trading ky liye aik pair ke tk ho ga
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    trading ky liye aik pair ke tk ho ga
    forex mai hum pairs mai kam karty hain hamy aik pair ky bary mai ache information hasial kar ky mahnet sy kam karna chahey pairs move karty hain to hamy in ke movement ko achy sy samjna chahey pher he hum market mai run kar saky gy or acha profit gain kar saky gy forex aik aam business ke nisbat acha business hain is mai hum apny boss kud ap he hoty hain
    "The mind is everything, What you think you become"
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: trading ky liye aik pair ke tk ho ga

    Dear fellow may aap ke is may koi shak nahee hay ke agar aap ziada pairs par trading karangay tho aap is business say faida nahee uta sakhthay is liay hamay chahiay k apnay liay 1 ya 2 pairs makhsoos karay our oske previous movement's ko study karay our ose par trading karay is tarah karnay say much he time may aap ko experiance our knowledge ho jaaega our aap araam say har maheenay earning Kar sakogay.
    • #3 Collapse

      Re: trading ky liye aik pair ke tk ho ga

      G bilkul hum jab bhi trade karte Hain humain chaiay k hum aik ya 2 pairs se zada pairs par trade open nai Kare aur is k sath sath hamesha in pairs par trades open Kare Jin k bare main humain sahe achi information ho aur acha knowledge ho humare pass tab hi hum success hasil Kar sakte Hain aur aik ache trader ban sakte hain
      • #4 Collapse

        Re: trading ky liye aik pair ke tk ho ga

        han g trading karne ke liye hume zaida pairs per kam nahi karna chahiye hume chahiye ke hum limited kam kare yani limited pairs hone chahiye zaida se zaida 3 4 pairs ho jin per kam kiya jaye 3 4 me se b koi aik aisa ho jis ke ap log expert ho or hume pata ho ke market kya karne wali hai limited pairs per kam karne me hi kamyabi hai.
        • #5 Collapse

          Re: trading ky liye aik pair ke tk ho ga

          Trading ke liye Hame Ek Aisa pairs choose karna chahiye jis mein apko practices are Paisa Peer choose Kare jis mein aapne demo account mein jyada Se Jyada practice Ki Hai jis mein aapko tajurba Ho wahi par aapko choose karna chahie is main aapka jyada fayda hai agar aap new hai to aap Gold ke pair par trading na Karen kyunke Gold per trading karna bahut hi Mushkil Hai
          • #6 Collapse

            Re: trading ky liye aik pair ke tk ho ga

            G hann dear ap ny bilkul thkkk.kaha hai tradingg karni hai tuo ek pairr selectt kar loo ouseiii par tradingg karoo apnaa knowladgee experinceee banaoo zaidaa piarr ni use karnyyy chiyee sub main movementtsss change hotiii hato mindd counfused ho jataa kisei main bi axha kamm ni hotaaa ..
            • #7 Collapse

              Re: trading ky liye aik pair ke tk ho ga

              Dear brother
              Waqia acha swal tha humy lazmi aik pair jasy gbpusd or eurusd jasi major currancy ko choice kr ky ais pair be mukamal up down movement in pips study karray takeh humy acha profit mily aur forex dilchaspi be peda ho gi learning aur earning jari rahy gi
              • #8 Collapse

                Re: trading ky liye aik pair ke tk ho ga

                Asslam o alukum dear ap na theka kha ha k agr hum ko forex ma aik sucessfull trader banana ha to hum ko cahheya k kisis aik pair par working kary r aik achy trader ki traha us pair ko smjh kar us ma kaam karna cahheya ta k hum us ma expert go ajey r aik achi earning kar sky.
                • #9 Collapse

                  Re: trading ky liye aik pair ke tk ho ga

                  G bilkul dost aap ne sahi keha he hamen trading pairs per study kerni chahiye lekin me is haq me nahi ho k hum aik hi pair ko study kare us se hum aik hi pair per freez ho jate he is liye mere khayal me hamen 4-6 pairs per study kerni chahiye ta k agar aik pair ki movement nahi ho rahi to doosre pair per trade open kar li is tarah se hum achi trading ker sakte he.
                  • #10 Collapse

                    Re: trading ky liye aik pair ke tk ho ga

                    ji haan bilkul trading ke liye bahut hi Jabardast Hoga Ameerpet par Jyada Jyada koshish Karni chahiye aur kamyabi Red Banana chahiye Kamya ****erick pair par hi trading karke bahut hi jyada kaamyab ho jata Hai Tabhi Y Kamyab trader ban jata hai Hamein 1 pair pair trading Karni chahiye thi tab Hum kahan gayab ho jayenge
                    • #11 Collapse

                      Re: trading ky liye aik pair ke tk ho ga

                      Forex trading me agar hum kaam karte he to hamen kam se kam 3-4 pairs per kaam karna hoga kio k agar aik pair per study karenege to baz oqat market me us pair ki pair ki movement nahi hoti to hamare dosra option hona chahiye jitne ziada pairs ko study karenge to hamen trading me aasani hogi.
                      • #12 Collapse

                        Re: trading ky liye aik pair ke tk ho ga

                        g ha forex trading main bhot he ziyda pair hai forex trading main kaaam karne k liye chahiye hota hain Experiences or lot of knowladge hum Experiences hasil kar k kisi b pair main entry kar skte hain ye lazmi nhe hain k humhain sirf ek he pair main trading karni chahiye kuch pair asy hogy k us main humhain entry nhe mil rahi hogi entry k liye merket analiysis karna hota hain price action ko dekhna hota hain pher humhain kamyabi milti hain
                        • #13 Collapse

                          Re: trading ky liye aik pair ke tk ho ga

                          g han ap ny boht achi bat ki hai or main apki bat se sehamt krta hun forex trading main jub hum trading ko start karty hain tu hmain kisi aik pair main grip ko strogng karen q k jub hum aik pair main apna expiernce gain kar lety hain tu step by step main hum es ka knowledge milta rhta hai hai or hum apni trading ko sikhty jaty hain pahly he risky pair main trading kbhi na karen
                          • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                          • #14 Collapse

                            Re: trading ky liye aik pair ke tk ho ga

                            Gee han forex main kamyabi har pairs par idhar udhar chalange laganay se nai milty pehlay ek pair par practice karna hoty hai us main experience hasil karna hota hai phir aage bira jata hai ek ek kar k sare pairs par practice karna hoty ha jab sare pairs par practice ho jay phir samjho aap kisi b time acha paisa kama sako gai asal practice pairs ko movement ko samjhna hota hai k market up down q khoty hai

                            اب آن لائن

                            Working...
                            X