Indicater base trading
No announcement yet.
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Indicater base trading
    Dear friends assalamualaikum forex market Mai mukhtalif qisam ke traders hotay Hain kuch log Indicater base trading kartay Hain kuch pure price action trading kartay Hain indicater base trading be sahe hai agar koye Banda indicaters ko sahe tariqay say seek Lai .lekin Mai samajta hon ke price action trading best aur asan hai ham sab ko chaye ke iss mathod ko seekay aur trade karai.
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Indicater base trading

    G han brother ap thek kah rahay hain, indicators base trading thek hay aur es main loss say bach kar asani say profit earn keya ja sakta hay q kah es main indicators market ko analyse karnay main hamari help kartay hain aur hamain direction bata detay hain hamain sirf woh direction confirm karni hoti hay.
    • #3 Collapse

      Re: Indicater base trading

      Dear humen indicators ka istemal zaroor krna chaheye lekin fully humen indicators par base nahi krna chaheye humen just us se knowledge lyna chaheye aur trading hmesha apny experience aur knowledge se he hail krny ki koshish krni chaheye kyun KY indicators siraf yeh signal dyty hain KY markeet is direction men ja sakti Hai us par hum fully base nahi kr sakty hain aur na he us ky according trading kr KY hum apna account khatre men dal sakty hain.
      • #4 Collapse

        Re: Indicater base trading

        G haan dost aap ne bilkul theek baat ki he agar hum indicators ko learn ker le to indicators per 70% trading kamyab rahti he me khud bhi ziada tar trading indicators ki base per karta ho kabhi kabhi indicators ko use nahi karta to phir wo trade bhi loss me chali jati he.
        • #5 Collapse

          Re: Indicater base trading

          forex mai hamy indicators py pure tarha itbar nahi karna chahey hamy in ko use kar ky kam karna chahey pher he hum kam kar ky paisa kama saky gy orex aik online or kabe be band na hony wala busines hain hum is mai agar gredy ban ky kam kary gy to hamy loss hio jy ga is mai market ka balm nahi hota forex aik international business hain
          • #6 Collapse

            Re: Indicater base trading

            forex ke karobar mein hum trade lagny ke ley patience ke sath kam kerna chahy forex mein best time of trading ko select ker ke human trading kerty hein forex mein trade lagaty hoy fresh mind ke sath trade ko open kerna hota he or or close be fresh mind ke sath kerna chahy forex aik online karobar he jis mein hum trading knowledge ko increas kerty hein or experience ko be increas kerty hein
            • #7 Collapse

              Re: Indicater base trading

              agar hum kamyabe ho ky paisa kamana chatey hain to hamy indicators ko use karna chahey pher he hum market mai run kar saky gy or hum profit gain kar saky gy forex aik asa business hain jo hamy learning be deta hain or hamy ache earning be deta hain hum is mai apne marze sy time table bana kar kam kar sakty hain forex aik bohat bara business hain
              • #8 Collapse

                Re: Indicater base trading

                اصل پيغام ارسال کردہ از: SRMJ1918 پيغام ديکھيے
                Dear friends assalamualaikum forex market Mai mukhtalif qisam ke traders hotay Hain kuch log Indicater base trading kartay Hain kuch pure price action trading kartay Hain indicater base trading be sahe hai agar koye Banda indicaters ko sahe tariqay say seek Lai .lekin Mai samajta hon ke price action trading best aur asan hai ham sab ko chaye ke iss mathod ko seekay aur trade karai.
                Assalamu Alaikum indicator se result Hasil karne ke bad Jo trade open Karte Hain usme in successful hone ke Jyada chances ho Jate Hain Kyunki abhi market mein bahut Sare indicators aap ko accha indication de rahe hain Jiske jariye se aapko market ki future moment ke bare mein understanding ho jati hai isliye sabse pahle Jis indicator ka use karna chahte hain uski achchi knowledge Hasil kar le
                • #9 Collapse

                  Re: Indicater base trading

                  dear price action trading me bhi kuch na kuch indicator ka istamal hota hai . jab ky dekha jae to aaj kal fundametal trading ki ehmiyat bhar rhi hai . price action trading basic trading me aati hai . jab ky fundamental trading advance me aati hai . indictor koi bhi ho us ko sekhna prta hai sekhny bgahir us ka koi faida nuksan smjh nhi ata. aur indicator ka istamal bhi zarori hai .lekin sekhny ky bad hi apko confrmation mily ge.
                  First LEARN Then You Can Remove The "L"
                  • #10 Collapse

                    Re: Indicater base trading

                    hamy acha knolwedge gain karna ho ga hamy indicators ko use karna ho ga pher he hum market mai run kar saky gy forex aik international business hain hum is mai out off cost account bana kar be kam kar sakty hain forex mai talib ialm be kam kar sakty hain forex jasa koi or business nahi hain hum is mai apny boss ap he hoty hain
                    "The mind is everything, What you think you become"
                    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                    • #11 Collapse

                      Re: Indicater base trading

                      hum jab indicators ko use kar ky kam kary gy to hamy kamyabe ml jy ge forex aik acha business hain hum is mai apne marzesy time table bana kar kam kar sakty hain forex aik acha business hain hum is mai agar lalachi ban ky kam kary gy to hamy loss ho jy ga is mai market ka balm nahi hota forex aik acha busienss hain is mai hamra koi be boss nahi hain

                      اب آن لائن

                      Working...
                      X