Agar trade loss main chali jaay to market ko phr say analyse karain

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Agar trade loss main chali jaay to market ko phr say analyse karain
    Dear friends, jab koi trade loss main chali jaay to hamain market ko phr say analyse karna chaheay aur market k reverse honay k chances hon to trade ko hold rakhna chaheay aur agar market k reverse honay k chances na hon phr trade ko close kar dena chaheay ta kah zayada loss na ho.
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Agar trade loss main chali jaay to market ko phr say analyse karain

    Gee dear brother aap ki baat bilkul droost hay ky forex main trading kerty hoay aap mehnaat kerty hain too aap ko ager loss bhi hota hay too aap apna knowledge oor experience isstamail kerty hoay market ka analysis aak martaba per kerain iss ky mutabaq trade close kerain.
    • #3 Collapse

      Re: Agar trade loss main chali jaay to market ko phr say analyse karain

      Loss wali trade agar support ya resistance cross ker gai hai tou usy foran close ker ky new trade ky liay analysis ker lena best hota hai ky loss main trade ko continue rakhny sy account wash ho jata hai hamain small loss main trade ko close kerna acha hota ha warna bara loss recover kerny main bhi time lagta hai
      • #4 Collapse

        Re: Agar trade loss main chali jaay to market ko phr say analyse karain

        G han dear ager humari trade loss mai jatye hai tu humain chaye kay hum market kay analysis ko dubara se tgeak tareeqa se chek karain kiyu kay in time action ni lain gaye tu bara loss hi sakta hai
        • #5 Collapse

          Re: Agar trade loss main chali jaay to market ko phr say analyse karain

          Gee haan aap ki baat theek hai forex mein agar aap ki trade loss mein jati hai tou jub aap uss ko loss mein close kerain gay tou uss kay baad forex market kay dobara sae analysis kerain ta kay dobara aap ki traee loss mein na jaye
          • #6 Collapse

            Re: Agar trade loss main chali jaay to market ko phr say analyse karain

            Dear friend agar trade loss mn chla jaye to aap ko trade close ni karna chaia agar market ki movement ka smjh a rha ha ka reverse hoo go to app ko wait karna chaia agR market ki movement reverse ni jati to phr aap ko trade close karna chaia
            • #7 Collapse

              Re: Agar trade loss main chali jaay to market ko phr say analyse karain

              Asslam O Alikum Jii Haan Bhaai Jaan Aap Ne Bilkul Theek Hi Kahan Hai Main Sirf Itna Kehna Chahun Ga Ke Sir Agar Aap KaMyaBi Chahiye To Aapko Aik Bar Demo Account Zaroor Istmal Karna Pare Ga Kyon Ke Demo Account Aik Bara Zarya Hai Hamara Kamyab Hone Ka Zarya Yeh Hai Ke Demo Account Main Hamen Experience Or Knowledge Milta Hai Agar Wahi Experience Or Knowledge Nhi HoGa To Ham As Main Kisse Kamyab Honge Kamyab Hone Ke Experience Or Knowledge Hona Zaroori Hai Phr Ham As Main Acha Profit Bhi Hasil Kar Sakty Hain ...
              • #8 Collapse

                Re: Agar trade loss main chali jaay to market ko phr say analyse karain

                G hn bilkul dear Forex member ap ny bilkul sahe kaha hy agar trade loss mn cahli jay tu phir sy market ko analyse karna cahiya agar market revers a jay tu trade ko hols rakhna cahiya aur agr marekt hmary khilaf jati jay tu phir hmen apni trade ko closed kar dena cahiya takeh ziyada loss nh ho aur es sy account bhi wash ho sakta hy account bhi wash sy bach jay aur loss recover kar liya jay
                • #9 Collapse

                  Re: Agar trade loss main chali jaay to market ko phr say analyse karain

                  yes bhai bilkal ap ki bat thek hai agr gamri trade lose main chlii jati hai tu phr hume market analysis ko dekhna chaiye demo account main hume daily analysis ko dekhna hota hai ur os hume practice be krni hoti hai ye hamre liye important hai
                  • #10 Collapse

                    Re: Agar trade loss main chali jaay to market ko phr say analyse karain

                    G haan dost aap ne bilkul theek baat ki he forex trading me agar kissi bhi trade me loss ho reha he to foran market ko analysis kia jai agar market k thore bhi chances ho reverse hone k to phir trade ko chalne dia jai lekin agar reverse hone ka koi chance nazar na aai to phir trade ko close ker dena chahiye is se pehle k bara loss ho jai ta k account safe rahe.
                    • #11 Collapse

                      Re: Agar trade loss main chali jaay to market ko phr say analyse karain

                      g bilkul agr ham logo ka koi be trade loss ma chala jata ha to ham logho ko chayia k ham log us waqt phir sa market ko analysis karya aur us ka mutabik phir sa ham log trade open karya aur agr ham logo ko aisa laghta ha ka market dobra sa ham logo ko purani analysis ka mutabik move kartya gi to ham logo ko new trade open karna sa pehla dusra trade ko open kar ka wait karna chayia
                      • #12 Collapse

                        Re: Agar trade loss main chali jaay to market ko phr say analyse karain

                        Hame Apne balance ki Kadar Karni chahiye ek galti se Hamara balance khatam ho sakta hai hamara account was Ho Sakta Hai Is Tarah Se Hamari pure mahine ki mehanat Saya ho sakti hai is wajah se Hamein ya Baat Apne Jahan Mein rakhni chahiye ke yaha bonus Samne bahut hi mehnat se Hasil Kiya Hai Isme Hamari pure mahine Ki mehnat Hai is wajah se Soch Samajh Ke trade lagayein pahle market ko analyse Karen FIR trade lagayein
                         
                        • #13 Collapse

                          Re: Agar trade loss main chali jaay to market ko phr say analyse karain

                          Kamyab trader Hamesha Himmat Aur Sabar se kam Lete Hain Hamein bhi Himmat Aur Sabar se kaam Lena Hoga Agar Hum Chahte Hain ke hum is business Mein Kamyab Ho Jaaye toh Hamein mehnat Karni Hogi Mein Se Apna Har ek kaam karna hoga trade Agar last Mein Chali Jaaye to aapko chahiye ki aap Dobara Market ko analyse Karen aur dobara Malkit ko analyse Karke Dobara se trade lagayein
                           
                          • #14 Collapse

                            Re: Agar trade loss main chali jaay to market ko phr say analyse karain

                            Gee haan agar aap ki forex mein trade loss mein chali jati hai tou uss per perashan nahin hona chahyea kyun kay loss bhi trading ka hisa hai aur agar aap perashan hoon gay tou tension ho gi jis ki wajah sae mazeed loss ho ga tou aap ko chahyea kay aap dobara sae achay analysis kernay kay baad trading kerain tou faida zaroor ho ga
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #15 Collapse

                              Re: Agar trade loss main chali jaay to market ko phr say analyse karain

                              Ji haan sir aapne bilkul right kaha hai agar Hum Pe Lagate Hue Hamara trade laws Mein Chala Gaya Hai To Hame mayus bilkul bhi nahin hona chahiye bol ke apne dost ko recover karne ke liye aur Jyada mehnat Karni chahiye Taki Hum Apne market ko achi Tarah Se analyzers kar sakte hain aur fir se hum accha profit Kama sakte hain

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X