Kia ye pata chal sakta hai k meri post delet hoi to kiun hoi?

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Kia ye pata chal sakta hai k meri post delet hoi to kiun hoi?
    Bother main administration ya senior members se ye jan na chahta hun k meri post ager delet hoi to koi aisa method hai jis se pata chal skay k post delet kiun hoi kia waja thi us k pechay jis ki waja se delet hoi ager koi bata de to meharbani ho gi ta main next us ghalati se bach k rahun.
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Kia ye pata chal sakta hai k meri post delet hoi to kiun hoi?

    Bhai jan main new member ho mujh ko pata nahi hai kh post q delete ho jati hai is bat ka pta senier ko hota hai ap ka sawal thik hai
    • #3 Collapse

      Re: Kia ye pata chal sakta hai k meri post delet hoi to kiun hoi?

      dear forex users hmari post uss wakt delet hoti hein ya to uss mein post copy hoti hy yani k similarities hoti hein .dosra hmari post jin mein forex ko discuss ni kiya jata .or inn mein koi information ni hoti forex k bary mein .ya phr ksi fzoll thread per ham jub post kerty hein jin mein na hi forex busniss discuss hota or na hi us k rules ki information .tub hmari post delet ho jati hein jo acchi quality ki ni hoti.
      • #4 Collapse

        Re: Kia ye pata chal sakta hai k meri post delet hoi to kiun hoi?

        G dear posts delete honaye ki waj wo threat hota hai jis mai hum us ka reoly daitaye hain aur us ka pta chalna atna asan kam ni hota hai kay kon sa threat hai wo jis mai humari posts delete howi hai
        • #5 Collapse

          Re: Kia ye pata chal sakta hai k meri post delet hoi to kiun hoi?

          pak forex trading aik acha online successful business ha is jasa koi business nhi ha is me bpht say faidy ha hum iks business ko hum kisi bhi time kar sakhty ha is business ko hum kisi time or kisi bhi jga par kar sakhty ha is business ko hum din ko chahy rat ko kar sakhty ha is business ka koi time table nhi ha par mojhy aik bat ki samjh nhi ati kay humri post kis waja say delete hoti ha or q hoti ha senior plz teel me
          • #6 Collapse

            Re: Kia ye pata chal sakta hai k meri post delet hoi to kiun hoi?

            pak froum asi jaga hain k yaha py post kabi delete nhe hoti hain just vo post delete ho jati hain jo 1 line py ho and vo psot delete ho jati hain jo kisi k liye thnakfull na ho sirf apna bouns hasil karne k liye use kiya jy wahi post delete ho jati hain pak froum busniess ki jaga hain or busniess ki jaga py hard work ki zarorat hoti hain bina hard wrok kiye kiis b busniess main kamyabi hasil nhe hoti hain pak froum main b agar koi b threads fazol ho and dora opan kigai ho wahi post and threads delte ho jati hain
            • #7 Collapse

              Re: Kia ye pata chal sakta hai k meri post delet hoi to kiun hoi?

              Ji meray khayal se ager aap forex se related aur information wali post kro gay to aap ki post kabhi delete nahi ho gi air Jahan Tak sawal hai k delet honay wali post ka pata laganay to I think pak forum main shared is pe working ho rahi hai k kisi tarah se delet honay wali post ka pata chal skay aur sath reasons bhi mention ho.
              • #8 Collapse

                Re: Kia ye pata chal sakta hai k meri post delet hoi to kiun hoi?

                forex mai posts jab delete hote hain to hamy is ka bonus nahi milta zada tar spelings mistakes ke waja sy hote hain forex all world mai bohat taze sy famous hony wala business hain hum is mai part time be trading kar sakty hain hum is mai full time be trading ka sakty hain hum is mai agar greedy ban ky kam kary gy to hamy loss ho jy ga
                "The mind is everything, What you think you become"
                • #9 Collapse

                  Re: Kia ye pata chal sakta hai k meri post delet hoi to kiun hoi?

                  forex aik legal business hain is mai posts delete ho sakte hain hamy is liye apne galtiyo py gur karna ho ga forex aik aam business ke nisbat acha business hain hum gar mai bath kar is mai kam kar sakty hain hum is mai agar gredy ban ky kam kary gy to hamy loss ky siwa kuch be hasial nahi ho ga forex aik bohat bara busines hain
                  • #10 Collapse

                    Re: Kia ye pata chal sakta hai k meri post delet hoi to kiun hoi?

                    forex ke karobar mein jab apny senior se mashwra karty hein to human is bat ka pata chal jata he ke humari posts kun delet hoi hein is ley human next month ye khyal rekhna ho ga ke hum wo galti na dohraen forex aik acha pay pakage deny ke sath achi soch or knowledge deta he forex aik international karobar he is mein daily kam karny pe traders expert ho jaty hein
                    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                    • #11 Collapse

                      Re: Kia ye pata chal sakta hai k meri post delet hoi to kiun hoi?

                      forex aik acha businss hain hum is mai aik limit ky hisab sy aik din mai 50 posts kar sakty hain hum kam kar ky acha bonus earn kar sakty hain forex mai jis post mai hum mistake karty hain wo post delete kar de jate hain or is ka hamy bonus nahi milta hain hum is mai part time be kam kar sakty hain hum is mai full time be km kar sakty hain

                      اب آن لائن

                      Working...
                      X