Analysis ki trading mein ehmiyat.....

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Analysis ki trading mein ehmiyat.....
    Assalm-o-Alaikum Dear Forex Members forex trading mein analysis bohat ehmiyat k haamil haon.Technical Orr fundamental analysis zayada tarr trading mein istimaal hotay Hain forex trading mein analysis karna bohat zaroori hai analysis k bagair trade ko open karna loss ko invite karnay k braaber hai
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Analysis ki trading mein ehmiyat.....

    dear bro apny thk kha hai k trading men analysis bhot he ehymyat k hamil hota hai.hamen chye k ham jab bhi koi trade open kerny lagen to us sy phly hamen analysis zroor kerna chye.ager ham analysis ker k trade open kren gy to hamri trade loss men nh jaye g.or ager hamen analysis ka nh ptta to phly hamen analysis kerna seehk lena chye,
    • #3 Collapse

      Re: Analysis ki trading mein ehmiyat.....

      G ha bro app ne thek kaha he k trading me ananlysis ki bihot ihmiat he qk jub tuk humian market k bare knowledge na hoga tub tuk hum kamyab nhi ho sakte wo is lei qk market bohot tazi se movement ker ti he or trade me bohot jaldi jaldi tabdili ati he is lei humain analysis kerni chahyi
      • #4 Collapse

        Re: Analysis ki trading mein ehmiyat.....

        forex trading main analysis ki boht ahmiyat hai es liyez arori hai k ap apni trading ko analysis k sath karen q k analysis karny se apki trading main loss hony k chaces kam hoty hain or ap apni trdaing main risk ko bhi kam kar skty hain tu apko chahye k ap apni trading main market ko achi trha soch smjh kar trading karen ta k apko loss na ho skay apki trading main
        • #5 Collapse

          Re: Analysis ki trading mein ehmiyat.....

          Assalamu Alaikum Ji Bhai Jaan aapki baat theek hai today Pakistan Forex farmer main kaam karne wale ka experience aur Tajarba Jyada hona chahiye Jiski wajah se wa Pakistan Forex form key business market mein Apne tajurbe ki vajah se Jyada Se Jyada profit hassil kar sakta hai aur aur Pakistan Forex farmaye Agar wo Nahin Hua Aaye To experience cancel kar sakta hai
          • #6 Collapse

            Re: Analysis ki trading mein ehmiyat.....

            Dear aap ki baat bilkal thek hay main aap ki baat sa itafaq karta hoon k instaforex trading aak online worldwide international bussniss hay aur ya aam bussniss sa bhot zayada different hay iss laya instaforex trading main jab be aap trade open karan us sa phalay aap markit ka analysis kar lana analysis k bagher aap kabi be instaforex trading sa profit earn nahi kar saktay hain
            • #7 Collapse

              Re: Analysis ki trading mein ehmiyat.....

              forex me analysis ki bohat zayada ahmiyat hai or w ye hai k jub tak hum forex market ko analysis nahi karte tub tak hume forex me profit earn nahi hota or hum loss me hi rehte hain so loss se bachne k liye or profit earn karne k liye hum sub ko chahiye k hum sub se pehle forex market ko achi tarah se analysis kar k trade open ta k hum loss se bach sake or profit earn kar sake or apni life ko better bana sake.
              • #8 Collapse

                Re: Analysis ki trading mein ehmiyat.....

                Forex trading business mein analysis ki buht ziada ehmyeet hy kiok agr hum market ka analysis kartay han tu hi hum market ko samjh saktay han analysis kar k market ki movement ko samjh saktay han is liye analysis karna zaroori hy
                • #9 Collapse

                  Re: Analysis ki trading mein ehmiyat.....

                  Gee dear brother aap ki baat bilkul droost hay ky forex main trading kerty hoay aap mehnaat kerty hain too aap ko achi planning ky sath trading kerain too aap ko zaroor kamyabi hasail hoti hay lykeen Analysis ki trading mein ehmiyat bhaoot ziyada hoti hay iss ky bagher trading mumkeen naiy.
                  • #10 Collapse

                    Re: Analysis ki trading mein ehmiyat.....

                    Sir agr jab hum market ko acha sy analysis karta hain toh humain iss main market k movement kah idea hota hain or hum market ko dak kar iss main trading karta hain jis sy hum iss main bhot he acha profit be earn karta hain humain iss main chaiye k zada sy zada logo ko invite karna chaiye thky hum iss main acha sy mehnaat kar k iss main achi earning kar skaiye
                    • #11 Collapse

                      Re: Analysis ki trading mein ehmiyat.....

                      Dear friend analysis key zariye ham market movement ko check karty Hain key market kiya thi ur kis traf movement hugi market history bhi check karty Hain analysis key zariye hame secure trading men help milti hai
                      • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                      • #12 Collapse

                        Re: Analysis ki trading mein ehmiyat.....

                        analyses ki trading main bohat ahmiyat hoti hay jitny zada achy analyses hon gay market main utna hi zada acha profit ho ga aor yeh trading aik aisa business hay jo sirf behtreen analyses ki bunyaad par chalta hay. jitny zada achy analyses hon gay hamari earning bhi usi hisaab say ho gi.

                        اب آن لائن

                        Working...
                        X