knowledge k baghair mehnat bhi kisi kaam ki nai hoty hay..
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #16 Collapse

    Re: knowledge k baghair mehnat bhi kisi kaam ki nai hoty hay..

    G dear ap ki baat sahi hai knowledge acha ho to mehnat ka bhi faida hota hai kyun KY asal kamyabi to knowledge se he mumkin hoti hai kyun KY forex men kamyabi KY liye acha knowledge zayada zaroori hota Hai agar acha knowledge na ho to ache kamyabi bhi nahi hasil ho sakti is liye pehle knowledge strong bnane us ky baad ache kamyabi hasil krny KY bare men sochen.
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #17 Collapse

      Re: knowledge k baghair mehnat bhi kisi kaam ki nai hoty hay..

      Assalamualaikum dear Forex number aapne bilkul theek kaha hai k knowledge Ke Bazaar Mein Naat Faizul Hai Ke Jis Kisi Ko knowledge hoga to hui uska mehnat Kamyab hai aur woh sorry kis Mein Kamyab ho sakta hai
      Visit My Profile
      • #18 Collapse

        Re: knowledge k baghair mehnat bhi kisi kaam ki nai hoty hay..

        ji haan bilkul knowledge Ke bagair mehnat Bhi Kisi Kaam Ki Nahi Hoti Hai Jab Hamare Paas Forex kanalichhina hi hoga to Hamein Pata Kaise chalega kya Humne kaha par kya kaam karna hai aur kahan par Jyada mehnat Kahaniya kahan par kaam mehnat karni hai isliye Hamari mehnat Chaya Chali Jayegi
         
        • #19 Collapse

          Re: knowledge k baghair mehnat bhi kisi kaam ki nai hoty hay..

          my dear member aap ki baat bilkul thk hai knowlage k bageer hamare mahnat kise kam ki nahi hai ager ham mahnat karen aur hamare passs knowlage nahi ho ga to ham ko loss hoga mahnatr to karen ge mager knowlage bhee hasil karen sirf mahnat se kamyabi nahi milte hai es k liye knowlage ka hona bhee zaroori hai.
          • #20 Collapse

            Re: knowledge k baghair mehnat bhi kisi kaam ki nai hoty hay..

            Dear member aapki baat bilkul sahi hai agar Hame Bada knowledge or experience ki mehnat karte rahenge Toh aise mehnat ka hame koi bhi fayda nahi hoga aur Hamara Har trade laws Mein Jayega isliye hamein chahiye kya Hum pahle Apna knowledge or experience Se Jyada Se Jyada mehnat Karen tabhi Hum market ko bhi acchi Tarah Se analyses kar sakte hain aur Hamara trade profit Main Bhi Ja sakta hai
            • #21 Collapse

              Re: knowledge k baghair mehnat bhi kisi kaam ki nai hoty hay..

              Gee dear ap na theak kha ha k agr hum ko forex trading kA koi knowledge na ho r he hum smjny ki try kary to markeet ma sirf mahnat kabkoi faida ni ha q k forex ma mahnat k sath sath hum ko forex ky rulls r skills ka b knowledge hina bohat zroori ha
              • #22 Collapse

                Re: knowledge k baghair mehnat bhi kisi kaam ki nai hoty hay..

                G han agar ap ke pas forex ke bare me knowledge he nahi ha to apk jitny marzi mehnat kar lo apko success nahi mile ga mehnat ke sath sath knowledge ka hona bhi bohat zaroori ha forex me wo log kamiyab hote ha jin ke pas forex ke bare me bohat knowledge hota ha is liye mehnat bhi kare aur knowledge bhi gain karte rahe agar ap ke pas ye dono cheeze ha to apke liye forex easy ho jaye ga
                • #23 Collapse

                  Re: knowledge k baghair mehnat bhi kisi kaam ki nai hoty hay..

                  aaapki baat bilkul thek hain jaaab tak hum experience hasil nhe kar lete han taab tak hum kamyab b nhe hos kte hain knowladge hasil akrne k liye lot of hard work ki zarorat hoti hain aagr forex trading say hum earn karna chhate hain tu humhain kafi experience hasil karna hota jaaab tak hum experience hasil nhe kar lete hain taab tak hum forex trading main kamyabi b hasil nhe kar skte hain trading k liye hard work ki zarorat hoti hain or hard workar kamyab ho jate hain apni trading main
                  • #24 Collapse

                    Re: knowledge k baghair mehnat bhi kisi kaam ki nai hoty hay..

                    Dear friends ap ki baat bilkull theek hai agar humary pass knowledge ni hai to humri mahnat ksi kam ki ni hai forex main kam kar rhy hain to humary pass knowledge ka hona bohat hi zarore hai lehaza mahanat k sath knowledge ka hona lazmi hai thanks
                    • #25 Collapse

                      Re: knowledge k baghair mehnat bhi kisi kaam ki nai hoty hay..

                      ye baat kuch had tak theek hai lekin mehnat kabhi zyda nhi hoti agar ap mehnat krte hai to knowlede dukh ba khud a jai mehnat sirf trade par nhi ki jati hai lekin post par mehnat ki jati hai
                      • #26 Collapse

                        Re: knowledge k baghair mehnat bhi kisi kaam ki nai hoty hay..

                        Asslam-o-alikum dear welcome to Forex Pakistan !! G dasto sarf Forex par ment karna ka koi Fayda ni ha jub tak hamira pas Forex ka knowledge ni ho ga to hum khabi bi kamyab ni ho sagta ise lay payla knowledge hasial karo par ap ment kar ka market ma kamyab ho sagta ho
                        • #27 Collapse

                          Re: knowledge k baghair mehnat bhi kisi kaam ki nai hoty hay..

                          g han knowlege ka baget forex ma mehant hmari kisi kaam ni aya gi or hmmya iss sa koye faida hasl ni ho paya ga iss lya hmmya chahy ka hmm forex pa zad sazada mehnt jrya or ias ma mehant jrya tab he hnm forex ma kamyaab ho sakya ga or bohat achi earning kr saky ga or boht ach tatiska s aona perofit bana sakay ga
                           
                          • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                          • #28 Collapse

                            Re: knowledge k baghair mehnat bhi kisi kaam ki nai hoty hay..

                            Yes sahi se mehnat krna lazmi hai na keh B's he time lge rhna chahe kuch smjh aaye ya na aaye smjh KR kaam krna hai yahi mehnat hai aur knowledge akathi krna bhi mehnat mein he shamil hai

                            اب آن لائن

                            Working...
                            X