Hmesha profit loss ky baad he hota hai

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Hmesha profit loss ky baad he hota hai
    G Han dear forex members aksar aisa hota Hai ky hmara acha experience hone KY bawajood humen loss ka samna krna par jata Hai is se humen pareshan nahi hona chaheye kyun KY hmesha nakami ky baad milny wali kamyabi ache hoti hai is liye Agar nakami ka samna ho bhi Jae to khud ko kamyab bnane ky liye koshish krty rahen kyun KY forex men jitni ache koshish ho ge utni he ache kamyabi hasil ho ge.
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Hmesha profit loss ky baad he hota hai

    trading main zaroori nhn hai k loss k bad hi profit ho q k profit or loss dono sath hoty hain is liy dono sath sath hoty hain lakin aik dosry p muhasir nhn hoty her profit bhi ho sakta hai or loss bhi ho sakta hai...
    • #3 Collapse

      Re: Hmesha profit loss ky baad he hota hai

      g han dear friend main ap se agree karta hun ap ne bilkul sahe kaha hae forex aik bahut acha business hae jis main hum mehnat kar ke ache earning kar sakte hain lakin ap yad rakhan jab bhe apke trade loss main jae to ap yeh na samjhen ke mujhe loss kowa hae q ke wo trade phir profit main bhe a jate hae
      • #4 Collapse

        Re: Hmesha profit loss ky baad he hota hai

        Jyada Se Jyada main bola Sunar account transfer ho sake with good type of the Planning Takia main kaam mein management karna pad sake aasani ke sath Jab aapka Yahan Par account was so jata hai to aap ko chahiye kya aap Yahan Par Nisar Na Ho aur aap ko ek acche level Tak Dobara se posting start kar deni chahiye ya posting aap kya Jyada kam karne ke liye aapke account course aur aapke kaam ko stability provide karti hai
        • #5 Collapse

          Re: Hmesha profit loss ky baad he hota hai

          اصل پيغام ارسال کردہ از: MuhammadHassan پيغام ديکھيے
          G Han dear forex members aksar aisa hota Hai ky hmara acha experience hone KY bawajood humen loss ka samna krna par jata Hai is se humen pareshan nahi hona chaheye kyun KY hmesha nakami ky baad milny wali kamyabi ache hoti hai is liye Agar nakami ka samna ho bhi Jae to khud ko kamyab bnane ky liye koshish krty rahen kyun KY forex men jitni ache koshish ho ge utni he ache kamyabi hasil ho ge.
          Yes sir start me har kisi ko hi Loss hota hai koi b ye calm nai kr skta k usy start se hi Profit hota aa raha hai. blky pehly loss hi hoa krta tha magr phir jb hmara experience increas hota jata hai to hm profit b bnay lgty hen. is lye hmen kabhi b loss se disappoint nai hona chaye blky try jari rakhen aik din ap loss lo limit m rakhne or profit ko increase krne k laiq jaror ho jaen gy bs Kohsish or Mehnat shrt hai.
          • #6 Collapse

            Re: Hmesha profit loss ky baad he hota hai

            Dear main aap ki baat sa itafaq karta hoin aap bilkal thek kaha rahay hain k instaforex trading aak online worldwide international bussniss hay aur aap kohi be bussniss karan us main aap ko lose aur profit dono hotay hain aksar iss tarha hota hay k aap k pass knowledge aur exprence hona k bawajo aap ko lose ho jata hay iss laya hum ko zayada sa zayada mehnit karan
            • #7 Collapse

              Re: Hmesha profit loss ky baad he hota hai

              G haan dear aap NY bilkul thik kahaa Markeet main loss hota phlyy phlyyy Phir Apne laws se Sikh Sikh Kar Hi market mein experience Aata Hai job market mein experience. Jata Hai To Uske bad hi hi market Mein profit Hona start Hota Hai Hamesha loss Ke Baad Hi profit Milta Hai...
              • #8 Collapse

                Re: Hmesha profit loss ky baad he hota hai

                Jee hain bhai jo bhi trader ab profit kr rhy hain or kamyab hain start ma woh bho hohat loss krty rhy hain is luy aap ki bat thek ha k profit loss k bad hota ha agir hum ko profit chaye to loss aford krin loss k dar sy trading stop na krin trading krty thin ak din achy trader ban skty hain or jo bhi loss krin gy bohat kam time na sub recover kr skty hain
                • #9 Collapse

