News ke waqat technical analysis fail ho jate hai
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    News ke waqat technical analysis fail ho jate hai
    forex trading me bohat sare traders aise hai jo technical analysis ki base per trading karte hai or achi earning karte hai lakin is market me jub koi news ati hai tu technical analysis fail ho jate hai or market news ki base per move karti hai mera mashwara hai jo log technical analysis karte hai wo news ke waqat trades close kar diya kare.
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: News ke waqat technical analysis fail ho jate hai

    Forex market main news Fundsmental hoti hain aur fundamental hamesha technical ko supersede ker jaty hain agar ham news time per technical analysis ko follow kerty hain tou yeh hamary bahot bari mistake hoti hai jis ki waja sy hamain bahot zyada loss bhi ho jata hai jis ko recover kerna phir mushkil hota hai
    • #3 Collapse

      Re: News ke waqat technical analysis fail ho jate hai

      Assalamu Alaikum ji haan bhai jaan aap ne bilkul theek he kaha hai main sirf Itna Kehna Chahunga ke Jee bilkul Forex family bhi kaam kar sakte hain Kyunki family ke liye to Aur Bhi accha business Ho Jata Hai Kyon Ke family Itna Bahar nahi nikalte Tu family ghar mein aaram se bat kar isme kaam karte hain Jyada Tor ladkiyan Bahar nahi nikalte un ke liye bahut best hai vah ghar mein baith kar ismein trading Bhi Karte Hain aur ismein posting Bhi Karte Hain unke liye best business haitu aur Ladkiyon ko kya chahiye isme Unko ghar mein baith kar kaam kar rahe hain
      • #4 Collapse

        Re: News ke waqat technical analysis fail ho jate hai

        G Han dear ap ne sahi kaha Hai aksar aisa ho jata hai hum apni trade proper analysis KY baad he open krty hain magar jab news ati hai to hmara analysis bhi wahan fail ho jata hai aur humen acha khada loss face krna par jata Hai is liye humen koshish krni chaheye KY news time py trade Agar lage bhi hai to us ko close kr dyn ta ky hum apny account ko safe rakh saken aur news ky pressure ky bad trade open kren.
        • #5 Collapse

          Re: News ke waqat technical analysis fail ho jate hai

          Ji haan dear aapne bilkul theek kaha hai waise market multi Halat par move Karti Hai technically analyses se coffee had Tak market ka intazar ho jata hai lekin Jab news effect Karti Hai market par tuo uske baad technical analysis bhi fail ho Jate Hain news Jab Ati Hai to market sirf news par he move karti hai...
          • #6 Collapse

            Re: News ke waqat technical analysis fail ho jate hai

            G bilkul aisa he hain humain chaiye k hum iss main tab he kam kariye jab humain market acha mokaa da trade open karna kah humain iss main techincal analysis ko base per he depent nahi karna chaiye balky humain chaiye k hum iss main zada sy zada knowledge or experince increase kariye thky hum iss main us soraat main he acha profit gain kar skaiye
            • #7 Collapse

              Re: News ke waqat technical analysis fail ho jate hai

              hamy analysis ko use karna ho ga hamy mahnet sy forex mai kam karna ho ga pher he hum kam kar ky paisa kama saky gy forex all world mai bohat taze sy famous hony wala busienss hain hum is mai agar tuky laga kar kam kary gy to hamy loss ho jy ga is mai market ka balm nahi hota hamy techinal analysis ko use karna zarore hain
              "The mind is everything, What you think you become"
              • #8 Collapse

                Re: News ke waqat technical analysis fail ho jate hai

                forex mai jab analysis fail ho jy to hamy gabrana nahi chahey hamy saber karna chahey or hamy next time apne mistake ko avoid kar ky mahnet sy kam karna chahey pher he hum kam kar ky paisa kama saky gy forex aik unique business hain hum is mai bager pasiao ky account bana kar be kam kar sakty hain forex aik real business ahin
                • #9 Collapse

                  Re: News ke waqat technical analysis fail ho jate hai

                  news update hote hain to techinal analysis fail ho jaty hain forex aik aam business ke nisbat acha busienss hain hum gar mai bath kar is mai km kar sakty hain hum is mai agar greedy ban ky kam kary gy to hamy loss ho jy ga is mai market ka balm nahi hota forex aik international business hain hum isy apna life time career be bana sakty hain
                  • #10 Collapse

                    Re: News ke waqat technical analysis fail ho jate hai

                    forex mai analysis ke 3 types hain hamy in ko pahlky sihkna ho ga or pher hamy in ko use kar ky kam karna ho ga pher he hum market mai run kar saky gy or hum acha profit gain kar saky gy forex aik aam business ke nisbat acha business hain hum is mai zero investment ky account bana kar be kam kar sakty hain or bonus gain kar sakty hain
                    • #11 Collapse

                      Re: News ke waqat technical analysis fail ho jate hai

                      new k time merket ka koi barosa nhe hain news k time merket itna loss b de skti hain k accoutn wash ho skta hain humhain chahiye k hum new k time sirf or sirf merket py dehna de news k time humhainc hahiye k hum stop loss ko lazmi use kare ot take profit b asi tara big price p rakh le news k time hum kabi b meket say nikal skte hain vo big loss ho ya pher big profit
                      • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                      • #12 Collapse

                        Re: News ke waqat technical analysis fail ho jate hai

                        Friends Hamesha ap Soch Samajh Kar trade Karen proper analysis KY baad he open krty hain magar jab news ati hai to hmara analysis bhi wahan fail ho jata hai aur humen acha khada loss face krna par jata Hai is liye humen koshish krni chaheye KY news time py trade Agar lage bhi hai to us ko close kr dyn ta ky hum apny account ko safe rakh saken aur news ky pressure ky bad trade open kren.

                        اب آن لائن

                        Working...
                        X