Money Management ke baghair Long Term Na Mumkin.

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Money Management ke baghair Long Term Na Mumkin.
    Dear Members.
    Allah Tala apko taraqian dey, mein aap sab ko yeh advise dena chahta hun keh kabhi bhi money management ke baghair trading na karen warna apka account bohot hi jaldi wash ho jayega aur aap Long term tak kabhi bhi trade nahin kar sakengey. Aur aap bohot hi jaldi market se out ho jayengey isliye always money management ko follow karen aur iska sath kabhi bhi na choren.
    https://t.me/pump_upp
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Money Management ke baghair Long Term Na Mumkin.

    G ha bhai app ne sahi kaha he k money management k bagier hum koi b trade sahi tareqe se open nhi ker sakte or profit nhi kama sakte is lei humain apne money ko ache tareqe se manage kerne ki zaroorat he qk next month tarding k lei save kerna he
    • #3 Collapse

      Re: Money Management ke baghair Long Term Na Mumkin.

      Money management ke bagair long term kam kerna namumkin ha jub bhi koi investment aur business long term chalana hota ha to sub se pehle humain money ko manage kerna perta ha ke humain is ko kis terha is month aur next month main khan khan aur kese kese invest kerna chahaiye
      • #4 Collapse

        Re: Money Management ke baghair Long Term Na Mumkin.

        jo b member hain short time k liye big lot use karte hain par long time k liye forex meket main D1 py trade ki jati hain short time and long time main b forex merket k apne apne rules hain small lot ka use karna price action entry point ko find karna money mangmnet ko follow karna in k bina forex trading kabi b mumkin nhe hain long time hard work kar k he long time trade ki jati hain and emostiol wale trader kabi b logn time trade nhe kar skte hain
        • #5 Collapse

          • #6 Collapse

            Re: Money Management ke baghair Long Term Na Mumkin.

            g bilkul hum sub ko chahiye k hum jub bi trading kare to sub se pehle money management kar k hi trading kare ku k jub tak hum money management nahi kare gey tub tak hamara account safe nahi rahe ga or account wash hone k chances bohat zayada rahe gey to jub tak hamara account safe rahe ga tub tak hum trading easily kar sake gey so apne account ko safe banany k liye money management karna bohat zaruri hota hai.
            • #7 Collapse

              Re: Money Management ke baghair Long Term Na Mumkin.

              G haan agr proper money management na ki jaye to long term bahut mushkil ho jati ha kyun k jb ap long term k leay trades lgatay hain to Stop loss aur Take profit open hotay hain agr ziyada margin available na ho to account wash honay k chance ziyada ho jatay hain. So jb bhi apka mind long term trading ka ho to money management ko mind mn rakhtay huay isko zarur manage kr lain.
              Kinza789 Trading Journal
              • #8 Collapse

                Re: Money Management ke baghair Long Term Na Mumkin.

                Gee dear brother aap ki baat bilkul theek hay ky forex main trading kerty hoay aap mehnaat kerty hain too aap ko achi planning ky sath sath achi trading ker ky aap achi earning bhi ker sakhty hain oor acha profit tab mailta hay ky jab aap rules to fallow kerty hain too aap ko kamyabi hasail hoti hay lykeen Money Management ke baghair Long Term Na Mumkin hay.
                • #9 Collapse

                  Re: Money Management ke baghair Long Term Na Mumkin.

                  Dear friend ap ki bat sahi hai Money Management ke baghair Long Term Na Mumkin. forex trading men lot size ko money management ky hisab sy used krana chye agar ham ny money management ko samjh liya ur us key bad money management ky hisab se lot size ka istamal kiya to hamri trading 50 % secure hujaegi.
                  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                  • #10 Collapse

                    Re: Money Management ke baghair Long Term Na Mumkin.

                    forex aik online busines hain hum is mai kam kar ky pasia kama sakty hain hum is mai 2 ganty mai sy kese be wakt ka time table bana kar kam kar sakty hain hum is mai jitna kam kary gy hamy utna he bonus mily ga forex all world mai bohat taze sy famous hony wala business hain hum gr mai bath kar is mai kam kar sakty hain

                    اب آن لائن

                    Working...
                    X