Kia forex ak risky business hy

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #16 Collapse

    Re: Kia forex ak risky business hy

    forex trading profitable business hony k sath ik risky business b hai kyu k loss b profit ki tara is k part hai aur yahn pay hume zara se mistake b loss ki tarf lay k chali jati hai aur humara account b wash karwa deti hai hume chahye k hum sabar se kam laain aur kbhi b jaldbazi na kaarain aur achi tara learning aur experience hasil kar k trade karain taa k hum apny account ko secure rakh skain.
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #17 Collapse

      Re: Kia forex ak risky business hy

      G Han bilkul aisa he Hai lekin Agar hum chahen to hum mehnat kr KY is risk ko kam kr sakty hain aur apni trading ko kamyab bna kr ache earning ko possible bna sakty hain aur forex trading se risk kam krny KY liye zaroori hai ky hum apni learning apni practice aur apny experience par zayada see zayada focus kren kyun KY forex men kamyabi ache learning par zayada depend krti Hai.
      • #18 Collapse

        Re: Kia forex ak risky business hy

        market mein jo candles Bani Hoti Hai vah indicators hote hain candles Ko Dekhkar hi Faisla karna chahi ke Hamen trade Lagani Chahiye ya nahi Lagana Chahiye ya Sab practice Samay demo account par Karni chahiye Hamesha hi ke demo account par Jyada Se Jyada practice Karke trading ko sekhein Forex aik risky business hai is ko achi Tarah Se Sikar he is made trailer Ghani chahi Taki Aap Ko fayda Ho
        • #19 Collapse

          Re: Kia forex ak risky business hy

          g han is me koi shaq nahi hai k forex ke risky business hai or koi bi business ho us me risk to hota hi hai so agar ap forex me mehnat karte hain or forex ko achi tarah se learn karte hain to phir ap k liye forex ka risky hona meter nahi karta ku k ek expert trader wohi hota hai jo mehnat kar k or dil laga kar kam karta hai or agar us ko koi loss ho jay to wo us ko recover kar leta hai so ap ko bi forex me mehnat karni chahiye ta k ap bi ek ache or expert trader ban sake.
          • #20 Collapse

            Re: Kia forex ak risky business hy

            Good Morning Friends
            Forex aik risky business hai friends kch logon ka khayl men trading aik intahai risky buisness hai aur ismen hamen totally hi loss hota hai to kia ham risk free trading kr sakte hain aisa possible ho sakta hai Mere khayl men to aisa mumkin nhi hai k ham bagair risk k hi trading kr paen ,ham ha trading k liye kch na kch to risk lena hi parta hai , ham agar proper tareqe se rules ko follow krte hiye trade lete hain tab ham apne risk ko kam se kam kr sakte hain
            • #21 Collapse

              Re: Kia forex ak risky business hy

              Assalamu Alaikum dear brother Alia Bhatt thik hai ke Forex 1 risky bonsai isme Hamari Chhoti Si Galti bhi Hamara account Bhaskar sakti hai isliye mai Koi Bhi Galti karna hai cigarettes karna chahi aur Itihas ke sath Ham post Karen aur account ko was hone Se Bachaye
              • #22 Collapse

                Re: Kia forex ak risky business hy

                Risk wese to hr business k st he attach hy lakin Forex Tradind mn Risk ziada samja jata hy.Lakin ye b to dekhna chaiey k risk k sat sat hmen return b to milta hy.Phr agr hmare pas acha sufficent knowlwdge hy iss field ka to hm achay se risk ko manage kr skte hyn.
                • #23 Collapse

                  Re: Kia forex ak risky business hy

                  Yes hr Kam mein risk hota he hai tqreeban but agr zyadah lalach na kren aur learn kren phir soch smjh KR dhyan se kaam kren to yeh risk km ho skta hai aur profit bhi ho skta hai try for best
                  • #24 Collapse

                    Re: Kia forex ak risky business hy

                    Yes dear friends forex aik risky business hai or ap ny belkul sahi baat ki hai or main aap say agree karta hon k hum ko learning zaror karna hota hai agar hum learning karty hain tu earning karna bhut he easy ho jata hai as lyi hum ko forex trading main agar learning karni hai to hum ko as trading forum main demo account use karna hota hai or hum ko as main acha practice karna hota hai or bad main hum as mien as qabil ho jaty hain k ham aik expert ban kar as main khud ko prove ker lain aor apny lyi aik acha future hasi kar lain as lye hamain as mien aa ker her bar dil say kam karna hota hai or analysis karna hot hai.
                    • #25 Collapse

                      Re: Kia forex ak risky business hy

                      Jee bilkul Forex 1 risky business hai Jaise ke sab hi Jaate Hain ke yaha Vakya Hi Ek risky business hai isme profit kaam aur nuksan Jyada hota hai par Agar Hum Apne kaam ko Soch Samajh Ke Karen strategy Apna kar Karen To Ham is business mein aasani se profit Hasil kar sakte hain hamein chahiye ke hum sabse pahle is business Mein trading ko sekhein aur Trading demo account se Sikh sakte hain
                      • #26 Collapse

                        Re: Kia forex ak risky business hy

                        Forex trading aik aisa business Hy Jo k Bina kisi ustad k nhi seekha ja sakta or kisi b kaam main nuksan usi sorat hota Hy jb AP US kaam ko experience k Bina krty Hain is lay kisi achy trainer say kaam seek k start kro gay to apko kabi nuksan nhi ho ga
                         
                        • #27 Collapse

                          Re: Kia forex ak risky business hy

                          G bhai jan forex aik ricki kam ha ku ka jb ap as kam ma both sari mehnat krty hn mtlb ka por month posty krty hn aur thred krty rethy hn to ap ka agr choti se galti py acount wash ho jata ha to ap ko both sara nuqsan ho ga ku ka ap na pora month apni qemti time nikal kr apna etna sara waqt forx ma deta ha agr wo waqt us k fazool ma zhaya ho jay to phr kia fhaida bs forex ma chaia k soch smjh kr kam kry aur ya bilkal ricki kam ha
                          • #28 Collapse

                            Re: Kia forex ak risky business hy

                            pak forex trading mery khyal me risky business nhi ye to aik acha online successful business ha is jasa koi business nhi hapory world me is business ki boht sari khoobia ha is business ko hum kisi bhi waqat or kisi bhi jaga par kar sakty ha is business say hum eraning bhi karty ha or leraing bhi kary ha is business ko whi insan risky kehta ha jo is ki qadar nhi jatna or is ka knowledge nhi rakhta
                            • #29 Collapse

                              Re: Kia forex ak risky business hy

                              yes dear forex aik risky business hai mager risky hony k sath sath profitable business bhi hai iss lea risky ap isko khud bnaty hain jab bhi ap forex main bgair rules k kam karty han tu ap k leay yeh business riksy ho jata hai iss lea ager ap rules k sath kam karain gay tu ap ko profit tu kam mily ga mager ap ko regular earning ho gee iss lea rules k sath kam karain app ko koi bhi preshani nahi ho gee
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #30 Collapse

                                Re: Kia forex ak risky business hy

                                g han bilkul dear friend forex aik acha profitable business to hae he magar risky business bhe hae is business main totally risk hae or mere point of view se har business main risk lena bahut important hae or yeh bat hae bhe sach jo member is business main jitna risk leta hae wo kamyab bhe hota hae or as a risky business is main hamen acha profit bhe ho sakta hae or minute main hamara account bhe wash ho sakta hae

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X