Forex K Liye Apna Job Na Chory

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Forex K Liye Apna Job Na Chory
    Is main confirm nahi hota k ap earn karo gy apko support k liye aik aur job lazmi sy karna hoga phir hi ap yaha par long time tak trade kar sakty hain
    Click On Name And Visit My Journal
    Naseer953 Trading Journal
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Forex K Liye Apna Job Na Chory

    Ye bat teek hay key Forex business bahot profitable hay magar es key ley other koi job ya business se khud ko alag nahi karna chaye, Forex business me ye opportunity majood hay key other work key sath part time me Forex business me kesi be time trading ki ja sakti hay es ley koi be investor ya bonus trader ko Forex business key sath job be karni chaye.
    • #3 Collapse

      Re: Forex K Liye Apna Job Na Chory

      dear friend forex trading aik risky business ha is mn kamyabi k liay nahot mehnat krni prhti ha agr ap koe aur job krtay hn to usay mut chhoren aur job k sath apnay faigh time mn forex ko join kr k kam kren to job k sath forex sa achhi earning kr sktay hn
      • #4 Collapse

        Re: Forex K Liye Apna Job Na Chory

        Dear Yeh baat ap ne theek kahe hai humen kisi bhi business ky peeche apni job nahi chor I chaheye chahe hum kitny bhi expert kyun na bn jaen us ki reason Yeh hai ky aksar aisa ho jata hai ky hum bemar hone ki wajah se business ki traf focus nahi kr sakty aur hum kuch earn bhi nahi kr sakty Agar hmare pas job ho ge to humen earning haisl ho Jae ge aur Agar nahi ho ge to humen bohat sari problems ko face krna par sakta hai.
        • #5 Collapse

          Re: Forex K Liye Apna Job Na Chory

          Dear freindd behtrr yaa kyy ap jobb ko strt rahkyy part timee forexx ko join kar lenn sirf forex main apni practicee learningg ko strongg krenn practicee kar kar kyy apnaa tradingg skill strongg krenn jb axhaa experincee bann jaiyyy phr beshkk job ko choarr karr markeet main full timee denn experincee bananyy tkk jobb kartyy rhyyy..
          • #6 Collapse

            Re: Forex K Liye Apna Job Na Chory

            G bhai jan pak forex ka leyi koi bhnda apni lge hui jop kbi na chory ku k pak forex aik esa plait form ha ka ya ap ko apny budnas ma majboor ni krta aur ya busnas esa ha k ap jop ka doran b dtart kr skty hn ku k es ki daily ki 50 posty hn aur 4 thread complet krni hoti hn aur mery keyhal sy jop ka forex compni sy koi khas lena dena ni ha ku ka forex ap ko jop ki vja sy to koi ni roktha na forex ap ko ketha ha k bs ap apna kemti time sy kuch waqt firex ko dy aur apny ap ko zhaida sy zhaida kamyab krway aut jop ko bhnda kbi b na chory forex ki vja sy
            • #7 Collapse

              Re: Forex K Liye Apna Job Na Chory

              hamy job be karne chahey or hamy forex mai be part time kam karna chhaey pher he hum kam kar ky paisa kama saky gy forex aik unique business hain hum gar mai bath kar is mai kam kar sakty hain is mai kam karny ky liye hamy kise be office mai jany ke zarorat nahi hite forex aik legal busienss hain hum is mai apny boss kud ap he hain
              • #8 Collapse

                Re: Forex K Liye Apna Job Na Chory

                Ji haan bhai jaan aap ne bilkul theek Kaha Hamein Forex trading ke liye Apna job nahi chhodna chahi Agar Hum Apna job Chod Denge Tu Ham sara sar Galti Karenge isliye Hamein chahi ke kabhi bhi Forex trading ke liye Apna job na chhode
                • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                • #9 Collapse

                  Re: Forex K Liye Apna Job Na Chory

                  job corne hain to hamy forex ko full time join karna chahey pher he hum kam kar ky paisa kaam saky gy forex aik bohat bara business hain hum gar mai bath kar is mai kam kar sakty hain is mai kam karny ky liye hamy kise be office mai jany ke zarorat nahi hot forex aik real business hain is mai hum apny boss kud ap he hoty hain

                  اب آن لائن

                  Working...
                  X