mujhy forex ko kesy sikhna chahye?

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    mujhy forex ko kesy sikhna chahye?
    mera sinors trador se sawal hai k mujhy forex ko proper kesy sikhna chahye or main apni tdaing ability ko kesy strong kar skta hun plz mer i rahnumai karen main janna chahta hun k forex ko kesy step by step sikha ja skta hai
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: mujhy forex ko kesy sikhna chahye?

    Dear brother forex trading ko achay treekay se seekhna chahtay hen tu phir kisi bhi traders k group men rah kar trading karen kiun k aik tu achi learning aur knowledge hasil hota hey aur achi guidance bhi milti hey aur trading men seniors se acha mashwara bhi ley saktay hen aur jaldi trading seekh saktay hen
    • #3 Collapse

      Re: mujhy forex ko kesy sikhna chahye?

      Dear friends ap ki baaat bilkull theeek hai agar humain forex main kam karna hai to humain apny senior sy rabta karna chahai q kah senior k pass bohat zeada knowledge hote hai humain apny senior sy bohat kuch hasail hota hai thanks
      • #4 Collapse

        Re: mujhy forex ko kesy sikhna chahye?

        Forex ko learn kerna hai tou just apko pak forex forum sy aur demo trading account sy help leni chahiay ky pak forex forum sy hamain forex market main trading ka complete knowledge bhi hasil ho jata hai aur phir ham usi knowledge ko demo trading account sy apply ker ky trading experience bhi gain ker lety hain
        • #5 Collapse

          Re: mujhy forex ko kesy sikhna chahye?

          Assalm-o-Alaikum dear friend aap ko chahiye k ap apna zayada time forex ko dain Orr zayada sy zayada demo account ko use karain iss k ilawa seniors ko follow karain Orr knowledge gain karain Orr demo account mein practice sy hamain trading ka knowledge bhi gain hota hai lehaza hamain chahiye k hum demo account ko zayada sy zayada use karain issi trha forex ko seekha ja sakta hai Orr kaamyaabi haasil ki jaa sakti hai
          • #6 Collapse

            Re: mujhy forex ko kesy sikhna chahye?

            G dear friend ap ki baat bilkul theak hai agar ap Pak forex ko learn karna chahtay Han to us Kay liye zrori hai Kay ap Google per search krain or you tube per zyada say zyada videos daikhain is kay ilawa ap apnay senior members ki help b lay saktay Han or forex ko learn Kar saktay han
            • #7 Collapse

              Re: mujhy forex ko kesy sikhna chahye?

              Ge ap forex ko kisi senior members se be sekh sakty he ya ap YouTube ke zariye be sekh sakty he aur ham demo account ka zariye be sekh sakty he is ky zariye ham trading sekh sakty he is se ham apni trading Ko behter bna sakty he forex ko sekhna koi itna mushkal be nahi hai bs is Ko hamen zaida se zaida time dene ki zarorat hai
              • #8 Collapse

                Re: mujhy forex ko kesy sikhna chahye?

                G bhai ap theek kh rhy hain apko 1 acha sa senior talash karain jo pak forex ka bara main bhot khuch janta hon our earning kr rha hoo Q ka senior ka pass bhot knowledge hota hy jis ke waja sa ham es forex sa bhot ache earning kr sgty hain our apni life enjoy kr sgty hain
                • #9 Collapse

                  Re: mujhy forex ko kesy sikhna chahye?

                  asalamu alaikum dear brother ap ny bht acha sawal kiya hy forex mn haumy kamyab hony ky liye phly demo account se seekhna chahiye or practice krni chahiye or humy forex mn kam krny waly senior se bht advises lani chahiye or zyada se zyada posting kr ky hum is mn exprriance or knowledge hasil kr sakty hain is mn kamyabi k liye m,ehnat krna bhi bht zaruri hy
                  • #10 Collapse

                    Re: mujhy forex ko kesy sikhna chahye?

                    firex ko sikhna bohat asaan ha iss ko hmm youtub sa be acha sikh saktya hn or forex ko forex form sa sikha jaa sakta ha hmmya zada sazad acha tarika sa forex ko sikhn chahay takya hmm ik acha treder ban jaya or boht he achi treading kr sakya tab he hmm forex m kmayaba ho sakya ga or acha perofit bna sakya ga
                    • #11 Collapse

                      Re: mujhy forex ko kesy sikhna chahye?

                      dear forex ko seekhna pehlay pehlay bahut he mushkil kaam tha laikin ab aisa kuch bhi nai raha hay ham har jagha say isay seekh saktay hain agar haamray pass achay resources hain to ham ko koi bhi aur kaam krnay ki zarurat nai hay forex seekhnay k liye ham kisi achay teacher ka intekhaab kaaraingay jo hamko forex related acha knowledge provide karaiga aur us kay baad baki ka kaam hamara apna hay wo sab phir ham pay aur hamray mined pay depend krta hay k ham uska matlab kaisay aur kis hissaab say nikaltay hain agar ham us knowledge ko time pass ki tarha say experence main use krtay hain to hamko forex say kuch bhi faida nai mil sakay ga aur agar ham usay time ki pabandi say kraingay to hamari har ik mushkil apnay aap solve hoty jayege.
                      • #12 Collapse

                        Re: mujhy forex ko kesy sikhna chahye?

                        Forex ko hum is ko account bna ker demo ke zariye bhi seekh sakte han demo per practice ker ke is ke elaway net ke zariye YouTube se bhi seekh sakte han is ke elawa kisi senior member kevgroup ko join ker ke us ke sath kam ker bhe us seekh sakte ho forex mushkil aurvadan dino han agr him effert nai karain ge to ye muskil ha agr effort karain to isvkovseekhna nehayit hi asan ha
                        • #13 Collapse

                          Re: mujhy forex ko kesy sikhna chahye?

                          ap logon ne bilkul theek kah hai k hume seekhny k liye demo ka istamaal karna chaiye ,is ka faida yeh hai k hum jo invest karein gein us k badle me hume na nuksan hota hai or na profit ,q k demo practice ka naam hai ,ya phr hum apne senior se advise leeni chaoye k uno nee kaise learn kia hai ya phr kaise ziada profit hasil kia jah skta hai,,, thank u all .
                          • #14 Collapse

                            Re: mujhy forex ko kesy sikhna chahye?

                            forex ko hum bhot he easy learn kar skte hain forex ko learn karne k liye humhai demo account ki zarorat hoti hain or ek forex teacher ki b zarorat hoti hain forex trading main sab say khas learning hoti hain support and restainces or trendline ki and price action ki in chezo ko agar hum achi tara learn kar le tu humhain bhot he acha and bhot he best profit le kste hain
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #15 Collapse

                              Re: mujhy forex ko kesy sikhna chahye?

                              G han sir forex sekna k liya humain iss main mehnaat karni parti hain humain iss main forex k rules ko acha sy follow kar k chalna ho ga tabhi hum iss main acha decision laa kar iss main achi trading kar sagta hain or humain forex main expert bana hain toh market kah idea humera pass hona bhot he zaroori hain jis k waja sy hum iss main success hasil kar sagta hain

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X