Forex main mehnaat kerty rahain kamyabi zaroor hasail ho gi.
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Forex main mehnaat kerty rahain kamyabi zaroor hasail ho gi.
    Dear fellows forex main mehnaat kerty rahain kamyabi zaroor hasail ho gi ager aap hardworking hain oor acha knowledge oor experience rakhty hain too aap mehnaat kerty hain too aap zaroor kamyab hoty hain jiss say aap ko achi earning bhi ho sakhti hay.
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Forex main mehnaat kerty rahain kamyabi zaroor hasail ho gi.

    Je apki bat bilkul thek hai forex ma mehnat kabo zaya ni hoti agr ham lalach ma na parhyn or lagan sy apna kam jari rakhyn ik time table k sath chalyn or apny knowledge barhaty jae or planning k bena kbi trading ma na jayn to hamesa faida ho ga inshallah
    • #3 Collapse

      Re: Forex main mehnaat kerty rahain kamyabi zaroor hasail ho gi.

      Hum to jab sy forex join hi ha mehnat ker rehy hein lekin her dafa account wash hi hota ha daemian mein kuch time ky liey forex trading chor di thi is month sy phir posts start ker li hein to next month sy phir trading continue ker lein gy is month forum mein kafi mehnat kerni pery gi
      • #4 Collapse

        Re: Forex main mehnaat kerty rahain kamyabi zaroor hasail ho gi.

        mehnat ko english main hard work ka name deya jata hai matlab k jo hard worker hai wo he forex trading main success ka haqdar hai as lyi hum ko as main aik hard worker ban kar kaam karna hota or hum ko as mien hard work kerny main her cheez ko dakhna hota h q k jo new hota hai us ko trading ka kuch bi pata nahin hota hai to w trading main hard work kar k success hasil ker sakta hai or aik achi amount ka profit hasil kar sakta hai.
        • #5 Collapse

          Re: Forex main mehnaat kerty rahain kamyabi zaroor hasail ho gi.

          Traders key success me us ki hardworking ka hath to hota hi hay es se inkar nahi kia ja sakta hay, successful traders ko agar es business me kamyabi mili hay to 100% us ki mehnat karny ki waja se hi mil saky hay, hardworking na karny ki waja se zeyda chances fail hony key hoty hey es ley mara mashwara sab key ley yahi hay key agar loss be hota hay to mehnat karty rehna chaye.
          • #6 Collapse

            Re: Forex main mehnaat kerty rahain kamyabi zaroor hasail ho gi.

            G bhai jan ap ki bat bilkal thk ha k jb tk ap menhat krty rhy gy k aur ap ko kamyabi melti rhy ghe ku ka jb ap menhat krna chor dy ghe to ap ko kamyabi fr kesy mily ghe ap apny choty sy kam ma b thori se menhat kry to yaqeen kry ap ko us ki kamyabi mily ghe aur ap ko apna kam suchi lugan sy kry gy aur jb tk ap jo b kam ha na ap apni suchi lagan sy kry gy to ap ko kamyabi us ma zrore mily ghe ka menhat ka sihla insan ko zrore milta ha
            • #7 Collapse

              Re: Forex main mehnaat kerty rahain kamyabi zaroor hasail ho gi.

              G han hamain agar forex market main trade ker ky kamyabi hasil kerni hai tou hamain mehnat kerni hogi ky jitni ham mehnat zyada kerain gy hamain profit ya kamyabi bhi unhi hi jaldi hasil hogi agar mehnat ky baghair ham forex market main kamyabi hasil kerna chahain tou aesa forex market main mumkin hai
              • #8 Collapse

                Re: Forex main mehnaat kerty rahain kamyabi zaroor hasail ho gi.

                Jihad dear aapne bilkul theek kaha hai forex market Mein Kamyab Har Koi ho jata hai kuch let hote hain aur kuch jaldi Agar Faruk ke sath attach Raha Jaaye aur apni mehnat ko continue Rakha Jaye to kamyabi Jarur milti hai bes apni manate Ho continue Rakhna chahiye...
                • #9 Collapse

                  Re: Forex main mehnaat kerty rahain kamyabi zaroor hasail ho gi.

                  G han hamain agar forex market main trade ker ky kamyabi hasil kerni hai tou hamain mehnat kerni hogi ky jitni ham mehnat zyada kerain gy hamain profit ya kamyabi bhi unhi hi jaldi hasil hogi agar mehnat ky baghair ham forex market main kamyabi hasil kerna chahain tou aesa forex market main mumkin hai
                  • #10 Collapse

                    Re: Forex main mehnaat kerty rahain kamyabi zaroor hasail ho gi.

                    Such main kisi bhi kaam main kamyabi k liay mehnat shart hai jab hum mehnat krain gain to mehnat ka phal zaroor milay ga hum us kaam ki samajh ajaye gi aur hum usay achay tariqay se karnay k qabil ho jayen gain lihaza forex main ziada ze ziada mehnat kro aur aonay aap ko kanyaab banai.
                    • #11 Collapse

                      Re: Forex main mehnaat kerty rahain kamyabi zaroor hasail ho gi.

                      Meera Bai ji haan bilkul Forex me Hamein mehnat karte rehna chahiye mehnat Hum Karenge to tabhi Kamyab Ho Sakenge hamein chahiye ki hum Jyada Se Jyada minute Karen mehnat Mein hi azmath hai agar mein Naat Karenge To Ham Kamyab Hona Sakenge Nahin Tu Ham Forex Mein Kamyab Nahin Ho Payenge
                      • #12 Collapse

                        Re: Forex main mehnaat kerty rahain kamyabi zaroor hasail ho gi.

                        Gee haan bhai aap ki baat theek hai forex mein mehnat kertay rahain gay tou humain forex mein kamyabi zaroor milay gi kuun kay humain yaqeen hona chahyea kay mehnat ka phal zaroor milta hai aur forex mein bhi humain zaroor milay ga
                        • #13 Collapse

                          Re: Forex main mehnaat kerty rahain kamyabi zaroor hasail ho gi.

                          g ham logo ko chahye ka ham log is ma mehnaat kara ta ka ham logo ko is ma kamayabi hasil ho ham logo ko is ma zayda sa zayda mehnaat karni chahye ta ka ham logo ko acha experience ho aur ham logo ko is ma achi knowledge ho aur ham log is ma tab hi kamayab ho sakhta han aur is ma ham log mehnaat nahi kara gay to ham logo ko is ma loss hi ho ga aur ham logo ko kam bonus mila ga
                          • #14 Collapse

                            Re: Forex main mehnaat kerty rahain kamyabi zaroor hasail ho gi.

                            Forex mein mehnat hi sae tou kamyabi milti hai lakin kuch kaam chor forex mein kaam kernay lag jatay hain jin ki wajah sae doosroun ko bhi loss hota hai woh khud tou forex kuch arsay mein chor detay hain lakin meh at na kernay ki wajah sae aur kae logoun ka nuqsaan ker detay hain
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #15 Collapse

                              Re: Forex main mehnaat kerty rahain kamyabi zaroor hasail ho gi.

                              G han forex trading business main kamyabi un traders ko hasil hoti hai jo bohat zyada mehnat kerte hain kyun ke is main mehnat ke bager kamyabi hasil kerna impossible hai koi bhi trader jo is main susti kare ga use loss ka samna kerna pare ga mehnat kerne main hamara apna hi benefit hai kyun ke mehnat se hi hum is se achi earning hasil ker sakte hain

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X