                  Re: Hmesha profit loss ky baad he hota hai

                  dear traders forex m jab aap business karte ho tu starting mai loss tu hoga phir slow slow aap profit hasil kad lainge. demo account mai bar bar practice karen aur exlsrience gain kar loge. phir ap is qabil hojai ge k aap profit apke loss zayeda hoga.
                  • #10 Collapse

                    Re: Hmesha profit loss ky baad he hota hai

                    bhai jaan jin kay pas phaly say is ka knowledge zayda hota ha wo to acha profit hasil karty ha or jis kay pas acha knowledge or experience nhi hota to un members ko phaly phly loss hota ha phr jis mistake ki waja say loss hota ha os mistake ko daroost kar kay achy knowledge kay sath or achy experience kay sath kam kar acha profit hasil hota ha zyada trah phly loss hi hota ha koi ha jis ko phaly profit ho
                    • #11 Collapse

                      Re: Hmesha profit loss ky baad he hota hai

                      g dear ap ki baat bilkul theek hai koi bhi kaam ker lyn us ky start men ap ko loss ka he samna ho ga kyun ky kaam start krty sath he ap expert nahi bn sakty isi tarha forex trading men bhi start men ap ko loss he ho ga lekin agar ap sabar se kaam lyn ge apny losses se seekhen ge to ap bohat jald he ache earning ky kabil ho jaen ge.
                      • #12 Collapse

                        Re: Hmesha profit loss ky baad he hota hai

                        Assalm-o-Alaikum gee haan dear friend ap nay bilkul theek kaha hai hamaisha profit loss k baad he haasil hota hai kiun k jab humain loss hota hai tou hum mehnat sy kaam kartay Hain tou hum uss loss ko jab recover kartay Hain tou hum kaamyaab hotay Hain Orr iss trha hamain loss k baad acha profit gain hota hai lehaza hamain chahiye k hum hamaisha mehnat Orr sabar sy kaam karain
                        • #13 Collapse

                          Re: Hmesha profit loss ky baad he hota hai

                          Assalamualaikum dear friends aapki baat bilkul theek hai Forex trading ke Business mein hai Hamesha loss Ke Baad Hi profit Hota Hai Kyunki kuch Logon Ko Forex mein trading ka experience Nahin Hota isliye UN logo ko chahiye aur mazid minute karna Shuru kar dete Hain aur phir Jab loss ho jata hai unko ghabrana nahi chahi balke Ke aur mehnat karna Shuru kar dete Hain apni learning the Behtar Karte Hain aur trading experience Haasil Karte Hain Jis wo minute Karke acchi trading Karte Hain aur accha profit Hasil Karte Hain
                          • #14 Collapse

                            Re: Hmesha profit loss ky baad he hota hai

                            اصل پيغام ارسال کردہ از: MuhammadHassan پيغام ديکھيے
                            hmesha nakami ky baad milny wali kamyabi ache hoti hai
                            apki ye bat waqai bohat zabardast hy ar dusro k liay umeed b hy , kamyabi ka rasta kbi kbi nakami k rasty sy hi aagy jata hy es liay dil chota mat karain
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #15 Collapse

                              Re: Hmesha profit loss ky baad he hota hai

                              اصل پيغام ارسال کردہ از: MuhammadHassan پيغام ديکھيے
                              G Han dear forex members aksar aisa hota Hai ky hmara acha experience hone KY bawajood humen loss ka samna krna par jata Hai is se humen pareshan nahi hona chaheye kyun KY hmesha nakami ky baad milny wali kamyabi ache hoti hai is liye Agar nakami ka samna ho bhi Jae to khud ko kamyab bnane ky liye koshish krty rahen kyun KY forex men jitni ache koshish ho ge utni he ache kamyabi hasil ho ge.
                              Assam Alaikum Ji Bhai Jaan Yeh Baat bilkul theek hai ke Hamen Jab Bhi profit hota hai starting Mein loss ka Samna karna padta hai Kyunki Hame experience Nahin Hota aur experience na hone ki vajah se loss ho jata hai isliye hamein chahiye ke hamm starting Mein Hi acche se trade ko open Karen

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X