hmain kab market ma trade k lea enter hona chaea?

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #316 Collapse

    dear forex trading me market me enter hone kay liey sab se phele market kay trend ko judge karna chahiye aur phir humain humesha kam volume par trading karna chahiye ta kay loss hone ki sorat me humara account wash na ho aur profit asani se earn ho sake.
       
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #317 Collapse

      trade ki market ma enter honey kay lea best time wo ha jab apko trading ki achi khasi knowledge ho, aur apko market ki information ho, us kay bad ap market ma enter ho kay invest karsakty hen. market ma enter honey k bad bhi starting ma kam amount invest karen taa kay loss kay chances bhi kam sa kam ho aur apko experience bhi mil jaye.
      • #318 Collapse

        brother forex me trading ke lye hum ko tab enter hona chahiye ke jab hum ko is business ki knowledge aa jaye or hum is ko learn kar len basics learn karne se kuch nahi hota hai hum ko is ko deeply seekhna chahiye taa key hum ko behtar se behtar results mil saken .
         
        • #319 Collapse

          humhe market main ous time enter hona chaiye jab market main mooka ho profit generate kerna ka like power hours main zayda profits generate hote hai.agar hum aise time per market main enter hote hai tou main quick profits hote hai.
          • #320 Collapse

            hama market ma us waqat enter hona chahia jab hama in sab chezo ka pata chal jai ka kn sa factor is par asar andan hota hai kis situation ma yah buy hota hai aur kis situation ma isa sell hona hai aur is ka technical analysis kara aur phr trade lagai to kabi loss nahi hu ga aur agar tuka mara ga to ap ka loss ji loss hu ga aur ap ak acha trader kabi nahi ban ska ga
            • #321 Collapse

              market main enter hone keliye kabhi bhi enter hoya jaasakta hai ye chobees ghante khuli rehti hai par market main enter hona knowledge ka hona zaroori hai .
              • #322 Collapse

                jaha tak muj yahlagt ha kah agra ahmy as a bar am ahpo ko bat sakta ha kyo ka yah ak acji ka m hota ha as ka bara mah yah ka chi kam karna chta h asa ma.
                • #323 Collapse

                  As for as my opinion we have to do trade when market is on full peak and when London and Us markets are open.
                  • #324 Collapse

                    meri nazar mein market mein hame tub enter hona chahye jb market volatile ho aur ranging mein na ho kyo ke agr market sideways chal rahi hai tu phr ap profit nhn kama sakhte is mein kyo ke volatility mein hi profit generate hota hai ya phr market trend mein ho, bohat sare log jb market ranging mein hoti hai tb bi trade laga dete hai jo ke unko nuksaan deta hai aur ap ek hi trade mein long term ke lye stuck ho jate ho
                    • #325 Collapse

                      hamy market me os waqt enter hona chaya jb hamey knowlge hu market trend ka aur market startgies jis ko dakhty huey sahi position le k profits earn kr saky zyada tar hamre hi ghalti hoti ha k ham ghalat position le bethty ha
                      • #326 Collapse

                        yeh zarori nai k jab umar hogi zamydari hogi tu hi hum trading k kam karen gy main bhi nahi kehta k yeh kam bachein bhi karein par itna kahon ga humain trading k bary main 12th standerd k bad hi pta chalta hai k trading kya hia or is main kam ksy karna chaiyeh is jab knowledge hasil hojaye tu trading ka kam shuru karlyna hi chahiyeh
                        • #327 Collapse

                          haan janab bilkul hume markit ko dekh ke trade lagani chaye or janab wse ye hum pe depend karta hai ke hume trade kelye konsa tme best lagta hai ku ke or agr hume jub esa lage ke hume trade karne kelye markit ko touch kar ke karna chye tu ye bht hi zada acha hai.....
                          • #328 Collapse

                            Sab se pehly tu aap dekhen kay aap kis time frame (Chart) pe trading kar rhy hain ab misal kay tor pe agar aap H4 kay chart pe trading kar rhy hain tu apko trade me tab enter hona chahaiy jab H4 ki candle close ho jay or next start ho kar apna high ya low bana de phir aap apna entry point or exit point easily nikaal sakty hain. Same yehi process D1 kay chart me bhi hai.
                            • #329 Collapse

                              mere bhai pehle to humain achi tarah market kay trends ko samajhna chahiye aur achi tarah watch karnay kay baad he apni trade open karni chahiye mere mutabiq opening time acha hota hai trading kay liye.
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #330 Collapse

                                ap ko trend ke baree main pata hona cheye jese hi ap ko clear trend nazar aye ap trading main enter ho sakte ho or profit hasil ker ke hi exit hona cheye teke ap ki earning main azafa ho trading ko sub se pehle learn kerna cheye tek asni se earn ker sakoo
                                 

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X