hmain kab market ma trade k lea enter hona chaea?
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #106 Collapse

    main sara week he trading karta hun or friday ko trading stop kar daita hun.mery khyaal say agar hum weekly ya daily basis pay trading karty hain to hum is main kaam kar kay achi earning lay sakty hain or is main apna career banna sakty hain.
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #107 Collapse

      mere bhai forex market 24 hours open rehti hain yahan trade laganay ka koi time fix nahin hai kyun k market stable nahin rehti kabhi up ho jati hai to kabhi down app market ki movement ko dekh kay trade lagao chahay woh day time ho ya night time.
      • #108 Collapse

        Market main tab he enter hona cheye jab trader apny analysis ki madad se market ka review karta hai or jab trader ko lagta hai k us k analysis k mutabiq trade open karni cheye tu woh proper stop loss and take profit or full preparation k sath trade open kary ga tu us ko mostly us trade main kamyabi militi hai or woh asani se achi trade kar leta hai.Lekin trader ko har time apni strategy ko sath sath follow karna hoga.Ager woh aisa nahi karta tu trader loss main chala jaeyga.
        Humaray Behtareen Jawab Ky Mukablay Mai Hisa Lain
        • #109 Collapse

          Dear aap kisi bi wakat market may intar ho saktay ho iss ki koi kade nahi hay haan ya zaror hay kay aap market ko jaj kar sako to phir aap working kar sako gay. Pakistani wakat kay mutabik eur / usd kay liya best time hay 4:00 PM say 9:00 PM tak kaa.
          • #110 Collapse

            bahi jan jis time ap ka dil chaha inter ho sakta ha ma to sub 10:30 par inter ho jata ho or News dak kar trading shoro karta ho acha time 2 baja ha
             
            • #111 Collapse

              forex ,market ma trading ka koi fix time nahi ha ap kisi b time trade kar sakty ho bus ap ko market ka bary ma acha knowledge or experience hona chye phir hi ap is market sa trade kar k profit earn kar sakty ho without experience and knowledge ap is market sa earn nahi kar sakty ho
              • #112 Collapse

                dear sir, jab tak hamain pakistan forex forum ka bary main compleate information na mill jaiy hamain is pa trading or invest sa guraiz karna chahiya haan ya alag baat ha ka ya hai bohat easy is main koi itna bhi mushkil kam nahin ha.
                • #113 Collapse

                  ji bilkul agar hum market ko dekhay beghair trading karengay to yeh hamare liye nuqsan hai q k is se hum risky trade karengay jis se hum ko los hoga or dosri baat apne time ki kari to bhai is mai to koi b time ap trading kar sakte ho weekdays k ilawa.
                  • #114 Collapse

                    forex me ager ap ek ache trader hen to ap kisi bhi waqt forex me trading kar sakte hen kyun k forex ek 24 gante chalne wala business hai aur is me trading ka koi khas waqt fix nahi hai
                    • #115 Collapse

                      bhai jaan jab hamain ya yakeen ho jaiy ka hamain forex par trading or markets ka up and down hony ka bary main compleate information hasil kar chuky hain or demo account pa practice kar chuky hain tab hamiain enter hona chahiya.
                      • #116 Collapse

                        for making entrance in to forex market think that do you have much confidence level and high experience and good education to work on forex. if you think that you have enough practiced on demo account and have been understood about the market ups and downs then you are ready to do.if you dont have any skills to do it then your touching hands in real account will be risky for forex trading and your account also.
                        • #117 Collapse

                          market jab pullback ocnditions mai hu tu wo time trade keliye best hai like kuch pairs overbought or oversold hu chuke hute hain aur phir unhu ne wapis ana huta hai tu wo time us pair ko trade karne keliye best huta hai like aj kal gold apni pullback conditions mai hai aur usy buy karne ka time hai
                          • #118 Collapse

                            koi bhi trade open karni hai to us kaam kay leiy boohat sari analysis karna parti hai.is liey agar aap fundamental or technical levels ko daikh kar trade open karo to acha baat hai.scalping main hum support or resistance levels ko daikh kar kaam karty hain.
                            • #119 Collapse

                              jnab hume pahle demo pay ache say practice kar kay proper knowledge and experience hasil kar kay phir real may enter hona chahiye ta kay phir ap ko real may koi problem na ho gi is liye phir ap ko apne ap ko ready kar kay phir real may ana chahiye.
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #120 Collapse

                                dear app jab b market main enter hun bus app k pass achi knowledge hony chahiye taky app trading main acha kaam kar sakain aur acha profit6 gain karain
                                 

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X