Trading mai loss honaye pay atmad ni khona chaye???
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Trading mai loss honaye pay atmad ni khona chaye???
    G dear friends mai ye khaina chata hun kay aksar jub loss mai trade jata hai tu hum se us waqat zayda ghltiyan sarzad ho jati hain kiyu kay us ki waja ye he hoti hai kay hum ghbrhata ka shikar ho jatye hain aur zayda se zayda ghltiyan karnye lagtaye hain kiyu kay hunara aitmad qayam ni rhata hai na es waja se ye sorat e hal ho jatye hai tu apna aitmad kabhi na khona kuch bhi ho jaye khud pay aitmad hona chaye aur phukhta yaqeen ho
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Trading mai loss honaye pay atmad ni khona chaye???

    Insan jab koi Kam karta hai to us ma pahla loss hota ha q ka usa experience Ni hota jab jab insan Kam karta ha to usa experience hota ha is Lia trading ka business ma insan ko pahla pahla zayada malom Ni hota is Lia usa loss hota ha is Lia humain ya trading leave Ni karne chaheay q ka kuch month ka bad jab ap ko experience gain hota ha tab profit ke tarf ata ho
    • #3 Collapse

      Re: Trading mai loss honaye pay atmad ni khona chaye???

      ji haan bilkul trading Mein loss hone par Hamara Forex seat ad Nahin khona chahi Nahi To Hum FIR Kisi Kaam Ki Nahi Rahenge Hum koshish aur Himmat ke sath trading Karni chahiye aur Sabar khna chahiye Jitna Sada Hamare andar Sabar Hoga Itni Jyada acche tarike Se Hum Forex Mein Kamyab Ho Jayenge Ami koshish Himmat Aur Sabar Hamesha sath Sath Rekhna chahiye
      • #4 Collapse

        Re: Trading mai loss honaye pay atmad ni khona chaye???

        G ha bro app ne sahi kaha he k loss hone per apna itamd nhi khona chahyi qk loss or profit to her business ka hisa he or apne loss ki waja donhd ker is ko improve kerna chahyi ta baqi loss se bach sakte or apne experince ko incraese kere or loss ko profit me covert kere
        • #5 Collapse

          Re: Trading mai loss honaye pay atmad ni khona chaye???

          g han forex trading main loss hona aik yakini amal hai or yah har trador ko he hota hai es liye ghbarana nahi chahye q k loss expet trador ko bhi hota hai q k loss ki wjah kbhi tu hum khud hoty hain or kbhi market i wjah se hmain loss ho jta hai tu kbhi bhi khud ko faliur na smjhen aghr apko lsos hota hai tu mahnt jari rakhen ap khud ko boht control kar skty hain
          • #6 Collapse

            Re: Trading mai loss honaye pay atmad ni khona chaye???

            Je ap ny sahe kaha trading ma loss hony py atamad ni khona chahe kiu k ham practicaly attempt kar rahy hai profit ki or agr loss ho gya to apni stretgy ko recheck karna chahe or ye to market hai eska brosa ni hai kuch b possible hai bus improvement k lae khud ko tyar rakhna chahe
            • #7 Collapse

              Re: Trading mai loss honaye pay atmad ni khona chaye???

              Jaisa ka ham sab jantu han ka koi b bussines ho us ma loss hota he ha agar ham loss hony par first time he himat har jay ga to ya to abhi start ha agar ham starting ma he loss ko bardasht nahi kar pay ga to abhi to hamny or be booht kuch dakhna ha or jaisa ka trading agar ham yaha par loss hony par himat har jay ga to hamar itmad kamzoor ho jay ga or ham loss ki yaraf or zyaa chaly ga ga
              • #8 Collapse

                Re: Trading mai loss honaye pay atmad ni khona chaye???

                Assalm-o-Alaikum gee haan dear friend ap nay bilkul theek kaha hai hamain trading mein loss honay Parr kbhi bhi apna aitmaad nahi khona chahiye kiun k loss Orr profit San businesses mein hotay Hain lehaza hamain chahiye k hum hamaisha sabar sy kaam lain Orr aitmaad na khoain Orr Jin mistakes ki Waja sy loss hua ho unn ko improve karna chahiye taa k hum uss loss ko next time profit mein badal sakain issi mein hamari kaamyaabi hai
                • #9 Collapse

                  Re: Trading mai loss honaye pay atmad ni khona chaye???

                  Trading main loss hone per ehtemad nai khona chahiay balke dobara se apne kam ko start kerna chahiay na hi ye ke ap dishard ho ker baith jain aur dobara invest na karain balke apni galtion se seekhte hue dobara se soch samj ker kam kerna chahiay apne ehtemad ko bahal rakhna chahiay aur kisi ko mouqa nai dena chahiay ke WO humain degrade ker sake
                  • #10 Collapse

                    Re: Trading mai loss honaye pay atmad ni khona chaye???

                    App nai buhut ache bat ke hai hamai ye nahe karna chaye ke loss ho aur ham under confident ho Jaye apna temprament loss Kar Jaye hamai loss say seekna chaye hamai apni ghaltya dhond Kar unko khatam karna chaye.
                    • #11 Collapse

                      Re: Trading mai loss honaye pay atmad ni khona chaye???

                      agar ap ko forex me loss hota hai to ye koi has bat nahi hai or is bat par tension bi nahi leni chahiye ku k loss bi forex ka ek part hai jesa k profit forex ka ek part hai so hum sub ko chahiye k hum loss hone par sabar kare or sabar k sath hi trading karte rahe or kabi jald bazi na kare or loss hone ka reason talash kare or jis mistake ki waja se loss huwa ho us mistake ko note kar k learning karni chahiye.
                      • #12 Collapse

                        Re: Trading mai loss honaye pay atmad ni khona chaye???

                        je han bhi jan hamin trading ma loss honay per hiamat nai harni chaheye loss ko bardash karna be ak fun ha aghar ham loss nahi karin karin gay to pher forex sa profit kase hasil karin gay kyoun ka jab ham learn kar rahy hotay han to ham sa aksar galit sa trade lag jati jo ka loss ka sabab banti ha aur per hamin samj ati ha ka next time kasay trade lagni ha.aghar ham phlay he himat har jain gay to phe zindagi ma hamin business karna bohat mushkil ho ga.
                        • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                        • #13 Collapse

                          Re: Trading mai loss honaye pay atmad ni khona chaye???

                          Gee dear brother aap ki baat bilkul theek hay ky forex main trading kerty hoay aap mehnaat kerty hain too aap ko achi planning ky sath trading kerain too per bhi aap ko loss ho jata hay too Trading main loss honaye pay atmad ni khona chahay kun ky ager aap atmad nai rahy ga too aap kamyab nai ho sakhty.

                          اب آن لائن

                          Working...
                          X