achay pairs ka choose hamari kamyabi ka 1st step hay.

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    achay pairs ka choose hamari kamyabi ka 1st step hay.
    dear yoon to ham sab daikhtay hain k forex markeet main hamko har ik entery k baad lose aur profit say kuch na kuch lessons miltay hain aur agar ham is baat pay nazar lagain k hamara bunyadi kaam yai hay k hamaray aisay konsay pairs hain jo hamko trading main hamaray liye asani bana saktay hain to hamko is baatko kabhi bhi nazar andaaz nai krna chaye.
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: achay pairs ka choose hamari kamyabi ka 1st step hay.

    Pairs ki selection mein apko chahiye kam spread waly pairs choose krein kionkeh un mein trade spread ko cover kr k jaldi profit mein aa jati hai lekin pairs ki selection se pehly experience ziada krny pe focus krein phr jo bhi pair select krengy tu acha profit hoga.
    • #3 Collapse

      Re: achay pairs ka choose hamari kamyabi ka 1st step hay.

      Dear jab hum koi bhi pair select kar lety hai to hum ko aus k bary mai pata hona chyae k ye pair aik din mai normal kitni moment karta hai aor ais k kon kon se event hoty hai jin par ye zayda move karta hai agar hum ne ais market mai aik pair par trade karni hai to hum ko aus k levels ka pata hona chaye k ais mai kon se achy level hai jaha se hum risk le sakty hai.
      • #4 Collapse

        Re: achay pairs ka choose hamari kamyabi ka 1st step hay.

        G bhai m apki baat sy agree hon apki baat belkol theeek hy hamin aik achi post k leye sahe pair ka intakhaaab krna cheye takeh hamin jo faidah hasel ho os sy dosroon ko b faidah hasel ho is leye dosron ko b faidah dein khod b forex par kam kr k acha bonuce hasel krin
        • #5 Collapse

          Re: achay pairs ka choose hamari kamyabi ka 1st step hay.

          entry k bad hum kuch na kuch apni trade say earn karte hain loss k bad he humhain apni trading main merket ko analysis karna chahiye merket koa chi tara analysis kar he he kaamyab hain bhot sary pair hain jaab b kisi b pair main humhain aagar achi entry milti hain tu humhain enter ho janna chahiye kuch trader kehte hain k bas sirf gold main he trade karni hain tu asa bilkul b nhe hain merket main sab pair mai analysis kare jaaab tak aapko kisis b pair main achi tara entry neh milti hain uska wait kare jaab entry mil jy pher humhanin merket main entry karna chahiye
          • #6 Collapse

            Re: achay pairs ka choose hamari kamyabi ka 1st step hay.

            اصل پيغام ارسال کردہ از: pervez پيغام ديکھيے
            dear yoon to ham sab daikhtay hain k forex markeet main hamko har ik entery k baad lose aur profit say kuch na kuch lessons miltay hain aur agar ham is baat pay nazar lagain k hamara bunyadi kaam yai hay k hamaray aisay konsay pairs hain jo hamko trading main hamaray liye asani bana saktay hain to hamko is baatko kabhi bhi nazar andaaz nai krna chaye.
            Assalamu Alaikum Ji Bhai Jaan Hamare liye wahi pe achha hota hai Jiska Hum acche tarike se analyse kar lete hain aur jisse ki movement ko Ham understand kar lete hain Wohi Hamare liye accha pair hota hai hamein chahiye ke hamm use par hi trade Lagaye
            • #7 Collapse

              Re: achay pairs ka choose hamari kamyabi ka 1st step hay.

              Dear friend jab app karta hn too app ko expirnce ho jata ha kaa kon sa pairs mn app ka kam sakam nuksan hota ha app ka trading karna maqsed earning ha too app ko chia Ak Acha pairs par teared karin
              • #8 Collapse

                Re: achay pairs ka choose hamari kamyabi ka 1st step hay.

                G belkul Bhai app sahe keh rahai Hain hamesha ussay pair ko trading kelye select karai jiska spread Kam ho movement zyada ho aur jiska teachnical asani say samaj aye confuse karnai walai pair pe kabi be trade na karay.
                • #9 Collapse

                  Re: achay pairs ka choose hamari kamyabi ka 1st step hay.

                  g han ap ny shai bat ki hai or main apki bat se sehamt krta hun forex trdaing main jub hum trading kos atrt karty hain tu hmain kisi aik pair main apni grip ko starong krna chahye q k jub hum satrt main risk ko kam rakhty hain apni trading main tab he hum acha kam karty hain warna starng main hmain loss zyda hota hai jis se boht se new tradors mayoos ho jaty hain
                  • #10 Collapse

                    Re: achay pairs ka choose hamari kamyabi ka 1st step hay.

                    Ge ap ne thek kha achy pairs ka choose Hamari kamyabi ka first step hai new members ko chahi ki vah gold per trading karne se bache une chaye ky phly wo Forex mein experience aur knowledge ko increase Karen FIR Hua gold pe trading kar sakte hain Forex 1 risky business hai is Mein Hamein bahut Soch Samajh Kar kaam karna chahiye
                    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                    • #11 Collapse

                      Re: achay pairs ka choose hamari kamyabi ka 1st step hay.

                      G Han bilkul dear friend ap ki baat bilkul theak hai Pak forex main trading kartay waqat ap jitna acha pair choose krain gay ap utnay he kamyaab rahain gay or acha profit hasill krain gay q Kay Pak forex aik risky business hai is main zyada risk nai laina chahiye q Kay is say ap ko zyada loss b ho sakta hai is liye hmaisha soch samaj Kar achay pair per trading krain ta Kay acha profit gain Kar sakain

                      اب آن لائن

                      Working...
                      X