Aisa Nahin ke Hamen Har Waqt profit hi hoti Rahe Amay nuksan bhi ho sakta hai aur jab nuksan ho jaaye to Hamein Dil Bardaasht Nahin Hona chahi bas ke bal ke Hosh Le aur Himmat Ke Saath Mein Kaam Lena chahiye ISI Mein Hamara fayda Hai
            • #7 Collapse

              Re: Risk reward ratio

              Business business Hota Hai Business mein Hamein profit bhi ho sakti hai aur nuksan bhi ho sakta hai ya job to nahi hai ki aap ko ek fix amount monthly mil Jayegi Aisa bilkul Bhi Nahin Hai Ya Ek job hai aur job ka Jaise ke aapko pata hai ki job Mein Kabhi profit ho jati hai aur Kabhi nuksan Ho Jata Hai is wajah se kaha jata hai ki is business ko karne ke sath sath aap apni Koi jawab bhi Karen
              • #8 Collapse

                Re: Risk reward ratio

                bhai jan forex ek esa business hai jis me ap ko risk and reword k sath hi kam karna parta hai so agar ap bi forex me kam karte hain to ap ko bi chahiye k ap forex me mehnat k sath kam kare or agar ap ko forex m loss ho jay to ap ko sabar se kam lena chahiye or apna kam continue rakhna chahiye ku k forex me jaha par loss hota hai waha par profit bi bohat zayada hota hai so ap ko chahiye k ap zayada profit earn kar k apne losses ko recover kare.
                • #9 Collapse

                  Re: Risk reward ratio

                  foex aik online or world wode business hain yai aik risky business hain agr ham is main new hain to hamy bager experience ky is main kam karny ka risk nahi lena chahey warn hamy loss ho sakta hain or is main market ka yai hamary brokers ka koi be qasoor nahi hota yai aik job sy zada achi job hain
                  • #10 Collapse

                    Re: Risk reward ratio

                    forex me loss or profit dono sath sath hi chalte hain so agar ap ko forex me kabi loss ho jay to ap ko tension nahi leni chahiye ku k forex me profit bi bohat acha hasil hota hai jis se ap apne loss ko recover kar sakte hain s ap ko chahiye k ap apne losses ko recover karen k liye soch samaj kar trading kare ta k ap mazeed loss se bach sake or apna sabika loss recover kar sake or mazeed earning kar sake.
                    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                    • #11 Collapse

                      Re: Risk reward ratio

                      forex trdaing main jitny bhi trdaor apni trdaing karty hain un ko apni trading main risk ko invove karty hain tu un ko apni trdaing baility k according risk ko mange krna chahye apki trdaing main jitni invets hoti hai otna h apki tdaing main risk hota hai es liye apko apny best orofot k liye risk ko kam se kam rakhen ta k hmain loss na ho or aghr ho bhi jay tu kam se kam ho

                      اب آن لائن

                      Working...
                      X