Trading mein stop loss use karnay ka faida?????
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Trading mein stop loss use karnay ka faida?????
    Assalm-o-Alaikum Dear Forex Members mein ap sy poochna chahta Hun k forex trading mein stop loss use karnay k Kya Faiday hain????
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Trading mein stop loss use karnay ka faida?????

    dear friend forex trading mn stop loss ko use krnay ka bahot fayeda ha stop loss k use sa ap apnay account ballance ko safe rakh sktay hn keun k agr ap stop loss ko trade mn use naen krtay to jb apki trade ziada loss mn chali jay to apka account bhi wash ho skta ha
    • #3 Collapse

      Re: Trading mein stop loss use karnay ka faida?????

      اصل پيغام ارسال کردہ از: Hamzainayat پيغام ديکھيے
      Assalm-o-Alaikum Dear Forex Members mein ap sy poochna chahta Hun k forex trading mein stop loss use karnay k Kya Faiday hain????
      Stop loss trading Mai bahut jyada useful hota hai traders ko chahiye Ke Jab Bhi trading current Hua stop loss Jarur use Karen agar aap stop-loss ko use kiye Bina trading Karenge to aap ki trading achchi Nahin Hogi
      FRD 07 TRADING JOURNAL
      • #4 Collapse

        Re: Trading mein stop loss use karnay ka faida?????

        Account wash hony se bech jata hey aor trader tention se bhi azad ho ker trading ker sekta hey. Yehi main do advantage hain stop loss use kerny key. Stop loss aik acha tol hey jo trader key balance ko safe rekhta hey aor usko trading main confidence deta hey.
        • #5 Collapse

          Re: Trading mein stop loss use karnay ka faida?????

          G frend ap nay bilkul theak baat ki hai Pak forex main trading say pehlay yani trade open karnay say pehlay achi tarah planing karni chahiye or market ki movement zror daikh Lani chahiye or us Kay baad trade open karni chahiye or trade lgatay waqat agar ap new trader Han or zyada experince nahe hai to stop loss or take profit ka istaimal zror karna chahiye q Kay agar market loss main b jaiy to stop loss ki waja say Ap ko zyada loss nai hota or jaldi recover ho jata hai or profit b acha achive hota hai
          • #6 Collapse

            Re: Trading mein stop loss use karnay ka faida?????

            treading ma stol loss use krna sa hmm apni treading ko loss ma jana sa bavha saktya han or apna account wash krna s be bacha saktya hna iss lya hmmyacgahay ka hmm zada sazada kosheha krya or mehnt krya or job hmmy zerort prya hmmya stop loss be use krna chahay tab he hmm ik achi treading kr sakya ga
            • #7 Collapse

              Re: Trading mein stop loss use karnay ka faida?????

              Dear friend trading Mein stop loss use karne ka bahut hi fayda hota hai best trader Jo Hota Hai Wo apni Har trade Mein stop class ka istemaal Karta Hai Stop loss ke bahut hi benefit Hai Ek to aap ka account save rehta hai aur dusra loss bhi kaam Hota Hai Joo sath sath trading main recover ho jata hai..
              • #8 Collapse

                Re: Trading mein stop loss use karnay ka faida?????

                G han sir humain trading main stop loss k ahmiyaat kah andaaza us waqat hota hain jab hum iss main loss karwata hain jis waqat humera iss main account wash ho jata hain humain cahiye k hum iss main jab be trading kariye toh iss main stop loss kah zada sy zada use kariye iss sy humera account safe be rahta hain or account wash hona k chances be bhot he kam hota hain
                • #9 Collapse

                  Re: Trading mein stop loss use karnay ka faida?????

                  G dear trading mai stop loss use karnye ka behad faidaye hain aik tu humara account wash ni hota hai es mai aur dusra ye kay es mai humain zayda liss bhi ni hota hai kiyu kay hum naye stop loss jo lagya hota hai bus wham tak he jata hai
                  • #10 Collapse

                    Re: Trading mein stop loss use karnay ka faida?????

                    is business Mein Hamein stop-loss ka istemal zarur karna chahie Star Plus ka istemal Kar Ke hi Hum is business Mein kam Lagti Hai is wajah se hamein chahiye ke stop class ka istemal trading Mein stop last istemal karne ka bahut hi jyada fayde Hain is wajah se Hamesha hi ke hum stop last ka istemal Jyada Se Jyada carry to trading Mein kamyabi Hasil karne ki koshish Karon is Hamein profit Jyada hota hai aur nuksan kam Hota Hai
                    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                    • #11 Collapse

                      Re: Trading mein stop loss use karnay ka faida?????

                      aslam o aliku my dear friends kesy ho umeed ha ap sab theek hi ho gay me aik bat par boht prashan hu kya koi meri is prashni ko door kar sakhta ha agr koi meri is prashno ko door kar sakhta ha to me apny senior say ye puchna chaht hu kay ap mojhy baty kay trading me stop loss use karny ka faida kya ha or hum ko trading me sstop q karni chahy my senior teel me

                      اب آن لائن

                      Working...
                      X