Trading mai loss ki waja se apna dil chota na karain??!

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Trading mai loss ki waja se apna dil chota na karain??!
    G dear freinds mai ye khaina chata hun kay insta aik aisa business hai jis mai loss aur profit dono hotye hain per jub humain loss hota hai tu hum kafi parshab ho jatye hain yani kay bhut zayda pher hum se loss he hota rhata hai aur proft mai return karna bhut zayda mushkil ho jata hai tu hamesha kosesh karain kay trading dil laga kay karain chaye loss ho ya profit ho
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Trading mai loss ki waja se apna dil chota na karain??!

    Je u r right trading ma loss k bad dil chota ni karna chahe bilky apni effort k uper re think karna chahe k kaha galti hoe or usko zehan nasheen kar lyn or next time pora observe karny k bad trading karni chahe jetna acha observe karyn gy etna he chance profit ka zayada ho ga
    • #3 Collapse

      Re: Trading mai loss ki waja se apna dil chota na karain??!

      Assalm-o-Alaikum gee haan dear friend ap nay bilkul theek kaha hai hamain loss honay Parr Dill chotaa nahi karna chahiye balkay hamain hamaisha sabar sy kaam laina chahiye Orr zayada sy zayada mehnat karni chahiye Orr apni mistakes ko theek karna chahiye taa k next time trade mein unn sy guraiz Kiya Jaye Orr hamaisha sabar sy kaam laina chahiye kiun k sabar ka phul zaroor milta hai lehaza hamain preshaan nahi hona chahiye
      • #4 Collapse

        Re: Trading mai loss ki waja se apna dil chota na karain??!

        Loss business ka hissa hota hey iss liay loss ki waja se dil chota nhi karna chahiay kiun k forex trading aik business hey iss men agar aj loss huwa hey tu kal profit bhi ho sakta hey iss liay loss se sabak seekh kar trading karen aur ta k loss ko profit men badla ja sakay
        • #5 Collapse

          Re: Trading mai loss ki waja se apna dil chota na karain??!

          dear friend loss aur profit business ka hissa hota ha aur loss ki waja sa preshan naen hona chayay balkay jis ghalti ki waja sa loss howa ho woh dobara naen krni chayay ta k profit hasil kia ja skay
          • #6 Collapse

            Re: Trading mai loss ki waja se apna dil chota na karain??!

            g han thk kaha ap ny har bussiness mi loss r profit hota ha isi tarah forex mi b looss r profit hota ha forex mi trading krty howy agr ap ko loss ho b jye to preshan na hn r na hi apna dil chota kry q k jb preshani mi a kr kam krty han to ap ko phr loss ho jata ha is lya jb loss ho jye to preshan na hn balkay dehan sy fresh mind ho kr mehnat sy kam kry to ap zror kamyab hn gy.
            • #7 Collapse

              Re: Trading mai loss ki waja se apna dil chota na karain??!

              Trading mein loss to hota ha jab hum baghaer sochy samjhy trade laga dety hein to aesi surat mein profit kesy ho per jab loss ho jaey to hamein active ho ker loss recover kerny ky liey sochna chahiey ky jab tak hamara loss recover na ho jaey bari lot nehi lagani chahiey
              • #8 Collapse

                Re: Trading mai loss ki waja se apna dil chota na karain??!

                Good evening friends...
                yes agar hum ko loss hota hai tu dil chota nahi karna hota hai or jetni power learning main hai utni kesi or kaam main nahin hai q k jab hum as mien theek say learning karty hain to hum as mien as qabil ho jaty hian k as mien hum achi earning kar sakty hain q k hamari earning ka direct to direct relation hamari learning sy hai as lyi hum ko as main her mumin try kar k as ko learn karna hota hai or hum ko apna as mien fully interst show kerna hota hai.
                • #9 Collapse

                  Re: Trading mai loss ki waja se apna dil chota na karain??!

                  Loss ki waja sy agar hamara dil chota hota hai tou phir hamain forex market main trade kerni hi nehi chahiay ky yahan per tou loss bar bar hota hai tou kehein hamain sehat ka masla hi na shoru ho jaey lekin jab hamain profit hasil hota hai tou hamain khushi bhi bahot hoti hai
                  • #10 Collapse

                    Re: Trading mai loss ki waja se apna dil chota na karain??!

                    ji han ji trading k time hmay active ho kr trading krni chia or agar loss b ho jata ha to chia k humay k dil chota na kara next trade pr achay say trading kara agar dil chota kara gay to humary lia bhot zida mushkil ho skta ha shyad hum is ki waja say dil chore jay or next trade na kr sky
                    • #11 Collapse

                      Re: Trading mai loss ki waja se apna dil chota na karain??!

                      Dear friend gab ap ko loss aa gay to qp pareshan na ho forex main loss bhi zindgi ka ak hesa hy ap ko loss hoga to ap forex k bary main kuch sekhen gay aur asi galty say ap ak achay trader ban sakty hain
                      • #12 Collapse

                        Re: Trading mai loss ki waja se apna dil chota na karain??!

                        G bhai jab bhi trading main anay ka dil kray to pehlay he aonay dil ko smjha lo k is field main loss bhi hai aur profit bhi aur aik new banday k liay to loss he loss hai lihaza ager trading main loss ho to usay dil main mat rakho aaj loss huwa to kal profit bhi ho sakta hai apni learning aur koshish ko jari rakho.
                        • #13 Collapse

                          Re: Trading mai loss ki waja se apna dil chota na karain??!

                          very true dear, profit loss to har business ka part hain , es say dil chota nai karna chahiye, achy traders wohi hotay hain jo apni ki hue galtiyon say acha sabaq seekhty hain ar hir wo galti repaet nahi karty hain, agar loss hota b hay to sochen k ham ny kahan galti ki hay next time phir careful rahen .
                          • #14 Collapse

                            Re: Trading mai loss ki waja se apna dil chota na karain??!

                            Jihad year aapne bilkul theek kaha hai forex market Mein loss Sabko hota hai loss Se Koi Nahi Ban sakta Apne dost se mayoos nahi hona chahiye Bhar Ke Ja dekh na chahi ke loss kis mistake se hua hai apni mistake par learning Karen aur FIR planning Bana kar Apne loss ko recover karne ki koshish Karon...
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #15 Collapse

                              Re: Trading mai loss ki waja se apna dil chota na karain??!

                              Assalamualaikum dear friend aapke paas bilkul theek hai Forex trading ke Business mein triding karte waqt Agar loss ho Jaaye Hamein Dil Chota nahi karna chahi Pareshan Nahi Hona chahi Kyunki Business mein loss of profit Hota rehta hai isliye Dil Chota nahi karna chahi balke Himmat se kam karna chahi aur zyada Se zyada mehnat Karni chahi apni learning ko better Karenge aap ko bahut zyada fayda hoga information milegi aur aapko loss ke chances kam ho jayenge aur aap achha profit Hasil karne gay

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X