kiya trend hamara dost ban sakhta hay ???????
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    kiya trend hamara dost ban sakhta hay ???????
    Dear fellows Kay trend hamara dost ban sakhta hay ya per ham trading kerty hoay aapni mehnaat say forex main market ka analysis kerty hoay hi aap my aap ki kamyab ker sakhty hain oor acha knowledge oor experience hasail kerty hoay achi earning ker sakhty hain.
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: kiya trend hamara dost ban sakhta hay ???????

    G han dear trend humara dost ban sakta hai us kaliye zaroori hai kay trend ko zayda se zayda read kiya jaye us kay barye mai ta kay bad mau humain achi traha samjh a skaye kay kiya hota hai trend us kay bad ye humara dost ban jata hai
    • #3 Collapse

      Re: kiya trend hamara dost ban sakhta hay ???????

      Trend dost ban nehi sakta trend hota hi hamara dost hai ky agar ham trend ko follow kerty huey trade open kerty hain tou hamari aesy trade hamesha profit main close hoti hai lekin trend ky against open ki jany wali trade main profit ky chances bahot kam hoty hain aur aksar aesy account wash hi hota hai
      • #4 Collapse

        Re: kiya trend hamara dost ban sakhta hay ???????

        Gee haan bilkul trend humara dost ban nahin sakta balkay trend tou her trader ka forex mein dost hota hai yeh tou sirf aap log hain jo uss sae wafa nahin kertay aur uss kay against chaltay hain uss ki baat nahin mantay warna yeh tou aap ko seedhay rastay per lae ker chalta hai app raasta badal jatay hain
        • #5 Collapse

          Re: kiya trend hamara dost ban sakhta hay ???????

          g ha q nhi ap kay dost bhi trend ap kay dost bhi ban sakty ha bas un logo pay depend karta ha jis nay trend bana ha kya wo is me mehnat say kam kar sakty ha agr to wo mehnat say kam kar sakty ha phr to best trend ban saklty ha agr wo is me mehnat say kam nhi kar saky is ko zayda time na day sakty to wo khbi bhi trend nhi ban sakty q kay har kam kay ley mehnat zarori ha
          • #6 Collapse

            Re: kiya trend hamara dost ban sakhta hay ???????

            Dear brother kabhi bhi trend k opposite trade open nahi kerni chahiye is se hamen buht hi ziada loss ho sakta he is liye jo trend bana huwa he to usi trend k mutabiq trade open kerna chahiye lekin agar market agar buht hi ziada up chali gai he ya buht hi down chali gai he to phir hum trend k opposite chance le sakte he is liye hamen ache analysis k sath hi trading kerni chahiye.
            • #7 Collapse

              Re: kiya trend hamara dost ban sakhta hay ???????

              Gee haan bilkul trend forex trading mein humara dost ban sakta hai aur humain trend ko zaroor follow kerna chahyea kyun kay trend mein lagai gai trade sae humain kabhi loss nahin ho sakta hai aur hum uss trade sae acha profit lae saktay hain
              • #8 Collapse

                Re: kiya trend hamara dost ban sakhta hay ???????

                forex main tren ko dost manay bager kam karna impossible he is ye pata chalta he ke is market kis tarha se mojuda kesy run kar rahi he is main ab kis curriences ke mang he kis main kam karna zeada profitable he kis acha bonuss mily ga kis main loss ho sakta he huamn is ke malumat ke bager forex main kam karna risky he loss ke chances zeada ho jaty hain
                • #9 Collapse

                  Re: kiya trend hamara dost ban sakhta hay ???????

                  gee han bhai jan aap bilkul thek keh rahe hain trend hamara dost bansakta hai jis ka trend bana ha kya wo is me mehnat say kam karte hai aur hamesha use apna dost mante hain hume bhe chahye keh hume trend ko dost banalen thankyou dear
                  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                  • #10 Collapse

                    Re: kiya trend hamara dost ban sakhta hay ???????

                    forex aik online business hain is main trand ki bohat hi zada ehmiyat hain yai hamy as a friend market ki movement k bary main batata hain or ham market main amount invest kar sakty hain ham is main part time be kam kar sakty hain or ham is main full time be kam kar sakty hain or successful trader ban sakty hain

                    اب آن لائن

                    Working...
                    X